aik waqt me hume bht zada trade open nahi karni chahiyen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    I really regret my participation towards news trading because it really depleted my account close to margin call. I have learnt my lessons and am moving ahead. Technical give you a specific direction and holding towards it could pay off in the long run than trading news which could blow your account.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      It is very good for you to see the sure trend so always concentrate and you will be able to make good money so always try to be very focus and make good gain
      • #48 Collapse

        forex trADING MAIN HIKMAtimli sey chalny main e zayda earning ya fiyda hay es leay bohat zayda trade open nahi krnai chahey kiun k zayda trade open krny main humain nuksan ka zayda khtra hota hay
        • #49 Collapse

          g han g aik waqat main hum kafi thred open kr sakty hai but humain is main jald bazi main kam nai krna chaye
          • #50 Collapse

            kaha apne k hamen ak wakt main zyda trade ko open nahi krna chahye ku k agr ham zyda open kar dain ge to hamen is main se boht loss b ho skta hai ku k ye buseinss bht risky buseinss hai
            • #51 Collapse

              g han g hame aik wkt m buht zada trad open ni kerna chaye hame buht nuksan ho skta h kyn k jab hum etni sari trad aik sath lga den ge hmae kya pta konsi trade profit m jaye gi or konsi loss m is lye hame aik sath trade ni lgani chaye
              • #52 Collapse

                g hna bhai jan ap ne sahi kaha hamen ak time me ak se ziyada trade open nahi krni chahiye balke new traders ko chahiye ke wo ak time me ak trade hi open krn
                • #53 Collapse

                  bhai jaan ma atu ap ki bat sa agree karta hun kay ap na theek kha ha bilkul q kay iss sa hum kisi ak traade ko bi sahi taur par control nahi kar saktay haan
                  • #54 Collapse

                    g han appp bilkul sahi keh rahain hai aik waqat main apko ziadha se ziadha aik tread ya or cahte hain to 2 laga lay us se ziadha app tread na karain or en treadon main bhi app stop loss or profit eran laga ker tread karain ager ziadhaker b lain to market change ho jaye koi pata nahi to hamain losskabhi samana kerna par sakta hai
                    • #55 Collapse

                      g han app nay bilkulk ahe kaha hai mai app ki bat sy agree ho hmay ek waqat mai bohat zyada trade open nai karni chaheyah or na he greed kleni chaheyah ta k hum kise b kesam k loss sy bach sakay.
                      • #56 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: dadarya پيغام ديکھيے
                        my dear friends aik waqt me hume bht zada trade open nahi karni chahiyen ye bht hi risky hota hai so greed se hargiz kam na lein.
                        g han hame aik waqt me ziyada trades ko open ni kerna chahie q k ager ham ne aisa kia to ham kahin ha khain apni trade ko open hi chor dain gain galti se or hame bht hi ziyada loss ho skta ha.
                        • #57 Collapse

                          appp bilkul sahi keh rahain hai aik waqat main apko ziadha se ziadha aik tread ya or cahte hain to 2 laga lay us se ziadha app tread na karain or en treadon main bhi app stop loss
                          • #58 Collapse

                            agar aap aik achay trader hain phir to aap kar saktay hain, agar aap samajhatay hain keh abh tak aap learning proces main hain to aik waqat mai aik trade hi karain, is say app kay experience main zayada izafa ho ga, agar zayda trade karain gay to kis trade say keya seekha kuch pata nai chala ga,
                            • #59 Collapse

                              Aap aik waqt main different currencies par trading kar saktey hain aur aik sey ziada trades bhi open kar saktay hain, lekan is main buhat risk hota hy. Agar aap expert hain to aap yeh kam karain, is main jahan profit ziada aata hy, wahan loss bhi ziada hota hy. Jo new traders hain ya jin ko loss ziada hota hy, woh aik hi currency par kam karain to un key leye acha hota hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                aik time me aik baar he trading honi chahiye aik se zada nhi kiun ke agar loss ho to kafi bhaari ho sakta hai is lye loss se bachne ke lye koshish yahi karni chahiye aap ke ke aap is business me kisi aik pair ko he le kar chalty rahen or kamaty jayen .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X