aik waqt me hume bht zada trade open nahi karni chahiyen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Ji han aesa toa hota hai aik waqt main mai Jo prefer karta hn WO ziada say ziada 2 trades hain is say ziada main aik time man trade open NAE karta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yeeeaah , aik waqt me hume bht zada trade open nahi karni chahiyen, so true dear, mere liye tu ye best hai ke ham ek wakt mein ek hi trade ko open karen :)
      • #18 Collapse

        g hai ap ki bate bilkul theak hai k ak hi waqat per bohet sari trade open nahi krni chaye kiu agr aysa kia jaye then loss hota hai bohet ziada some time tu etna loss hota hai k account wash
        • #19 Collapse

          ap ny bohat achi post ki ha. ap ka kehna bohat theek ha k hum ko ak waqat mein ziada trade open nahi krna chahiye. humein utni he trade krni chahiye jitni hum manage kr sakein.
          • #20 Collapse

            han dear bilkul sai kaha hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyabi mil skti or forex bht e risky kaam bht mehnat krna perti tub e kamyabi mil skti or forex best kaam hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida
            • #21 Collapse

              G jnaab-e-mohtaram saahib ap bilkul saheeh keh rahy hy is terhaa hum bht zyaada nuqsaan k zimm-e-daar hu sakty hy phir na kehna k zyada nuqsaan hugya
              • #22 Collapse

                Ji bilkul hamain aik waqt main bohat zyada trades open nahi karni chahiye kyon ke jitni zyada trades ongi account ko itna hi zyada time dena padta hai or agar kabhi account loss ki taraf jata hai to aapko nuqsan ho jata hai.
                Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
                • #23 Collapse

                  Dear sir humain trade open karnay say pehlay money management ka khyal rakhna ho ga, aap aik time main zaida trade open kar kay apna risk zaida kar letay hain es liay risk ko kam karnay kay liay aik time main aik ya two trade hi open karna chahayie.
                  • #24 Collapse

                    g bilkul theek baat hai aik waqt main aik hi trade kaafi hai aor us ko hi complete hone dena chaye phir baad main doosri trade shuru karna chaye
                    • #25 Collapse

                      as i am a business student we i know that every investor want to diversify their risk of investment and they try to reduce the risk so they invest in many projects
                      Stay Blessed ... !
                      • #26 Collapse

                        well actually ye tu depend katrta hai ap pe kei kix tara ki trade kar rahe heen ap or ja ke trading kesi ja rae hai apki uske baad ja ke apko samaj ati hai is cheez ki haan agar apko itna acha ata hai samaj mein forex tu risk utha sakte heen bara wala ap aik dafa mein
                        • #27 Collapse

                          g dear agar hum bonus account main trade kar rahy hain to hamain chaye k hum ek time main 2 se 3 trades ko he open karain and is se zayada na karain kyu k hamain is ke waja se loss bhe ho sakta hai and account banned bhe ho sakta hai...
                          • #28 Collapse

                            G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn ye aik asa business ha jis me hmen aik waqt me aik hi trade open karni chahye hmen is business me aik waqt me bht zyada trades nahi open karni chahye asy hm is business me sahi tarah se nazr nahi rkh paty hain
                            • #29 Collapse

                              trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey forex work keey liyee aap jitnaa iss ko time deey geey aur iss meey invest kareey geey uss kaa aap ko untnaa hi ziadaa benefit hotaa heey jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                asalamoalaikum to all viewers according to my experience it is correct that at one time so much posting is harm full careful especially new traders who wants to start trading inforex forum because it is a word trading forum .it is not easy ......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X