why people afraid of forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    why people afraid of forex?
    I seen much people around me who do not like Forex and even they are afraid of it. They know it as a money losing game not as a business. Because they see maximum traders lose their money here.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    In my thinking that thosexare peoples only interest to earn the money and no learning in the Forex market. These are choose the short cit and wrong way. They are greedy and they are saying this Forex is game or not business. These ate wrong.
    • #3 Collapse

      forex buseinss ak online trading business hai r ye bht risky buseinss b hai r isi liye logo ko is main se boht loss b hota hai r loss hone ki waja se hi log is buseinss se darte b hain is main se logo ko profit b boht hota hai r loss b boht hota hai.......
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: dumysing پيغام ديکھيے
        I seen much people around me who do not like Forex and even they are afraid of it. They know it as a money losing game not as a business. Because they see maximum traders lose their money here.
        trading main agr ap bina sochy samjy trade karty hain to aisi sorat main ap k loss hi hoga and is main trend ko samjna and market predict karna kafi mushkil hota hay is laye kafi sary logg trading say fear feel karty hain
        • #5 Collapse

          Assalam-O-Alaikum jii nahi bhai jan forex trading say itna darney wali bat nahi hey ye koi bhoot nahi hey jo key ap is say dartey hen ye aik real business hey aur jo log aisi batain kartey hen un ko is ka knowledge nahi hota hey.
          • #6 Collapse

            Dear friend forex trading business mein trading kertay waqt sirf woh hi log dertay hein jo trading ki knowledge aur eperience hasil kiye beghair hi trading start kerdetay hein aur loss kertay hein.
            • #7 Collapse

              ye business me ap loga kam kr ke acha khasa income bna sak the hain or baz loga is me kam krte hain jb ap ko loose hu tha ha tu ap is pr kam krte hain.
              • #8 Collapse

                g han dear ap na bilkul sahi kaha ha aur ma ap ki bat sa agree krta hu aur mjy b ya hi lagta ha ka forex aik acha online bussiness ha jis sa ap zada sa zada earning kr sakty ho aur dost log is liye darty hain kam krny sa kiu ka dost ya aik risky bussiness ha aur un ko loss honay sa dar hota ha aur dost un ka pass proper learning nhi hoti ha,,,,,,
                • #9 Collapse

                  dear is ko har koi fake he samjhta hai and yeh samjhta hai k yeh ek machine hai jis main hum paisa banaty hain and koi is ko game and koi is ko juwa samjhta hai lakin aisa nai hai yeh ek online business hai is main hamain loss ka chance bhe hota hai is liye har koi is main any se darta hai...
                  • #10 Collapse

                    forex meey her kaam ko sooch ker aur samajh ker kerna chahyee jitni dair tekk aap forex keey bareey meey trading kernaa complete jaan nahi jaateey trade keey liyee jo best timing heey wo heey jeb market open hoti heey aur iss meey teezi kaa rujhaan hotaa heey aur aap achhi earning leey sakeey geey
                    • #11 Collapse

                      well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, jo persons Forex trading ka money making machine aur as a game samajah kay enter hotay hain tou wohi persons ziada tar losses face kartay hain jab kay ager hum properly Forex trading ko learn, understand aur practicing kay saath kartay hain tou hum iss say kafi handsome income generate kar saktay hain...
                      • #12 Collapse

                        aap ka swaal boht acha hy forex main wo hi lod kaam kerty howay derty hain jin ka tajarba nahi hota hy aur wo 1st time hi bghair practice k real acount paay trade kerty hain
                        • #13 Collapse

                          jee may dear logg is main is leya zyd akam kartty hain k ;lgon ko is main acha aksha earning khota hai or aap log ismain mehnat kar k acha aksha earning kar k kamyab bho sakty hai
                           
                          • #14 Collapse

                            may tu kahta hoon kay log es say nahi dartay hain or jo log es say dartay hain uski waja yahay kay unko forex aata hi nahi hay jis ki waja say loss kar daytay hain or phr dartay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Bhai jan mere khyal say trading k business say darnay ki bri wja knowledge ka na hona hai Q k knowledge hi wo cheez hai jo hmay successful trading krnay or seekhnay mai madad krti hai or agr bina knowledge k directly forex market mai trading start krdi jaye to trader ko loss ho skta hai.
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X