why people afraid of forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    people not afraid from forex but people afraid from loss that is given by forex, but if you have good knowlege in forex than you may get more profit from forex.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      My friend log forex say afraid iss leay hoty hain koun k market main votality boht hoti hy our kafi logoun ko knowledge kum hony ki waja say boht loss ker dity hain to wo log forex main dobara investment kernay say dartay hain is leay phelay learn karein pher earn karein
      • #18 Collapse

        Mairay khayal say Jo logon ko main fear hota hai WO loss ka hi hota hai q k akdar log baghair training and education k is field main aajatay hain
        • #19 Collapse

          Dear forex trading bohat acha plat form hai isay hm earning kar sakty lakin kuch log kam knowledge aur practice ki waja say loss face karty bohat zada aur wo chor daty trading aur darty hain.
          • #20 Collapse

            g haan bilkul acca hota ho main na bi boht sary logo ko dailka ha jo k forex par jabb trading karty hain to tora boht darty hain aur un ka ya darr hi un ko lose ki traf la k jata ha icc liya hamain bilkul easy ho k trding karni chaia
            • #21 Collapse

              forex main kafi logon ka kafi ziadah loss hota hai.is liay loog is main kaam satart ka=rnay say phelay affraid hotay hain and investment nahin kartay
              • #22 Collapse

                is main ziadahh banday game samjh k kaam start kartay hain tu un ko is liaykafi ziadah loss ho jata hai.and apna account 0 kar latay hain
                • #23 Collapse

                  dear mujhy to forex se ksi qsam ka koi dar nai hai lakin ha boht se log forex trading mai high loss ki waja se b dar jate hai lakin yah to forex trading ka part hai ager asa na ho to yah koi business to na hoa na . aak business mai loss aur profit chalta he rahta hai iss ka yah matlab nai hai k hum forex trading se dar he jaye :(
                  • #24 Collapse

                    logo k forex bussniess mein loss se dar lagta hai kay un se kahi koi galti na ho jae jis ki waja se unhy nuksan ka samna karna par jae ya unhy agy kam krny mein problm face karni pary
                    • #25 Collapse

                      sahi kha ap ny k log forex ko business smjh k nhi krte just ye soch lyte hain k ap ko is main loss ho ga isi waja sy taraki nhi krte is liye ap ko cahhye k ap is ko smjhain
                       
                      • #26 Collapse

                        forex main jab ap ko experience hota hai to ap is business main bht achi earning ke lyte hain lakin is k liye ap ka experience hona zrori hai
                           
                        • #27 Collapse

                          forex main koi asani sy sy a skta hai lakin jab ap k mind main dar beth jata hai to ap ka loss ho jata hai or ap is dar sy nikal nhi skte
                             
                          • #28 Collapse

                            ap jab tak dar k sth business krte hain to ap usi dar main hain phr business to ho ga nhi is liye business krna hai to loss ka dar dil sy nikalna pary ga to kamyab ho payn gy
                               
                            • #29 Collapse

                              my dear forex bht zada risky business hai iss liye log forex se darte hain but agar isse proper sikhne k baad start kiya jae tu iss se bht achi earning ki ja sakti hai ye best online business hai i love forex.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                business main loss uthana parta hai por profit b hota hai lakin forex main ap k pas business ka knowledge hai or skills hain to ap ka profit hi profit hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X