Lalach achi chez ni.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Lalach achi chez ni.

    Forex mein kam karte hue hamen kabhi bhi lalach nahin karni chahie agar Ham ismein kam karte hue lalach karte Hain to Ham kabhi bhi kamyab nahi ho sakte hamen hamesha ismein mehnat ke sath kam karna hota hai kabhi bhi Koi bhi kam jaldbazi mein aakar nahin karna hota hai isliye hamen chahie ki Ham hamesha Forex mein mehnat ke sath apni learning ko strong karte hue acche experience or knowledge ke sath kam Karen kyunki jab bhi Ham kuchh kam mehnat ke sath karte Hain to Ham usmein kamyab ho jaty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Lalach achi chez ni.

      Lalach achi cheaz nahi hai kyunkeh lalach karne wala hamesha nakam hota hai lalach bilkul bhi acchi cheaz nahin hai jab ham bahut hi acha bonus hasil kar lete hain to trading karte waqt lalach mein a jaate Hain aur jaldi kar jatay Hain jaldbazi Karne se kabhi ki kamyabi aasan nahin hoti isliye jaldbazi bilkul bhi nahin karni chahie jaldbazi se kam karna
      nhi chahiee sab mind Kay sath kam karna chahie apne loss aur profit ko mind mein rakh Kay apko trading karna chahie trading karte waqt aap bilkul bhi lalach na Karen apne ap per confidence rakhein aapni mehnat Karen aapko kamyabi ho gai
       
      • #18 Collapse

        Re: Lalach achi chez ni.

        Islam Dehradun code Marne kaise hain sab dost theek hai tere dost bahut hi achcha informational informative sawal Kiya Gaya Hai Ki Hai lala chachi jiya jaaye mere doston Lal Aaj bahut Buri Bala Hai Jo s Mein fans Jata Hai vah hamesha hi Na kam ho jata hai aur ration karta hai aur uska account bimar hone ka Satra bahut jyada hota hai tere doston mein chahie ki jab Yahan train lagaen to lala se dur rahe hain sabar se kam le Agar kamyabi aasan karni hai to sabar Karen Agar kamyabi hasil Nahin karni to Laga Karen mere dost tula rashi insan ko hamesha hi andha kar deti hai Do Bar deti Hai Jaise insan pareshan hota hai aur naka mein hasil karta hai
        • #19 Collapse

          Re: Lalach achi chez ni.

          walekum assalam ji dost bilkul aapki baat theek hai lalach aur jaldbazi do aise bure Amal Hain Jo insan Ko duniya ke kisi bhi business mein kamyab nahi hone dete aur Forex per Jo log lalach karte Hain ya Jo log Forex par jaldbazi karte Hain vah log Forex se kabhi bhi achcha profit Hasil nahin kar sakte isliye forex per kabhi bhi lalach na karen kyon keh lalach buri Bala hai.
          • #20 Collapse

            Re: Lalach achi chez ni.

            Trading ke waqt Lal acchi chij nahin hai agar aap lalchi karenge to bahut nuksan uthaya sakte hain kyunki yah Ek international aur technical market ki movement hoti hai isliye jitna jyada aap Soch samajh Kar ismein trade karenge itna hi ismein success honge yah Ek profitable business hai hardworking Karen kamyabi milegi hamen Apne kaam par focus karna bahut jyada jaruri hai jo bhi ismein chhah work karta Hai vahi ismein success hota Hai
            • #21 Collapse

              Re: Lalach achi chez ni.

              G haan bilkul lalach bilkul bi achi cheez nahi hoti lalach ki wajha say ap ko faida kam or loss zayda hota hai ap ko ais baat ki kohsish karni chaie kai ap lalach say door rahay agar ap lalach say door rahay gay tou ap ka account bi safe rahay ga or ap ko earning bi achi hassil ho gi Shukriya.
              • #22 Collapse

                Re: Lalach achi chez ni.

                Lala acchi chij nahin hai agar aap lalach karenge aur aapke lalach ki vajah se aapki chhoti si mistake se aapka account was ho sakta hai isliye bahut soch samajh Kar koi bhi serial hai aur Forex trading ke rules ko follow karte hue kam Karen aur lalach na KarenNew aane wale members ko chahie ke vah apna hard work jari rakhen aur damo account per bahut jyada practice Karen is se unka knowledge or experience increase hoga aur jyada se jyada hard work karne ki vajah se jab bhi wo trade open karenge to unko loss hone ka chance bahut kam hai Forex trading bahut hi achcha profit deta hai agar aap is per jyada se jyada practis karen to aap ek professional trader ki tarah ek acchi trade kar sakenge Forex trading bahut best platform hai aur isase aap apni learning ko increase kar sakte hain aur apne knowledge ko jyada se jyada increase karke bahut hi acchi trade kar sakte hain Forex trading bahut hi profitable business hai agar aap galat na Kare aur market ko chitra study karne ke bad aur usko analyse karne ke bad friend karen to aap ek acchi trade kar sakte hain
                • #23 Collapse

                  Re: Lalach achi chez ni.

                  Subject matter hy lalach achi cheez ni to yeh bilkul a hundred% sachi or khari bat hy hm shoro sy ak story pdhty or sunty aa rhy hyn Greedy Dog, us ka nateeja bi yehi tha okay lalach buri bala hy. Excess of the entirety is terrible. Kisi bi cheez ki zyati achi ni hoti is leay lalach ki bi ak hd hoti us sy ziyada lalach apko ghaty me ly jata hy jis sy ap apna pehly ka maqam bi kho bethty hyn. Thodi cheez pe sabar or shukar kerna Allah ko bohat Pasand hy. Dosto koi bi cheez sona ni bn skti or namatti sona bn skti hy is leay hm khud ko lalach k bhanwar me ku dalty hyn apna maqam nakhoyn or na bokhlahat ka shikar hu. Sakoonsy khayn or kamayn. Wo misal to suni ho gi k kawwa chala huns ki chal apni bi bhula betha lalach ok nateejy me hm apna pehly wala sb kho dety hyn or phr sy pehly sy zyada nuqssssan me aa jaty hyn. Lalach buri bala hy is bachyn or dosru ko bi bachayn. Thank you plenty..
                  • #24 Collapse

                    Re: Lalach achi chez ni.

                    Assalam o alaikum as it is said in thread that do not be greed in Forex. In Forex trading, if you will become greedy then you will lose everything because when you become greedy you cannot do proper work and you have only the risks. so try to be not greedy in Forex because without greedy you can earn a lot of profit and a lot of earning but when you are greedy you cannot earn a single penny from Forex trading.
                    • #25 Collapse

                      Re: Lalach achi chez ni.

                      Forex trading Mein lalchi Insan Kabhi Kamyab Nahin hota agar aap trading Mein kamyabi chahte hain aur agar aap apni investments Kuchh Hasil karna chahte hain to aapko chahie ki aap apna profit a regular basis per fix kar le aur apne profit ko achieve karne ki koshish karen Agar over trading Karenge aur Jyada lalich Karenge to Aap Ko nuksan Hoga to isliye kabhi bhi trading Mein lalich na Karen aur Market ki moment ko Samajh Kar kam Karen aur Achcha profit Pasand karne ke liye analyse Karen aur uske bad trade open Karen
                      • #26 Collapse

                        Re: Lalach achi chez ni.

                        Lalach achi cheez nhi aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko lalach say koi Kaam nhi Karna chaiy jab aap lalach say Kaam kray gay tu aap ko kamyabi kabi kamyab nhi hon gay aap ko kamyabi ka Lia lalach ko khtam Kar ka kaam kray gay tu aap ko kamyabi hoti hai iss Lia lalach bori bala hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Lalach achi chez ni.

                          Assalamu Alaikum forex.com karte hue Hamen Lal Chor jaldbaji Nahin Karni chahie trade open or close karne se pahle Hamen market ko acchi Tarah samajh Lena chahie Shuru Shuru Mein Hamen Chhote lot size ki trade Lagani chahie Bade lot size ki trade Hamara account was Karva sakti hai Hamen Jyada Se Jyada time per expire invest karna chahie Forex per Ham money invest Karke bhi trade kar sakte hain aur double triple profit hassil kar sakte hain Forex per kam karne ke liye Hamen Kisi ka office ki jarurat Nahin Hai
                          https://t.me/pump_upp
                          • #28 Collapse

                            Re: Lalach achi chez ni.

                            Assalamu alaikum movie thak ab sab khairiyat se honge bilkul sahi kaha ki lalach buri Bala hai hamen se Kam nahin Dena chahie balke main se kam karna chahie forex mein hamen acchi trade se kam Lena chahie aur aur kamyab hone ke liye mehnat ki jarurat hoti hai hamen BRICS business mein jaldbazi se nahin Bal ke himmat aur experience se kam hona chahie lalach buri banaa hai jisse hamen bahut jyada nuksan hasil ho sakta hai isliye hamen apne kam ho mahina to dillagi se karna chahie shukriya
                            • #29 Collapse

                              Re: Lalach achi chez ni.

                              Assalamu alaikum my dear Pak forex friends aaj main aapko batana chahta hun acchi chij nahin hai Jo log lalach karte Hain vah log kabhi bhi furox mein acchi kamyabi hasil nahin kar sakte friend isiliye hamen forex mein lalach nahin karni chahie hard-working karni chahie aur acche knowledge ke sath acchi quality ki working karni chahie tabhi Ham successful businessman Ban sakte hain aur aur acchi earning aur achcha bonus hasil kar sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Lalach achi chez ni.

                                G bilkul aapki baat theek ha k ham agr chty hn. K ham ko kamyabi milay tu ham ko chye k ham is mn laluch na karain tu hi ham is mn kamyabi hasil kar sakty hn ham ko chye k ham is mn apnay Kam ko Dil or lagn se karain tab hi ham is mn kamyabi hasil kar sakty hn ham ko chye k ham is mn soch samajh Kar Kam karain tab hi ham is mn kamyabi hasil kar sakty hn ham ko chye k ham is mn kabhi bhi laluch na karain ham is mn kamyabi hasil kar sakty hn ham ko chye k ham ko is mn jitna bhi profit hota ha ham is save karain tab hi ham is m. Kamyabi hasil kar sakty hn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X