Lalach achi chez ni.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lalach achi chez ni.
    Assalam walekum doston kaise hain aap sab ummid hai aap sab theek Honge aur apne Forex trading ko injoy kar rahe Honge. Lalach insn ki sab se bari dushman hai aur lalchi insan kabhi bhi success hasil ni kr sakta lehaza ap jab bhi forex trading me kaam karen ap hamesha apni mehnat pe yaqeen rakhen aur lalach se door rahen. Market ko complete analysis kerne k baad he apni trade ko open karen aur ziada jaldbazi se door rahen aur koshish karen k fresh mind set k sath kaam karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lalach achi chez ni.

    Lalach aik aisi bala hai jo hamen aksar awqat acha munafa loss me convert kar deta hai. Forex trading bohut risk bari karobar hai. Is me market ka koi pata nahi chalta k wo kab kis time karwat badal deti hai. Baaz awqat acha khasa profit loss me chala jata hai. Hamen trading k dowran jo maqsad select keya ho hal haal me zarori nahi k wo target pora ho jaye. Q k aksar awqat profit hamare target k qareeb se wapis ana shoro kar deta hai aur ulta hum bohut nuqsan uthate hen. Lalach k chakar me aksar hum jaldi me bhi trade kar jate hen jo nuqsan deh amal hai. Is waja se jo munafa mele us pe shukar hona chaheye. Forex trading me knowledge ki waja se hamara skill level up ho jata hai to kabhi bohut khasara de jati hai jo hamen kafi nuqsan de jati jai.
    • #3 Collapse

      Re: Lalach achi chez ni.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ladla Niazi پيغام ديکھيے
      Assalam walekum doston kaise hain aap sab ummid hai aap sab theek Honge aur apne Forex trading ko injoy kar rahe Honge. Lalach insn ki sab se bari dushman hai aur lalchi insan kabhi bhi success hasil ni kr sakta lehaza ap jab bhi forex trading me kaam karen ap hamesha apni mehnat pe yaqeen rakhen aur lalach se door rahen. Market ko complete analysis kerne k baad he apni trade ko open karen aur ziada jaldbazi se door rahen aur koshish karen k fresh mind set k sath kaam karen.
      sabse khatarnak chij trading ki duniya mein laalich hay Jo log is may ziada lalich karta hai vah bahut jald apne account se apna bonus karva dete Hain aur jo log lalach nahin karte vah hamesha khush rahte hain aur uska bonus safe rahata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Lalach achi chez ni.

        laluch bilkul bhee achee chez nahi hy mai apki bat sy bilkul agree karta hon ye insan ki fitrat hy k us mein laluch bohat hy agar hum es controle kar len tou thory profit py bhee hum kush rahen gy magar lalchi insan kabhi kush nahi rehta aur nah kabhi sakon hasil kar opata hy aur esi laluch ki waja sy lkafi bar nuksan bhee uthata hy
        • #5 Collapse

          Re: Lalach achi chez ni.

          G han ye insan ki fotrat Hy k us ka andar bohat laluch hota Hy jus ki waja sy kafi time usy loss ka samna bhee karna parts Hy tou es k liye chahye k him trading mein kabhi bher koi bhee laluch na Karen es sy hamara account kharab ho sakta Hy agar laluch karna Hy tou knowledge aur experience hasil karny k liye Karen jiska apko faida bgee ho
          • #6 Collapse

            Re: Lalach achi chez ni.

            Ji han aapane bilkul theek Kaha Lal Aaj Ek bahut Buri chij hai Aur Ek lalchi Insan kabhi bhi Forex ke Business mein Kamyab Nahin ho sakta Kyunki Jo Insan lalach Karta Hai vah Apna account vastra banta hai aur aur Har Waqt loss Mein Hi jata hai
            • #7 Collapse

              Re: Lalach achi chez ni.

              " GREED IS CURSE"

              Assalam o alaikum dosto topic hy lalach achi cheez ni to yeh bilkul 100% sachi or khari bat hy hm shoro sy ak story pdhty or sunty aa rhy hyn Greedy Dog, us ka nateeja bi yehi tha k lalach buri bala hy. Excess of everything is bad. kisi bi cheez ki zyati achi ni hoti is leay lalach ki bi ak hd hoti us sy ziyada lalach apko ghaty me ly jata hy jis sy ap apna pehly ka maqam bi kho bethty hyn. thodi cheez pe sabar or shukar kerna Allah ko bohat Pasand hy. Dosto koi bi cheez sona ni bn skti or namatti sona bn skti hy is leay hm khud ko lalach k bhanwar me ku dalty hyn apna maqam nakhoyn or na bokhlahat ka shikar hu. sakoonsy khayn or kamayn. wo misal to suni ho gi k kawwa chala huns ki chal apni bi bhula betha lalach k nateejy me hm apna pehly wala sb kho dety hyn or phr sy pehly sy zyada nuqssssan me aa jaty hyn. Lalach buri bala hy is bachyn or dosru ko bi bachayn. thanks a lot..........................
              • #8 Collapse

                Re: Lalach achi chez ni.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ladla Niazi پيغام ديکھيے
                Assalam walekum doston kaise hain aap sab ummid hai aap sab theek Honge aur apne Forex trading ko injoy kar rahe Honge. Lalach insn ki sab se bari dushman hai aur lalchi insan kabhi bhi success hasil ni kr sakta lehaza ap jab bhi forex trading me kaam karen ap hamesha apni mehnat pe yaqeen rakhen aur lalach se door rahen. Market ko complete analysis kerne k baad he apni trade ko open karen aur ziada jaldbazi se door rahen aur koshish karen k fresh mind set k sath kaam karen.
                Ji han yah Vada ki bilkul sahi hai Jab Ham pagal ho room per kam karte hain use mein knowledge nahin karna chahie Lal check bahut Buri Bala Hai Jab Ham Karte Hain To uska natija Hamesha Ki Surat mein hi nikalta hai aur Park form per Jo expert Hote Hain vah Kabhi Kam kam karte hain Agar vah ke bare mein Sochenge to nuksan hi uthaenge isliye Hamesha Lal Aaj Se Kam Nahin Karna chahie Aur Dil lagakar aur mehnat se kam karen to aap Jyada fayda Utha Sakenge
                • #9 Collapse

                  Re: Lalach achi chez ni.

                  Dear ek baat hamesha yad rakhni chahie lalach karne wala trader forex trading mein ek bar agar kamyab Ho jaaye to jyada turbo nuksan hi karta hai lalach se aapko hamesha nuksan hota hai forex trading ek aisa business ideas main aapko sabar patience aur confidence ke sath working Kar Na hoti hai agar aap ismein proper strategic work karna chahte hain to aapko ismein lalach se bachana hoga aur acchi working ko continue karna
                  There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                  • #10 Collapse

                    Re: Lalach achi chez ni.

                    bilkul dear forex trading mein laal ishq karne wala trader kabhi bhi nuksan ke bagair nahin rah sakta isliye aapko chahie Kya hamesha lalach se baat kar rahe hain kyunki laalach aapko Sara ka sara aapka pura fit negative kar deti hai aapko ismein bahut jyada nuksan de sakti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Lalach achi chez ni.

                      pricey ek baat hamesha yad rakhni chahie lalach karne wala trader forex buying and selling mein ek bar agar kamyab Ho jaaye to jyada rapid nuksan hi karta hai lalach se aapko hamesha nuksan hota hai foreign exchange trading ek aisa business ideas principal aapko sabar staying power aur self assurance ke sath operating Kar Na hoti hai agar aap ismein proper strategic work karna chahte hain to aapko ismein lalach se bachana hoga aur acchi operating ko hold karna
                      • #12 Collapse

                        Re: Lalach achi chez ni.

                        Jihad dear aapane bilkul theek kaha hai main aapki baat se agri karta hun ke Forex main Lala acchi chij Nahin Agar Ham Forex trading Mein Lala check Karte Hain To Hamen isase Koi fayda Hasil Nahin Hoga Bal ke Hamen isase se lost bhi ho sakta hai isliye Hamen chahie ki Ham lalach na Karen aur Jitna hi profit Mile use per hi trade ko close kar dena chahie Jyada lalchi Karenge To Hamen bahut loss ho sakta hai ho sakta hai ki Hamara account bhi wash ho jaaye
                        • #13 Collapse

                          Re: Lalach achi chez ni.

                          Ji han bilkul theek Ka Hal Aaj bahut Buri Bala Hai lalach Insan ko Hamesha nuksan Deti Hai Ham Agar lalach Karenge to Forex Mein Kabhi Kamyab Nahin Ho Payenge Hamen lalach Nahin Karni chahie kamyabi Hasil karne ke liye Hamesha Sabar karna chahie Aur imaandari Ke Sath kam karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Lalach achi chez ni.

                            Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Forex trading Ke dauran Lalach Nahin Karni chahie Agar Ham Forex trading Ke dauran Lalach Karenge To Hamen trading Ke dauran nuksan Hoga isliye trading ke dauran nuksan se bachne ke liye Hamen Lalach bilkul Nahin Karni chahie trading ke dauran lalach karne ka matlab ya hota hai ki Ham Apne account balance Se Zyada apni lot size Laga Dete Hain Taake Hum Jyada profit Hasil kar sake Jiski vajah se Hamara account market ki flexible motion ko Bardaasht nahin kar sakta aur jaldi wash Ho Jata Hai Aur Is Tarah Hamen trading ke dauran Mukammal nuksan ho jata hai isliye Hamen trading ke dauran nuksan se bachne ke liye lalach Nahin Karni chahie.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lalach achi chez ni.

                              Lalach achi cheaz nhi hai q
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X