friends jab bhi ham aik strategy use karty hain tu jab bhi us ka sl hit hota hai tu ager ap us say higher time frame main dekhy gay tu wahn pay zror koi na koi support aur resistance level hota ha jis ki waja say market main ap ka stop loss hit hota hai ager ap aik strategy ko har time frame dekh kar kam karain tu ap ka stop loss hit hony ky chanses bohut he kam ho jain gay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим