Jo dar gaya wo mar gaya
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    yes dear ap ne sahi kaha agar ap fear k sath trading krte ho to ap k liye forex mein survive krna or earning krna asaan nahi is liye jb b trading krein relex mind k sath bina fear k trading krein soch samj k trading krein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Friends hum sab jantay hain keh Forex bohat hi risky business hay . Is vja sey hum yeh sochain keh loss to ho ga hi nahi to yeh galt hay . Bulkeh jhan profit hay whan loss bhi ho skta hay . So be brave and work hard .
      • #48 Collapse

        ye to ap ne universal truth bian kia hae kiunk mere dost forex trading mein admi k pas darne ki koi khas reason nahee hae kiunk jo hona hae to woh ho k hi rehna hae is liay dar kis baat ka.
        • #49 Collapse

          gee scch kaha ha tradineg mein loss nhi hota ha aor is main dar wali bat nhe hote he trading mein shaih work krine aoc earning krien is main koi pachaeda chez na hoti ha jo smjjh na ae
          • #50 Collapse

            Forex trading mien na ho great full hona chahye or na he darna chahye yeh business hota hai or isko business ki tarah sey he treat karna chahye isko emotionally treat nahi karna chahye hamesha professionals ki tarah sey kaam karna parta hai.
            • #51 Collapse

              forex trading me faida aur nuqsan to hota hi rahta hai kue k markete up down hoti rahti hai lekin is kam me wo ziada kamyab hota jo ziada nuqsan uthata hai kue k nuqsan se ahtiat bharhtna ata hai aur kamyabi milti hai
              • #52 Collapse

                Brother forex mein waqayi mein movement ka kuch pata nahi chaltha aksar hum ghabrahat se trade close kar dete hen aur tori der bad market pir hamari dorection mein move karna shoro kar deti hay..
                • #53 Collapse

                  Forex trading main ager ap fear feel kerte hai trading ke duraan or forex trading main to ap kuch nahi ker sakte hai is field main kiyun ke ap ko forex main risk lena parta hai
                  • #54 Collapse

                    In the words of Steve Jobs (his own words) - no need to work 24 hours a day and head. You can read all general, and in the end everything will be reduced to what it will be used. Even that is very extensive, and often the same thing is seen by different traders in different ways. Before teaching all that horrible, it is desirable to understand how it will be in the finals at all effectively.
                    • #55 Collapse

                      g han forex mein darny ki koi zroorat nhi hy. agr loss hota hy to ye b business ka hi part hy. q k business hota hi profit and loss ki base pr. Agr apko loss ho to apko chahye k us sy kuch seekhein k apko loss q howa r next time apko aisi mistake nhi krni.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #56 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha jo is business me dar k kam karee ga wo is business se kabhi bhi acha earn nahi kar skayn ga hmen is business me hmeshah soch smjh k kam karna chahe kun k ye aik asa business ha jis me hmen apny emotions par cantrol kr k hi kam krna chahe hmeshah

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X