Trading main soch samjh kay trade kerna to zarori hy lain some time loss get kernay kay baad trader frustrate ho jatay hain aor trading se pehlay fair ki waja se itna sochtay hain kay trade hi nahain ker patay is terha ho kamiabi kay kafi chance zaya ker detay hain yani jo trading kay loss se dar gaya os ki trading hi khatum ho gai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим