Jo dar gaya wo mar gaya
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jo dar gaya wo mar gaya
    Forex trading min market to har waqat hi movement min rehti he hum es business min se kafi bari earning bhi kar sakte hin agar hum jurat se es business min ate hin aur agar hum es business min dar jaein to mare bhi jaein ge yani nuqsan bhi utha sakte hin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yeh kahawat to waisay bhe aik dum sahe hai aur doosri baat m jo karonga woh forex k hawaalay se karona k forex m aap baghair kis dar k aur baghair kisi tention k karo tab he aap kaamiyab hogay
    • #3 Collapse

      han dear yeh tu hai forex mein agar profut laina haintu risk tu laina e perta tradecru krni perti ab esa tu kuch ni hai na k ap trade kry tu ksmyab ho jey ymy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub d kamyab ho skry hain or forex best kaam hai
      • #4 Collapse

        forex trading main earning krnay kay lya risk to layna paday ga han agar aap ko itna he dar lag rhay hy to aap demo account bana kay practice kran or jb dr khatam ho jay to aap real account pay trading kran
        • #5 Collapse

          This is a business, where profit and loss are the part of business, so first we have to be educated in business, and never give up if we are failed, as your mistake is called experience so you have to be involved in learning process, so you will be able to earn money.
          • #6 Collapse

            yeh asa business hai jo insan ky work pr earning dyta hai lose ho ya profit dono part of life hai pr forex trading ka maza bht ata hai iss mein experiance log bht hain
            • #7 Collapse

              jo dar gia loss se wo phir gia profit se maire ap ney tu sunna hoga k high risk high return tu forex par ye fit ata hay ise liye market movement ko samajtehy hoe trade karain risk lain gey tu profit earn karain gey.
              • #8 Collapse

                yes dear ap ki baat sa main agree hon trading k work main darny ki zarorat nahi ha bas dil laga kar trading k work main apna exerience better sa better karny ki zarorat ha jab ham aik expert trader ban jaingy tu hamara dar bhi autometicaly kahtam ho jay ga.
                • #9 Collapse

                  Jo dar geya wo mar geya se muraad hainis thread ki that jis shakas ko ik do dafa loss wo bhi apni e galitiyon ki wja se hta hai wo us se pehli dafa mai e dar gya kay isme loss e loss hai or wo chor deta hai try karna dubara....or usko ye nai pta hta dubara try krne se kia ptaa ziada profit hojae...but wo fr v dar k marry aghy nai ata or try bhi karna psnd nai karta apni galat fehmiyon ki wja se par ye sara sar galat a isme uska apna nuksan hai..!!
                  • #10 Collapse

                    zahir hay movement rehti hay to trad hooti hay na to is se joo daar k trad karta hay k kahin lose na hoo jay to woo phir koi aur kaam bhi nahi kar sakta hay q k ager koi aur kaam karoo gay to ho sakta hay k wo kaam na chalay aur app ko apna bussines band karna perta hay
                    • #11 Collapse

                      Agar darna hi ha to is business main any ka koi faida ni..behtar yahi ha bnda is business doori ikhtiyar kary....forex traiding main agar har insaan k lye nai bani ha...chand ak log hain jo forex main kaam kr skty hain
                       
                      • #12 Collapse

                        han profit or loss business ka part ha..agar samjhdari sa kaam liya jay to koi nuqsaan ni hota or agar sajhdari sa kaam na liya jay to nuqsaaan hota ha..overall hamari soch pa sb kuch depend krta ha.or hamain business pa nuqsan hamari apni hi galtion ki waja sa hota ha.
                         
                        • #13 Collapse

                          Assalaam o alaikum g ye baat bilku durust hai k jo darr gya so wo mar gya issliye traders ko chcahiye k damaag se trade kare trading kaise karte hain ye seekhe aur samjhe kyun k mind se trade karna hoga aapko forex trading mein kyun k agar aapne dil se trade kiya the jazbaat hawi hojaiga aur agar darr gya then samjho aap margya issliye bahadri b dikhani hogi aapko forex trading mein.
                          • #14 Collapse

                            g haan forex trading me he kya dunya ka koi bhi kaam hay agar aao ussay dernay lug jaogay tou is me aap kay liye traqqi pana zada tuff job nahi ahy but aap mehnat kero agar is me and cheezo ko seekhien tou aap ka der bhi nikal jyega and success bhi milegi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading main hum usi waqt kamyab ho saktay hain jo ityaat k sath kaam kertay hain and ziyda risk nahain layatay haain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X