ye keise mumkin banaein k hum fear k baghir trading karin?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    forex trading main jab ap learning karna ka bad join karta haan tu ap ka sara ka sara fear khtam hu jata ha or jitna zada p forex main hardwork karta haan uitna he jaldi ap ka fear khatm huta ha is leya learning or hardwork bhot zarooori ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Faer aik esi cheez hai k agr ham isko apny upr sawaar kar lyn gy to ham kuch b nai kar sakyn gy. Fear thora boht hona chaiye ta k ham laparwai st bach sakyn lekin jab isko apny upar sawaar kar lyn to ye acha nai hota.
      • #33 Collapse

        forex trading main fear humara sba se bara dushman hah kyun k jab bhe hum fear main a kr trading karte hain to asal main hum apne trade ko sahe tarh ay market k trend k mutabiq utilize nai kar pate hain jis ki wajah se humey us tarde main loss hota hai
        • #34 Collapse

          app low lots pe trade karo and apne plan k mutabiq trade karo kam trade karo phr dekho apka dar kese gaya b hojata ha so yeii raaz ha achi trading karne ka and agey se agey nikalne ka apne aise hi karna ha and behtreen trading karniii ha
          • #35 Collapse

            dear fear ka bagar tradign ker na asan es ka leya app ko proper currency pair ki analysis aka ana bhot jaror hai app o es business ki thek say learning bho ho tu app kafe asani sa trade ker saktay han.
            • #36 Collapse

              Fear k bagher hum trading aik he targa say ker sagty haen k app k pass aik to forex ki ache taleem hona zarori hy second hum ager us main risk ko kum ker k trading karean gay tu pher bhe humery andar khoof kum ho ga oir hum axhe earning ker laen
              • #37 Collapse

                her ek ki apni soch hai my dear me apko jo mashwara doon ga wo hai kay ap achi si trade dhoond kr us pe trade kro then terminal close kr diya kro or take profit or loss laga diya kro.
                • #38 Collapse

                  fear kafi mportant ha market may agar ap forex may forex nhai rakhyen gay tu phr ap easly earning nhai kar skty or ap ko loss ka tu darr laga rahta ha
                  • #39 Collapse

                    it is possible for you to do trading without fearing from loss factor, in this way your confidence will be maintained as well, you can do disciplined trading without fear factor, with the fear avoidance you must avoid from greed factor as well
                    • #40 Collapse

                      Well brother according to my thinking Fear un trader ko hota he jin ke pass knowledge aur experience nahi hota aur direct live account per trade karte he unka mind always confuse hota he aur mostly woh trade open karne se fear feel karte he, agar ap well experienced and good strategic he to ap asani se tension free ho kar successful trade kar sakhte ho.
                      • #41 Collapse

                        dear pahly bat to main yah kaho ga k ham forex main with out risk or fear trade nahe kar skaty q k forex aik business hai or business main loss k chance ko kam to kia ja sakta hai per us ko eleminate nahe kia ja sakta . is lai sahid koi trader aisa ho jo with out fear trade karta ho .
                         
                        • #42 Collapse

                          dear ap baar baar practice krein ap ko maloom ho jai ga ye aik risky buiness hai fear to ho jata hai lekin jb ap ko regular profit ho ga tb ap ka fear slowly end hota jai ga ye aik acha buiness hai
                           
                          • #43 Collapse

                            agar hum chahte hain k hum fear k bagair trading karain to humey chahie k hum pehel demo account pai full practice karain aur us pai apna hath set karain phr hum real account pai thre thre risk se trading start karain tab he hum fear se bach sakte hain
                            • #44 Collapse

                              ye ap pr depnd hai k ap kesy control krty hain ye aik real buiness hais i ko bahut ys loog kr rahy hain ye aik acha buiness hais i ko kisi tiembhi kijaksta hai ye aik good buiness hai is ko bahut ys loog kr rahy hain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Well mai samajta ho ke forex ka business dunya ka number one business hai jaha par ap unlimited earning kar sakte hai aur ap proper knowledge ke bad forex ka kam kare ge to yeh business ap ke liye profitable rahe ga humhe fear bilkul bhi nahi karna chaiye agar hum dar ke yeh business kare ge to humhe loss hi hoga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X