ye keise mumkin banaein k hum fear k baghir trading karin?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Allah Pak se darna shuru kar den to my dear friend maen qasam kha k kehta hoon k dunia jaha ki koi bhi cheez ap ko dara nahi sake gi is liay k sab ap se daren gi.......
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear trading mai profit or loss dono hi hotay hai or mere khyal say koi b trader esa nhi hai jisnay trading mai loss na kiya ho.Hr trader ko trading mai loss b hota hai or profit b.lakin jin traders ko trading ka acha knowledge or experience hota hai unhay trading krtay huway dar nhi lgta Q k unhay apni strategies pr confident hota hai or wo trading mai kamyab b hotay hai.
      https://t.me/pump_upp
      • #18 Collapse

        First and foremost my recommendation is advice on relationships to Forex. If you want a stable and earn a lot, first of all you have to kill the desire to cut down as much as possible and quickly money because it is because of this, many are defeated. You do not need to be lazy to learn a variety of literature.
        • #19 Collapse

          fear ke bina trading tab he kari ja sakti hai ke jab aap ke pas knowledge hoti hai agar knowledge achi hoti hai to fear nhi rehta hai agar fearless ho kar aap kaam karen ge or mehnat achey se karen ge is business me to aap successful jald he ho jayen ge .
          • #20 Collapse

            dear es business ma baz dafa fear ho jata hia aar app ko apna fear ko khatam ker na hia tu es business ki khob acha say demo say practice ker na hoga aur kafe ache experience hasel ker na hoga taka ap kafe ache real trade ker sakan bagar khof kay
            • #21 Collapse

              learning hi fare ko khatam kar sakti hai kiu k learning se confidence aata hai jo k fare ko khatam karta hai
              • #22 Collapse

                Forex trading mein trading karte hue admi ko is baat ko paka pale bandh kar trading karna chahiay k loss bhi ho jay to koi baat nahee hae ya us ko sirf loss hi ho ga to fear factor ko kam kia ja sakta hae.
                • #23 Collapse

                  Dear jaha tak mere khayal hai fear k bina trading tab he munkin hai jab hum pass is business k bare mein proper knowledge or experience ho ga , or experience hume tab he gain ho ga jab hum demo per practice kare gay jab yeh chez ho gi tou humare andar confidence ho ga fear ki jaga .
                  • #24 Collapse

                    daer is bat main to koi shak nahe . k foerx bohat risky hai per is se murad yah nahe k ap trading kro na ya dir k kro . balkuy agr ap regular earner banana chahty hai to phir forex learn karin ya khof automatically kam ho jaiy ga
                    • #25 Collapse

                      janab fear kai bagair trading karna tu hum logon ka apna kam hai but yeh market hi aisi hai kai is main fear a hi jata hai ap kitni ho koshish kar lain is market main bahadur bananay ki lakin fear of loss hamesha ap kai zehan main hota hai.
                      • #26 Collapse

                        forex trading mein bhai jaan apko chahiye ke ap is business ko samjhen aur is mien ap market ki movement ko dekhen aur seekhen to khud ba khud apka fear nikal jayega.
                        • #27 Collapse

                          fear ke bina tab he trading ki ja sakti hai jab aap ko trading pori tarha se aati ho gi agar aap ko trading pori tarha se aa jae or market ke bare me aap ko pata ho to aap ko kabhi bhi dar nahi lage ga or trading bina dare aap kar saken ge .
                          • #28 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: wiseboy23 پيغام ديکھيے
                            Forex trading aik business he jo humin unlimited earning bhi deiti he aur hum es business min se kafi bari earning bhi kar skate hin hum fear ko khud se door rakhin to behtar he aur hum es business min fear ko khud se pare rakhin aur fear ko alag rakh kar trading karin to hum kamyab trader bhi ban sakte hin.
                            yes my dear brother aap ne bilkul sahi kaha hai ham ager forex mein enter hony k bad apni taraf se hundred perscent dein aur hard working karty rahein to hamein is ka phal zaroor milta hai aur hamein experience k sath sath knowledge bhi hasil hota rehta hai jis se ham kafi earning kar sakty hein
                            • #29 Collapse

                              Main bhi years se trading ker raha ho is forum nemujhe kafi kuch learn ker waya hai or main is forum per learning kerta rehta ho forex trading main enter hone se pehle main apse kehna chahta ho yeh business ap ki life ko badal sakta hai or dosri baat yeh hai yeh risky business hai so trading main ane se pehle ap ne apne fear ko remove kerna hai warna ap achhi trading nahi ker sakate hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                iss k liye aap ko apny mind ko mazboot krna ho ga or dekhan ho ga k business ma loss bhi ho skata ha aap ko iss bat ko zehn ma bana kr rkhna hota ha or aap ko jo money aap ki hoti ha uss ko wo depost krin jo aap loss kr sakty hon

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X