Greed khatam kar deiti he humare account ko.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin and ap sai keh rahy hain k yeh greed karny se hamain account main bohat loss ho sakta hai and is se hamara account bhe washed ho jata hai so avoid it.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      h bhai apnr bikul sahi kaha hai ke forex trading me apko samajh lena chahye ke greed karne se apko kitna nuksaan hota hai greed wakai apke account ko khatam kardeti hai aur humein chahye ke trading ko sahi tarah se seekhein
      • #18 Collapse

        my dear friend greed ek aise cheez hai jo kisi bhi business ya thing mein aa jaye to usay kha jati hai. forex trading mein bhi agar koi trader greed karta hai aur market uske against chali jaye to uska account wash bhi ho sakta hai.
        • #19 Collapse

          yes dear greed buht buri cheez hai agar ap k paas forex ka knowledge o0r trading skills hain or phir b ap greed k sahare big earning ki koshish krte ho to ap ko big loss ho sakta haiis liye is door rehne mein hi hamara faida hai
          • #20 Collapse

            is business mi loss kerny waly tarders ki tehdad isi ly ziyada ha is business mi ziyada and jaldi profit hasil kerny ke ly over tarding ki jati ha and us ka result ye hota ha ke tarder ka account loss ki tarf jana start ho jata ha and us ko loss ho jata ha.
            • #21 Collapse

              G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business jis me hmen lalach se kam nhi krna chahe kyun k lalach se hmen kafi loss ho skata ha is business me hmen is business me lalach ko hmeshah khtm kar k hi is business me kam karna chahe tb hi acha earn kar skaty hain is business se
              • #22 Collapse

                Yes of course that you as say the right that the gredy wash our account. So that we are work in this market and we are avoid the greedy. So that we are good work.
                • #23 Collapse

                  G bhai ap bilkul theek kh rhay hai.Forex trading mai greed or emotional ho kr trading krnay say trader ko loss ho skta hai or bohat c difficulties ko face krna pr skta hai.isi liye trader ko kbi b emotional ya phir greedy ho kr trading nhi krni chahiye blkay complete patience or achay money management k sath hi trading krna better rhta hai.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #24 Collapse

                    Yes you are very wise.lalach ak jazba ha is ko khtm krna muskil ha.ur khtm krna be nh chyea. Agr khtm kr dan to hamre choti choti wishes b khatm ho jaen..haman apny mind ko istrha tayar krna chahey k is wish per control ktny ki abilty mill jay. Agr hum lalich karrn gay to dafintly acha profit b mily ga magr utna he loss b ho sakta ha..
                    • #25 Collapse

                      Greed khatam kar deiti kar he humare account ko agar ap pakistan forex forum trading my agar work karty
                      • #26 Collapse

                        totally agree krta hoon mai ap k sath,bht valid point hai ap ka dear,Greed aik aisi bimari hai jo sab kuch tabah kar k rakh deti hai,and insaan apna loss krwaa bethta hai,humein chiye k apny lalach ko control mein rkhey,q k mostly loss ki waja sy ap ka account b wash ho jata hai.Greed har field mein insaan ko zaleel he krwata hai
                        • #27 Collapse

                          G han bilkul ..greed is a curse....or ye har us lalchi sakhs ko dobo deti haii....jo is ko onvite krta haii...q k lalch bohat buri bala haii...is liye greed ko avoid kr k e trading maii kamyaab howa ja sakta haii
                           
                          • #28 Collapse

                            Forex main greed k bgair hum achi earning b ni ker sektay is lie forex main greed zroori hai but i think k humain ziada greed se avoid kerna chahie kuin k ziada greed se hamara account b washout ho sekta hai humain market ka analysis ker he trade kerni chahie aur is main kem se kem greed kerna chahie.
                            • #29 Collapse

                              greedy people never succeed in any field of life. in forex trading there are greedy people who want to get rich quickly and they get only loss nothing else they can get.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                jee haan bhai request ne bilkul theek kha hai greed merchants ka sab ze bra dushman very hot hai jiss ki waja ze humara sara ka sara consideration conclude ho jata hai aur hume heavy decline ka smana kerna every sekta hai iss leya hume jitna ho seke greed ze bachna chahiya.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X