Greed khatam kar deiti he humare account ko.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    foreign exchange us agr sound apni lalach ko khatm kr e buying and selling karen to help loss hello there sound aik achy investor ban skty henever wurna lalach aik aysi cheez ' ju insan ko is area us 0 par lay down ati ' is liye is kam us soch smjh kar or lalach e bgair kam krna parta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      app ko greed karni he ni chaiye jab b app ki trade mai profit ho app ko usi waqat app us ko nikal lo jab app us ko big karney k chakar mai par jatey ho ta app ki trade loss mai jati hai
      • #33 Collapse

        • #34 Collapse

          sirf greed he ni agar ap jaldi profit kmaney ke liye market trends ko mdenzer ni rkhte or trade lgate he to ap ko loss he miley ga. agar profit kmana chahte he to ap ko greedy ni hona chaiye.
           
          • #35 Collapse

            Ap ne theek kaha hy k greed se humra account khatam ho jata hy aur greed se profit bhi loss ban jata hy is agr forex trading mein kaamzab hona hy aur profit earn karna hy aur loss ko kam karna hy tu hum ko greed se bachna ho ga aur greed se Bach kar trading karna ho gi kiok greed ki waja se humra account bhi wash ho sakta hy
            • #36 Collapse

              greed aik bohat buri cheez hai jis ki waja sy ham ko bohat loss face karna par sakta hai. ham ko chahiye k trading karty waqt jo munasib profit mil raha ho ham usko take kar lain aur zayada ki lalach na kren. kyu k agar kam profit b na mila to bohat nuqsan ho sakta hai.
              • #37 Collapse

                lalach wo forex trading mein ho ya kisi or business mein ho ya hmaisa business mein profit ko kaha tm kar daity hain aisy khatam karti hai jaise aag larki o kaha jaati hai thank you.
                • #38 Collapse

                  g han bilkul greed apky account ko khatm kr deti hai..jab apko loss hota hai to ap us ko recover krny k chkr mein or zeada loss krwa lety hain..so lalach se bachna chaiye.
                  • #39 Collapse

                    han dear greed bahut buri cheez hai is pr nahi rehna chahiye agr aap is say bach kr trading krein gay to aap bahut ziyada success ho jain gay aur aap ko bahut profit bhi ho sakta hai ye aik bahut good business hai lekin is pr sabir say kaam krna hota hai phir kuch hasil kia ja sakta hai aur kamyabi ho sakti hai
                    • #40 Collapse

                      jee han bhai main app ki bat say agree karta houn kay greed forex trading business ko distroyed kar daiti hay so hamain hard work karna chahiye or hamain mehnat karni chahiye or hamain forex trading business main greed ni karni chahiye tab hi ham kamiyaab ho sagtay hain.
                      • #41 Collapse

                        dear ap nay sahi kaha hai k forex main hamin greading hergis nahi kerni chaiay khun k yeh hamaray account ko khatam ker dati hai is main hamin loss hi hota hai or khuch bhi nahi
                        • #42 Collapse

                          G han app ne sahi kaha ha is business me hmen lalach se kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hmen kafi loss ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm lalach se kam nahi kiaa kareen is business me acha earn karny k liye
                          • #43 Collapse

                            ap ny bilkul sahi kaha hy ye jo greed hy ye hamary account ka flash kr deti hain hamin forex main choti c choti bat ko b madenazar rakhna parta hy ta k loss sy bacha ja sky.
                            • #44 Collapse

                              Hamain greed sey hr mumkin bachna hy aur is sey door rehna hy. Greed is curse. Jo log greedy hotey hain woh sub kuch zaya kar detay hain. Hamain patience aur sabar sey kam lena hy aur thorey profit par bhi sabar karna hy. Thora thora profit bhi mil kar kafi profit ban jata hy aur yeh hamain kafi faida puhancha sakta hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Yes
                                forex me agar hum ziada greed yani k lalach karty han to humara laalach yani k greed ziada hojati hai aur hum working hard nahe karty to hamara account bannend kardia jayga
                                is lye hum forex pe ziada greed nahe karna chaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X