Market m Pahlay Din jald bazi na karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

    Han v ap Sahi kah rahy Hain k hamain Forex trading market main phlay din hamain trading krnay main jald bazi main kqm nahi krna chahay hamain Forex fltrading main lalach nahi krny chahay. K lalach krny sy hamain loss hota Hy hamain Forex trading main sabr sy kam krna chahay q k sabr Ka phal metha hota Hy hamain ACH trading krny chhayabaur Acha profit hasrl krna chahay hamain trade laganay at phaly market main analysis zaror krn chahay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

      Market main kbhi bhi jald bazi na kren market ko analyse kr k achi trade ko analyse kr k lgaen forex trading bhut acha online business hy
      • #18 Collapse

        Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

        Ji han bilkul aapane theek kaha hamen Market Mein jaldbaji nahin karni chahie agar Ham jaldbazi Karenge To hamen nuksan hoga hamen chahie ki Ham soch samajh Kar kam Karen market ke analyses Karen tabhi hamen trade open karni chahie Ham acchi tarah se trading kar sakte hain hamen chahie ki Ham jyada se jyada mehnat Karen Dil lagakar kam Karen tabhi Ham acche tarike se trade ko open kar sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

          Ji sar aapki baat bilkul theek hai kya main market mein first day jaldbazi nahin karni chahie..... Bal ke Hamen chahie ki market ki movement ko dekhkar hMein trade lagana chahie.... Hamen trade lagane mein kabhi bhi jaldbaji nahin karni chahie Baloch soch samajhkar trade lagani chahie Taki Ham loss se bach jaen.... Hamen chahie ke trading ke liye apne senior ke diye hue signal ko use karna chahie... tRading ke liye Hamen kisi senior se help leni parati hai... Hamen chahie ki trading main market ki movement ko dekhte hue Hamen senior ki guideline ko follow karna chahie kabhi bhi Hamen jaldbazi Mein decision nahin lene chahie jaise Hamen loss ka samna karna par jaaye.... Aur sometimes trading mein loss ki Surat Mein hamara account wash bhi ho skta Hy ..isliye Hamen chahie ki market Mein kabhi Bhi pahle din jaldbaji nahin karna chahie balki Ham Mein 5 days provide hote hain Hamen jab Bhi profit najar a Raha Ham apna trade close kar sakte hain aur profit Hasil kar sakte hain isliye Hamen chahie ki kabhi bhi Hamen jaldbaji nahin karni chahie balki soch samajhkar aur hausale ke sath trading lagani chahie. Phir Ham ismein success ho sakte hain aur profit receive kah sakte hain....
          • #20 Collapse

            Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

            اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadaamir پيغام ديکھيے
            Assalamu Alaikum to all members Jaisa ke yahan sab log Jante Hain market ka pehla Din Hamare liye bahut bahut jyada important Hota Hai isiliye Hamen market ke pahle din Soch samajh kar kam karna chahie Aur jaldbazi ka muzahira nhi Karna chahie karna market ko Soch samajhkar analyse Karke bgair knowledge k tardee nhi kharidna chahie isiliye Hamen Forex form mein market ke andar Jitna Jyada knowledge or experience hoga utna hi jyada Hamare Liye Achcha hoga or humm acha or good bonus or profit forex forum sy hasil kr skay gay is lia sabr or mehnat sy kaam karay ta ap kaamyab rahy or prrofit hasil karain forex forum sy and today is first day soo best of luck to all members....
            Market Mein Jab Ham entry Hasil Karte Hain To Hamen chahie ke pahle din purv mind ke sath kam Karen Agar Ham purv mind ke sath market Mein entry Hasil Karenge To Hamen market Mein nuksan Nahin Hoga Tamam members ko chahie ke jaldbaji se mission nuksan hota hai isliye market Mein pahle din jaldbaji bilkul Bhi Na Karen.
            • #21 Collapse

              Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

              Market ka pehla din bahut jyada tricky Hota Hai Kyunki market open hoti hai aur pair apni asel halat mein aane ke liye Kuchh Waqt Lete Hain aur aur 4 se 5 ghante Asal movement mein aane ke liye lag jata hai uske bad apni Sahi moment Mein Aate Hain isliye market open hote hi phone se aap jaldbaazi na Karen ki aap rate open Karen isliye thoda sa Waqt darkar hai ki aap Uske bad Apne Khet ko open Karen
              • #22 Collapse

                Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

                market ki situation Ko Mukammal koi bhi nahin samajh sakta Jab Bhi maarpeet Mein trade karne lage to jaldbaji na Karen proper plan Se maarpeet Ki situation ko Dekhen time per entry leni chahie aur time per exit Le Lena chahie emotion na Aane den
                • #23 Collapse

                  Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

                  new job trading star karte Hain to mataki ko bahut soch samajhkar minimum alert se trade ki jaaye agar market mein profit nikal aata hai theek hai agar loss hota hai thoda hoga thoda loss recover Kiya ja sakta hai start mein trading karna thoda mushkil hota hai lekin apna trading plan aur trading karna continue rakhni chahie
                  • #24 Collapse

                    Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

                    ji bilkul forex market Mein hamen jaldbazi nahin karni chahiye aur monday ke din to jaldbazi bilkul bhi Na karenge ki jald bazi karne se hamen bahut zyada loss hota hai agar market Mein Ham experience Hasil karte hain aur zyada practice Karte Hain to Ham apne experience ki wajah se aur practice ki wajah se kamyab hote hain trader ko chahiye ki woh hamesha Forex mein zyada mehnat Karen aur zyada practis Karen aur apni trading Mein improvement lekar aaye aur apne seniors ko follow Karen lekin kabhi bhi Josh Mein aakar jald bazi na Karen kyunki is se hamen bahut bada loss hota hai agar Ham forex market mein experience Hasil karke trading Karte Hain to Ham hamesha kamyab hote hain se hamara bahut zyada fayda hota hai kyunki experiencing karne wala trader ki market Mein successful hota Hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

                      Market Mein pahle din kya Jab Bhi trading karne lage jaldbaji Nahin Karni chahie Kyon Ke Forex trading market bahut badi hai Mukammal market Ko Nahin Samjha Ja sakta Sab member ke apne analyses hote hain lekin market Fir Bhi apni condition change kar sakti hai plan Se Hi trading Karni chahie
                      • #26 Collapse

                        Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

                        ji bilkul Forex trading mein Hamen trade karne main jaldbaji nahin karni chahie sabar ke sath aur trade karne se pahle market ke analysis karne chahie market ke train ko check karna chahie tab Ham trade Karenge to achcha fayda sarkar sakte hain Forex trading ek accha business profit wala business hai Hamen ismein kitni hardworking ke sath kam Karenge utna hi achcha fayda hoga.
                        • #27 Collapse

                          Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

                          sabse pahle main apni forex foreign ke doston ka shukriya Ada karta hun ki vah apni acchi aur kimati Rai se agar Kiya. Pyare pyare bhai agar ham jaldbazi karenge to trading hamen Los ki Jane aur hamare future ko khatm karne ki janm lekar Chala jaega agar Ham trading kuchh samajh Kar aur shabd se kam lekar chalenge to trading it aisa business hai jo hamen din dugni raat chugni e kamyabi de sakta hai lekin hamen kamyab hone ke liye kuchh trading ke usko follow karna hoga phr jakar hamare liye kamyabi ek achcha aur benefit wala hamen experience de Diya aur hamara business kamyab hoga
                          • #28 Collapse

                            Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

                            Forex trading mein job market open Ho to Hamen chahie trade karne mein jald baji na Karen bar ke Sabar Karen Jab Hamen koi acchi trade entry Mile to tab rate Karenge achcha fayda asal kar sakenge Forex trading ek achcha business hai profit wala business hai Hamen ismein dilchaspi se kam karna hoga tabhi Ham Forex trading se acchi nahin kar sakte hain Forex trading mein vah log kamyab Hain Jo money management se kam karte Hain.
                            • #29 Collapse

                              Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

                              Keep in your mind that before opening a trade in foreign exchange marketing you should have the attitude of light market go in a specific trend if you let the market move in a specific trend then it will create a specific phenomena and scenario which will give you a clear idea of purchasing or selling something so on Monday you have to wait unless the market moves in a specific friend and then you should open your trade
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

                                jaisa ke aaj Monday tha aur market open hui thi to hamen open hote hi market mein jaldbazu nahin karni chahie Bal ke relax hokar trading karni chahie hamen is baat ka yakin ho jaye hamen gold per ya kisi aur chiz per trade karni chahie aur hamara signal bhi confirm ho to tabhi Ham trade ko open Karen Varna bilkul bhi open na Karen agar open jaldbazu mein open karenge to hamen nuksan hoga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X