Market m Pahlay Din jald bazi na karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market m Pahlay Din jald bazi na karain
    Assalamu Alaikum to all members Jaisa ke yahan sab log Jante Hain market ka pehla Din Hamare liye bahut bahut jyada important Hota Hai isiliye Hamen market ke pahle din Soch samajh kar kam karna chahie Aur jaldbazi ka muzahira nhi Karna chahie karna market ko Soch samajhkar analyse Karke bgair knowledge k tardee nhi kharidna chahie isiliye Hamen Forex form mein market ke andar Jitna Jyada knowledge or experience hoga utna hi jyada Hamare Liye Achcha hoga or humm acha or good bonus or profit forex forum sy hasil kr skay gay is lia sabr or mehnat sy kaam karay ta ap kaamyab rahy or prrofit hasil karain forex forum sy and today is first day soo best of luck to all members....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

    hamen kabhi bhi jald baat hi nahin karni chahie agar Ham pahle din mein jaldbaji karte Hain to hamara pura week hi nuksan mein chala jata hai isliye hamen chahie ki Ham hafte ke pahle din jaldbaji na Karen aur jab tak hamen maarpeet Koi achcha signal nahin deti Hai tab tak hamen market mein trade nahin leni chahie agar Ham jaldbaji ke sath trade karenge to hamen fayda nahin hoga balke hamara nuksan ho jaega hamen jaldbaji ke sath kabhi trade nahin karna chahie aur market ka intezar karna chahie jab Ham market ka intezar karenge to tab hi hamen acchi trade mil sakti hai
    💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
    • #3 Collapse

      Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

      yes dear, weekend k baad hmain trading ki jaldi nhi karni chaiay bl k pehlay market ko observe karna chaiay ta k ksi unexpected moment sa hmain nuksan na ho, hmain careful ho kar aur situations ko samajh kar decisions lainay chaian ta k hm mistakes sa bach sakain aur profitable trading karnay ma kamyab hon
      Last edited by ; 01-06-2020, 08:48 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

        hamy forex ko achy sy samaj akr is ky rules ko follow kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kmayabi hasil kar sakty hain or acha bonsu haisl ka rky apni fmaily ko support kar sakty hain agr ham is main jald bazi sy tukky laga kar is main lalch ky sath kam kary gy to hamy loss ho skata hain or hamara acount be wash ho skata hain is main makret ka koi be qasoor nahi hota hain
        • #5 Collapse

          Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

          hamain market main din main kam kar skaty hain aur jald bazi say avoid ka rk hi hum achy say trade kar skaty hain aur hamain is foruum main kisi bi waqt trade karny main bi asnai ho saky gi aur hamain is forum main mind ko fresh kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain market main enter hony say pahy is k baryy main learning karni ho gi a k loss kmho
          • #6 Collapse

            Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

            yes dear jiase market open hoty hay hamain jaldbazi se kam nahi kerna cheye balke sabar se kerna cheye learning practice kilye hamain demo account ka use kerna cheye then acha knowledge or experience increase kerna cheye then success hasil hoge es jitna zeyda mehnat keryn ge utna achi success bhe zror milty han
            • #7 Collapse

              Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

              Bilkul dear Hamen kabhi bhi market Mein first day jaldbaji se trading Nahin Karni chahie aur Market ki movement aur Market ke trend Ka wait Karna chahie Jo log jaldbaji Mein Aakar trading karte hain aur Market ka analysis Nahin Karte vah kabhi bhi Forex trading business a profitable trade Nahin Laga Sakte aur na hi Achcha profit Hasil kar sakte hain Hamen Apne account ko secure rakhne ke liye koshish karni hai ki Sabar se kaam Le aur Market ka analysis karte hue hi trading Karen Jo log without aur jaldbaji se trading karte hain Unka account Hamesha wash Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

                اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadaamir پيغام ديکھيے
                Assalamu Alaikum to all members Jaisa ke yahan sab log Jante Hain market ka pehla Din Hamare liye bahut bahut jyada important Hota Hai isiliye Hamen market ke pahle din Soch samajh kar kam karna chahie Aur jaldbazi ka muzahira nhi Karna chahie karna market ko Soch samajhkar analyse Karke bgair knowledge k tardee nhi kharidna chahie isiliye Hamen Forex form mein market ke andar Jitna Jyada knowledge or experience hoga utna hi jyada Hamare Liye Achcha hoga or humm acha or good bonus or profit forex forum sy hasil kr skay gay is lia sabr or mehnat sy kaam karay ta ap kaamyab rahy or prrofit hasil karain forex forum sy and today is first day soo best of luck to all members....
                assalamu alaikum dear members ji han hamen pahle Dan jaldbaji nahin karni chahie Bal ke usko bahut acche tarike se samajh Lena chahie Tere ismein investment karni chahie pahle then bilkul bahut hi kam. Per trading Karen Taki aap agar loss Ho jaaye to bahut kamlas ho agar profit ho to bahut kam ho isase hamen sikhane ka mauka milta hai Taki agali bar bahut jyada investment Kar ke Hain achcha munafa hasil kar saken
                • #9 Collapse

                  Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

                  Forex mein humain trading mein jaldbazi tou kisi din bhi nahin kerni chahyea balkay hamesha soch samajh ker kaam kerna chahyea forex ko achy sy samaj akr is ky rules ko follow kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kmayabi hasil kar sakty hain or acha bonsu haisl ka rky apni fmaily ko support kar sakty hain agr ham is main jald bazi sy tukky laga kar is main lalch ky sath kam kary gy to hamy loss ho skata hain or hamara acount be wash ho skata hai aur humain apnay account ko build kernay ki zaroorat hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

                    walikum assalam g bilkul aj phla din hai or market open hai hamen kabhi bhe jaldbazi k sath kam nahi karna cheye hamesha he soch samjh kar or achi tarhan sa analysis k bad he hamen trades open karni hogi or hum kamiyab bhe hongy ..monday ko market open hoti hai hamen monday ko he market main achi tarhan sa analysis karna cheye seniors sa discus karna cheye or bhot achi quality k sath learning gain kar k he hamen kam karna cheye tabhi hum acha earn bhe kar sakty hain ...
                    • #11 Collapse

                      Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

                      Dear friend forex market hoti hai dangerous hoti hai agar Ham trading karte hue koi bhi mistake karenge ya jaldbazi karenge to hamara account bhi ho sakta hai market mein entry lene se pahle market ke kuch rules hote Hain jinko follow karna hamari responsibility banti hai aur agar Ham unko follow nahin karte to hamara account bhi wash ho jata hai agar Ham market mein intry le rahe hain to hamen market main hone se pahle market ko analysis karna chahie market ki moment ko samajhna chahie analysis do tarah ke hote Hain fundamental analysis technical analysis agar Ham nahin karte to Ham market se acha response aur profit hasil nahin kar sakte market ke related agar hamare paas achcha experience knowledge nahin hai to hamen demo account per practis karne chahie demo account real ki copy hai jis per practice karke Ham market ke related acchi information acche experience aur knowledge dance kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

                        Dear Hamen yah Nahin dekhna ke hamara kaun sa Din chal raha hai Hamen market Mein Har din koshish Karni chahie ki jaldi na Karen Banke Soch samajhkar decision lene ki koshish karen jaldi se Hamen nuksan ke alava Kuchh Aasan Nahin Hoga lekin Agar Ham Soch samajhkar decision Lenge To Ham bahut acchi kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Chahe Friday ho ya Monday Hamen Har din bahut Soch samajhkar market ko analyse karna chahie aur proper decision Lene Ki Koshish Karni chahie aur use Har Tarah Se Apne kam Mein follow karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

                          G bilkul aapane theek kaha hai ki pahle din market mein main jaldbaji nahin karni chahie agar aapane jaldbaji ki hai To aapko nuksan ho sakta hai isliye aaj ke din lot size bhi kam rakhna chahie ki market ki movement ka Puri tarah Se andaza nahin lagaya ja sakta hai ki aaj market bahut bhi acchi munh kar rahi hai lekin market Ka Koi bharosa nahin hai ki vah kis tarah aaj aaj rang dikhai gi aur agar aap chahte Hain ki aapko last Na Ho To aap soch samajh Kar koi bhi tried lagani hogi Taki aapko ziada loss Na Ho aur aur thora bahut profit hi hota Rahe
                          • #14 Collapse

                            Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

                            Trading karte hue Hamen jaldi Nahin Karni chahie Hamen bahut Soch samajhkar trading Karni chahiye jab tak Hamare Paas Achcha system Nahin Hoga Ham Forex trading business Mein Achcha Kam Nahin kar Sakenge Forex trading business 1 risky business hai is business Mein Jab tak mere pass Achcha plan Nahin Hoga Ham is business Mein survive nahin kar Sakenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market m Pahlay Din jald bazi na karain

                              Ji aapane bilkul theek Kaha Gaya Mein Kajra Ne Kaha Jo kam karna chahie vah Hamari shaadi ki bahut acchi baat hai isliye mein chahie Hamen Kisi Koforex ko achy sy samaj akr is ky rules ko follow kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kmayabi hasil kar sakty hain or acha bonsu haisl ka rky apni fmaily ko support kar sakty hain agr ham is main jald bazi sy tukky laga kar is main lalch ky sath kam kary gy to hamy loss ho skata hain or hamara acount be wash ho skata hai aur humain apnay account ko iske liye main Jyada Main Karni padati aap bahut Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X