emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?
    dear friends ham sab traders is baat pay ziada say ziada zore daitay hain k hamko forex market main emotions say bachan chaye qk har wo faisla jo emotions say kia jata hay uska har kisi ko nuksaan daita hay,ab maira aap sab say yeh sawal hay k ham jo bhi faisla emotions k sath kartay hain khawah us main hamara knowledge aur experience bhi q na shamil ho hamo us say nuksaan he q hota hay iski kia wajha hay k har baar hamaray sath aisa he q hota hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

    G han dear ap ka kam hai kay ap es mai emotional ho kay kabhi kam na karain ap ka kam hai kay ap es mai hosh mai ho kay kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho patye hain jub kay emotional mai ap kam kartye hain tu ap es kai kamyab nhi ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath apna kam kartye rhain ta kay ap ka kam acha ho paye aur ap es mai kamyab ho pain ap ka kam hai kay ap emotional mai acha kam karain kiyu kay ager ap es mai emotinal ho kay kam.kartye hain tu yaqeen manye kay ap es mai kabhi kamyab nhi ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam acha karain ta kay bad mai ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain ta kay bad mai ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai iay emotional ho kay ao es mai kam nhi jar patye hain tu ap ka kam hai kay ap apnye kam mahnet aur lagan kay sath kam karain na kay ap es mai emotinal ho kay kam kartye hain tu abhi ap ka kam jai kay ap es mai apna kam mahnet kay sath kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

      Emotions may aa kay faysalay ghalut hotay hay . Emotions may ghalut faysalay hotay hay to ic waja say emotions ko control kernay ka kaha jata hay. Jazbaat may insaan bohut ci zarori baatoo ko bhul jata hay aor aici aici ghaltiaa ker layta hay jo pher baad may thiek bi nai ho sakti hay. Forex trading may jub bi seniors say pucha jay kay sub say zayada control kis pay kerna hay to wo bi yei kehtay hay kay forex trading kertay hoay ya koi trade open kertay hoay kabi bi emotional nai hona hay. Forex market may to her waqt he movement hoti rehti hay kiyunkay market may to her waqt business hota rehta hay ic liye hamay apnay hisaab say he kaam kertay rehna chahiye aor emotional honkay kabi bi kaam nai kerna chahiye
      • #4 Collapse

        Re: emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

        forex trading me jub ap kay emutions shamil ho jatay hain tu wahan par rules ignore ho jatay hain or rules ignore hone ki waja se ap ka. faisla wrong ho jata ha jis se ap ko nuksan hota ha isliey traders ko kaha jata ha kay jub bhi ap forex trading me koi bhi faisla le tu is me ap kay emotions shamil nehi honay chahie ap ko trading Apne emotions par depend kar kay nehi karni chahie aisi trading karne ki waja se traders ko sirf nuksan hota ha or capital loss me jana start ho jata ga traders ko chahie kay wo emotions ki bajaye rules par depend kartay huey faisla karay is tarah ap achi trading kar sakte hain jub ap rules ko follow karay gay tu ap achay faisle karay gay jo market ki movement kay hisab se hun gay or ap ko nuksan nehi profit hasil ho ga forex market se
        • #5 Collapse

          Re: emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

          Emotional me a kar trader ka har decision hi ghalat ho sakta hay es koi be decision nahi ho ga jo key emotional ho kar kia jaye, traders ko har tarha se pehly to trading me emotional hony ki zarorat hi nahi agar loss face kia jaye to traders ka emotional ho jana us ko aur be zeyada nuqsan de sakta hay traders ko emotional ho kar koi decision hi nahi lena chaye, over trading aur risky trading ki waja se agar koch loss ho jaye to traders ko sabar se kam leny ki zarorat hoti hay agar es situation me sabar na kia jaye to traders har tarha se emotional ho sakty hey aur loss ki recovery karny me trader ko emotions ki waja se nakami ho sakti hay.
          • #6 Collapse

            Re: emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
            dear friends ham sab traders is baat pay ziada say ziada zore daitay hain k hamko forex market main emotions say bachan chaye qk har wo faisla jo emotions say kia jata hay uska har kisi ko nuksaan daita hay,ab maira aap sab say yeh sawal hay k ham jo bhi faisla emotions k sath kartay hain khawah us main hamara knowledge aur experience bhi q na shamil ho hamo us say nuksaan he q hota hay iski kia wajha hay k har baar hamaray sath aisa he q hota hay?
            dear Jab Ham emotional hokar Koi decision Le lete ho to To usmein Ham Ko Hamesha nuksan hi hota hai uski main reason hi hai ki Jab Bhi Ham emotional hokar Koi decision Lete Hain To Ham Soch samajhkar decision Nahin lete Jiski vajah se ham ismein har bar nuksan kar Jaate Hain isliye Humko Jab trading Mein Koi Bhi decision Lena ho aur jab Ham trading kar rahi ho to Humko emotional Nahin Hona chahie aur iske sath sath koi bhi Faisla jaldbaji mein bhi nahin karna chahie aur acchi Tarah Soch samajhkar koi bhi decision Lena ho na Iske alava Koi trade Lagani ho ya trade close karni ho to jab tak acchi Tarah Soch samajhkar analysis per focus kar nale use time tak Koi Is Tarah ka kam na Karen Kyunki isase aapki account per negative effect kar sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

              Ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai emotions ke sath kabhi bhi aap Forex trading Mein Kamyab Nahin ho sakte Kyunki yah koi bhi local work Nahin Hai Tu Jab tak aap ismein hard work Nahin Karte Mahina Nahin Karte Achcha experience Nahin Karte to aapas Mein nakam Hi Hasil Karenge to isliye Apne emotions ko control karte hue aapka Ham Karen To Aane Wale Waqt mein aap bahut hi Behtar aur accha profit Hasil kar sakte hain to hard work Karen mehnat Karen Taki Aane Wale Waqt main aapko Ek success Hansi ho sake
              • #8 Collapse

                Re: emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

                dear agr hum is main lalach main aa k trading krein gein tu hume is business main nuqsan ka hi samna krna phrey ga is main hume acha kam krna hota ha taqein hume is business se success be achi hi hasil hon is business main hume daily kam krte rehna hota hai regular is business ko time dena hota ha kameyabi be hume tab hi hasil hon gi is main jo insan profit hasil krne ki lalach krta ha is main wo knowledge hasil na krta ha trading krne main jaldbazi krta ha wo kameyab nai ho sakta ha hume hardwork kr k kam krte rehna lazmi ha ye hamre liye eik important business ha hume chart indicotor ko fallow kr k work krte rehna chaiye demo account main hume zada se zada is business ki lerning krni chaiye
                :1f60d: hard work :1f60d:
                • #9 Collapse

                  Re: emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                  dear friends ham sab traders is baat pay ziada say ziada zore daitay hain k hamko forex market main emotions say bachan chaye qk har wo faisla jo emotions say kia jata hay uska har kisi ko nuksaan daita hay,ab maira aap sab say yeh sawal hay k ham jo bhi faisla emotions k sath kartay hain khawah us main hamara knowledge aur experience bhi q na shamil ho hamo us say nuksaan he q hota hay iski kia wajha hay k har baar hamaray sath aisa he q hota hay?
                  Dear ais market mai hum jab emotional ho jaty hai to aus time ais market mai hum sochty nai hai aor ais market mai ghalt faisla kar lety hai ais market mai ap ne agar kamyab hona hai to ap ko apny emotions par control karna ho ga aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap agar aik dafa acha plan bana lety hai to ais market mai ap kamyab ho jaty hai ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai kabi loss ko dekh k emotional nai hona chyae ais market mai jo log emotional ho jaty hai wo kaam na hi kary to best hai ais market mai ghalti hi tab hoti hai jab traders emotional ho jaty hai aor aisy hi bari lot laga k apna loss kar lety hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

                    Jazbaatiat say nuqsaan hotay hain aur aisay aisay nuqsaan aisay aisay waqt pay ho jatay hain kay hamari such mai bhi nahi hotay hain. Forex trading mai bhi emotions aur jazbaat bohat nuqsaan daitay hain. Forex trading ko lay lain ya apni social life ko lay lain apna koi bhi aisa faisla aik baar re assess ker kay sochain tou jaha pay faislay say nuqsaan Hua hoga uss mai emotions ka role zarur hoga. Forex trading mai traders ko apnay emotions ko kabhi bhi jagah nai daini chaiye kiyu kay forex trading business hai aur kisi bhi business mai emotions ka koi kaam he nahi hota hai bulkay emotions ki bajaey sirf economics ka role hota hai jisay sada alfaaz mai paisoo ki jama tafreeq kaha jata hai. Emotions aur economics ko alag alag rakhna chaiye
                    • #11 Collapse

                      Re: emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

                      mostly asa hi huta ha q ka jab ham kisi kam ma apna emotions ko shamil kar lata han to phr ham rules ko ignor karna lag jata ha or apna hisab sa trading karna lag jata han forex asa business ha jis ma hamra liya rules ka follow karna bohat zarori ha agr hamra pas bohat acha exprience bi ha or ham markit ka achy tradro ma sa bi han to os ka liya ruless ko follow karna lazmi ha ham jitni hi succes hasl hu jay agr ham es markit ma rules ko follow nai karta to hamy losse hu ga es ka liya koi shatrt nai ha ka aik acgha trader ha ya khuch or sab ka sab es markit ma equal han jo acha kam karta ha wohi success hasl karta ha or apna emotion ko control ma rakna hu ga ap demo pa es ki achi pratice kar sakta han ka ham na emotion ko control ma rakh kar kya kiya or en motion ko trading ma estaml kar ka kya kiya es business ma hamy seious hu ka kam karna hu ga emotion ko control ma rakhta how
                      • #12 Collapse

                        Re: emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

                        Salaam !!! Umeed karta hun mai kay aap bilkul khairiyat se hoien gay aaur corona virus se mehfooz hoien gay. G bhai aapki baat se mai proper agree karta hun aesa hi hai aur hume iss par scohana aur action lena chaiye. Yes emotions par kabo paany wale hamesha kamayanb hain. iss baat ko admit karna hamara farz hai.
                        Aaik tarf se dekha jaye toh apne baat theek ki hai. Apke iss ilam par mai dat deta hun Allah apko hamesha Khush rahye. Ye information ka izafa aapko innshaAllah ajar dega. Bhat Shukriya!!
                        • #13 Collapse

                          Re: emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                          dear friends ham sab traders is baat pay ziada say ziada zore daitay hain k hamko forex market main emotions say bachan chaye qk har wo faisla jo emotions say kia jata hay uska har kisi ko nuksaan daita hay,ab maira aap sab say yeh sawal hay k ham jo bhi faisla emotions k sath kartay hain khawah us main hamara knowledge aur experience bhi q na shamil ho hamo us say nuksaan he q hota hay iski kia wajha hay k har baar hamaray sath aisa he q hota hay?
                          Forex trading business se ek bahut hi Jabardast business hai agar Hamen ismein kam karna chahte hain To Kuchh chijon Ka Khyal rakhkar kam karne se Ham ismein acchi earning Hasil kar sakte hain jismein sabse pahle To Hamen Forex trading ka Achcha knowledge or experience Hasil karna hai jo ki Ham Pakistan Forex forum aur insta Forex ke demo account ko istemal karne se kar sakte hain Jab aapko accha knowledge experience Hasil ho jata hai to Uske bad aapko sabse Jaroori hai ki aap apne emotions ko control Karen Kyunki emotions ki Insan Ko Kisi bhi Business mein Kamyab aur aur na kam Karte Hain aur Forex trading Jaise critical Business mein isase ki bahut jyada importance Hai Kyunki Jab Bhi Hamen Achcha profit Hasil hone Lagta Hai To Ham emotional Ho Jaate Hain aur sochne Lagte Hain Ki Shayad Thoda Aur profit Hasil Ho Jaaye Kisi lalach Se Ke Chakkar Mein Ham Apna Hasil kar da profit bhi West kar lete hain isliye yah bahut jaruri hai ki Achcha experience on Knowledge Hasil karne ke sath sath aap ke emotions bhi control Ho
                          https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                          • #14 Collapse

                            Re: emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

                            Assalamu Alaikum dear friends Forex Mein Hamen Hamesha mehnat ke sath kam karni hai na chahie Forex Mein kam karne ke liye Hamen bahut jyada mehnat karna padati hai agar aap Forex Mein kam karna chahte hain to aapko yah Pata Hona chahie ki Forex Mein Kabhi Bhi emotional hokar Kam Nahin Kiya Ja sakta hai agar aapko Koi loss ho jata hai aur aapka bahut jyada nuksan ho jata hai to aapko Sabar ke sath kam karna chahie Kyunki agar aap emotional hokar kam Karenge to aapko Aur Bhi Jyada loss Hoga isliye Forex Mein emotion Ho Promotion ke sath koi bhi decision nahin karna chahie aapko Agar Sabar ke sath bahut jyada care ke sath koi bhi decision Lenge to Inshallah aap successful Honge aur aap acche Businessman Ban Sakenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

                              Asalam o Alikum dear forex friends umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ka business ak lajawab business ha is main kam karny kay leye hammy bahut sari mehnat ki zarorat ha is main ham jitni mehnat kareen gay is say utnay achy results hasil kar sakeen gay forex main hammy kabhi bhi emotions ki bases pa nai chalna chaheye balky markit ki movement kay hisab say chalna chaheye or is market main hammy jitna ho sakee study kar kay is kay bary main karni chaheyey or is kay bary main acha knowledge hasil kar kay is main market ki move ko dekhty hoye kam kar kay is say acha faida hasil karna chaheyey agr ham market kay knowledge ko hasil keye baghir is kay emotions ko dekhty hoye is pa trade kareen gay to hameshaa is main loss he ho ga sss

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X