emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
    dear friends ham sab traders is baat pay ziada say ziada zore daitay hain k hamko forex market main emotions say bachan chaye qk har wo faisla jo emotions say kia jata hay uska har kisi ko nuksaan daita hay,ab maira aap sab say yeh sawal hay k ham jo bhi faisla emotions k sath kartay hain khawah us main hamara knowledge aur experience bhi q na shamil ho hamo us say nuksaan he q hota hay iski kia wajha hay k har baar hamaray sath aisa he q hota hay?
    Yes brother Ye aapane bahut hi important bacha ki hai is market Mein Ham Jab Bhi jaldbaji ke sath Faisla Karte Hain usmein Ham ho sakta hai hi Angel sasna Karen aur is market Mein analysis ke bagair Kiya Gaya Faisla jyadatar kharab hota hai isliye aapko chahiye ke apps market Mein Jab Bhi trade Karen aapko ismein analysis karne chahie aur uske hisab se trade Karni chahie aap is market mein agar analysis ke bagair trade Lagate Hain aur kisi bhi pattern Ko Nahin Dekhte to aapko usmein nuksan ho sakta hai isliye aapko chahie ki aap jaldbaazi se kabhi bhi Faisla mat Karen is market Mein aaram se kaun se kam Karen Jab aapko koi acchi trade mil jaaye to use 9Apps market Mein tradeplace Karen isase aapko yah fayda hota hai ki aapki trade aapko accha profit De Jaati Hai Magar iske liye aapko wait karna hota hai agar aap jaldbaji Mein trade lagaenge to usse aapko nuksan ho sakta hai aapko chahie ki aap is market Mein planning Karke kam Karte Rahe the aap ki aapka account wash na Ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

      Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap log kheriyat se hon gy.
      Jazbaatiat say nuqsaan hotay hain aur aisay aisay nuqsaan aisay aisay waqt pay ho jatay hain kay hamari such mai bhi nahi hotay hain. Forex trading mai bhi emotions aur jazbaat bohat nuqsaan daitay hain. Forex trading ko lay lain ya apni social life ko lay lain apna koi bhi aisa faisla aik baar re assess ker kay sochain tou jaha pay faislay say nuqsaan Hua hoga uss mai emotions ka role zarur hoga. Forex trading mai traders ko apnay emotions ko kabhi bhi jagah nai daini chaiye kiyu kay forex trading business hai aur kisi bhi business mai emotions ka koi kaam he nahi hota hai bulkay emotions ki bajaey sirf economics ka role hota hai jisay sada alfaaz mai paisoo ki jama tafreeq kaha jata hai. Emotions aur economics ko alag alag rakhna chaiye.THANKX
      • #18 Collapse

        Re: emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

        Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan Agar Ham ismein lalach Mein Aake trading Karenge To Hamen is business Mein nuksan ka hi Samna karna padega kis ne Hamen Achcha kam karna hota hai Taake Hamen is business se bhi acchi hi Hasil Ho is business Mein Hamen daily kam Karte Rahana hota hai regular is business ko time Dena hota hai kam Yad bhi Hona tab hi Hasil Hogi Jab ismein Jo Insan profit Hasil karne ki lalach Karta Hai usmein vah knowledge Hasil nahin karta trading karne mein Deshbhakti karta hai aur jaldbazi karta hai aur vah Kamyab Nahin ho sakta Hamen hard work Karke kam karna Rahana lazmi Hai yah Hamare liye ek important business hai Hamen chart indicator ko follow karke work Karte Rahana chahie demo account mein Hamen Jyada Se Jyada business ki learning Karni chahie tar ke hamke Kamyab ho sake aur Hamen To Jara Bahon Ke kam Kaisa karna hai isliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada Achcha kam karne ka kam Kamyab ho sake
        • #19 Collapse

          Re: emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

          Dear Forex member Hamen Forex trading per kabhi bhi emotional hokar working Nahin Karni chahie motion hokar trading Nahin Karni chahie Agar Ham emotional Mein Aakar Apne working karte hain Apne trading Karte Hain To Hamen loss hota hai profit Nahin Hota isliye main chahie Forex trading per Jab Bhi kam Karen mehnat ke sath hardworking ke sath experience ke sath learning ke sath Apna target complete karna chahie Agar Ham emotional hokar Apne working Karte Hain To Hamen kabhi bhi Forex trading se profit bonus earning hasil Nahin Hogi Forex trading platform Hai Jis per Hamen mehnat ki learning knowledge ki experience ki jarurat Hoti Hai Jab Ham mehnat ke sath Sabar ke sath learning ke sath knowledge ke sath Apne trading start Karte Hain To Main Achcha profit Achcha bouns hasil hota hai to isliye Forex trading Aisa platform Hai Jisko understand karne ke liye aapko knowledge Hasil karna bahut jaruri hai Jab aap knowledge Hasil kar dete Hain To ab rules and regulation ko follow krty trading start Karte Hain to his se aapko Achcha bonus Achcha profit Hasil hota hai isliye Hume chahie Jyada Se Jyada learning Karen knowledge Hasil Karen mehnat ke sath hardworking ke sath knowledge ke sath apni working complete Karen Apna target complete Karen Taki Hamen Achcha result mil sake
          Forex trading ik asa business hai ek aisa karoBaar hai ik asi market Hai jis mein mehnat ki learning hardworking ki bahut jarurat Hoti Hai Hamen chahie mehnat Karen learning Karen market ko understand karte hue Apne trading start karen to market ki situation Ko Dekhte Hue profit ki taraf Kaise loss ki taraf Hai Hamen Forex trading per apni trading start karne chahie Apne posting Karni chahie Hamen Forex trading Se Achcha bonus Achcha profit acchi earning Hasil ho sake
          • #20 Collapse

            Re: emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

            Best friends Forex trading Mein kam karte hue aap ki mehnat aur Jyada Se Jyada time ki investment hi aapko Achcha experience deti hai aur aap acchi trading karne Ke Kabil Ban sakte hain isliye Hamesha aapko chahie ke pahle Achcha experience Hasil Karen demo kaun se practice Karen Iske bad apni trading start karen ka ke aap Achcha profit Hasil karne Ke Kabil banaa Saken aapko chahie Hamesha Soch Samajh Kar aur Jyada Se Jyada Apne weak point Ko Sab jhut Karen apni mistakes ko sarson Karen aur unko repeat na Karen BEL ke unko product karne ke bad Unse learn karne ki koshish karen Taki aap trading Mein acchi earning karne Ke Kabil banaa Saken aur Achcha experience hi Hasil karne Ke Kabil banaa Saken Jo log trading Mein Apne emotions per control Nahin Karte vah Kabhi Kam Jawab Nahin ho sakte isliye trade karne mein jaldbaji Na Karen aur aapko Hamesha Soch Samajh Kar karna chahie aur apne emotions per control karna chahie Jo log emotions per control Nahin Karte vah Apna loss karte hain aur trading Mein kamyabi Nahin milati isliye Hamesha Soch Samajh Kar aur Jyada Se Jyada apna trade analysis karne ke bad hi trading Karen jaldbaji na Karen Taki aapko acchi earning ka mauka mil sake aur aap kam Yad trade Karke Ek accha profit Hasil karne Ke Kabil Ban sake
            🌼 Never Give Up 🌼
            • #21 Collapse

              Re: emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

              Assalamu alaikum dear friends ummid hai aap sab khairiyat se honge ji aap friends yah baat bilkul theek hai ki emotions mein kiya hua har faisla hamen nuksan deta hai nuksan se bachne ke liye hamen chahie ki Ham is business mein emotion se dur Rahe jo bhi kam Karen vah pure Jo ke sath Karen Taki Ham ismein profit hasal kar sake jab Ham jazbati Ho jaate Hain tab hamen samajh nahin aati ki humne kaun sa kam karna hai aur kaise karna hai isliye apne jis baat par hamesha Kabul rakhte hue kam karna chahie is tarah hamen profit hoga aur ham bahut acchi earning bhi kar sakenge friends business Koi bhi Ho agar ham business ke darmiyaan mein emotions ko Le aate Hain to Ham koi bhi kam theek se nahin kar sakte hamare sochne samajhne ki kowat khatm Ho jaati hai hamen chahie Ham Jo mein kam Karen bahut soch samajh Kar aur tasalli ke sath jazbaat ko control mein rakhkar Karen to Koi shak nahin hamen ismein profit jarur hoga aur ham acchi aur nahin kar sakenge friends jo bhi log business karna chahte hain unko chahie ki vah apna mind hamesha thanda aur fresh rakhe tab hi vah achcha business kar sakenge aur acche businessman Ban sakenge achcha trader achha businessman banne ke liye emotions ko control mein rakhna jaruri hota hai Varna hamen bahut hi jyada nuksan uthana pad sakta hai
              • #22 Collapse

                Re: emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

                Dear is may na to un ke luck ka zyada issue hota hay aur na he forum ka balkah yeh un ke apni negligence hoti hay k vo trade may mehnat say kaam nahe karty aur zyada learning nahe karty jis waja say vo peechy rah jaty han aur akhrkar vo trade chor jaty han lakin agr vo mehnat say kaam krian
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: emotions say kia huva har faisla hamko nuksaan he q daita hay?

                  If we want to become a successful trader than we must follow the rules and discipline of trading .... and those who ignore it can suffer huge losses ... so to prevent losses make good knowledge and experience ... with MM ... and discipline and Yes I agree with you.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X