forex me kamyab wo hi hai jo greed se door hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Yes you are say the right and I am agree with your opinion. We are leave the all bad ways. We are successful trader and we are earnntheearnnthea money regular.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      G ha me ap se agree karta hu, ap ki bat bilkul theek hay k forex me sirf wohi insan kamyab ho sakta hay jo greed nahi karta. Lalach karnay wala insan forex me bohat nuqsan uthata hay q k lalach ek bohat hi buri bala hay jo insan ko andha kar deti hay. Is liye trader ko chahiye k wo lalach me na aye or poray dhayan se trading kray agar wo kamyabi chahta hay.
      • #18 Collapse

        G han app ne sahi kaha ha is business me kamaybhi wohi hasil kar skata ha jo is business me lalach se kam nahi karta ha isi liye hmen chahe k hm is business me lalach se kam nahi kiaa kareen agr hmen is business me kamaybi hasil karni ha or is business se acha earn karna ha tu
        • #19 Collapse

          g han bilkul forex trading mai wahi trader acha rehta hai aur kamiyaab hota hai jo Forex trading mai greed nhi krta jo Forex trading mai mehnat krta hai jo Forex trading mai hard work krta hai aur khud ko greed sai bachata hai.
           
          • #20 Collapse

            greed aur aik buhat he buri aadat hai aur greed karnay se waisay bhe aap kabhe kaamiyab nai hosaktay hain to forex m bhe aisa he hai aap kabhe bhe profit earning nai kar saktay aisay hamaisa sabar se kaam karain
            • #21 Collapse

              G bhai mein aap ki baat se agree kerta ho, jo b shak is business mein greed se work kerta hai wo is mein kabi b kamyab nai hota hai , or is business mein jab b aap ko profit ho tou over confidence nai hona chaiye , kiw k greed paida hone ki waja he yeh he hoti hai.
              • #22 Collapse

                g han bilkul forex trading mai jo greed nhi krta wo forex trading mai kamiyaab hojata hai forex traiding mai agr aap greed sai bach kr trade kro gay aap bilkul bhi gredd nhi kro gay to aap ko har waqt profit hasil hoga.
                 
                • #23 Collapse

                  g bilkul jo member greed say door hain wohi is pr success ho rahy hain aur kafi profit earn kr rahy hain ye aik risky hai is pr kafi loss bhi ho sakta hai ye aik acha business hai mehnat say kafi profit earn kia ja sakta hai
                  • #24 Collapse

                    yes dear yeh bat thek ha greed e bnda ko murwati ha ab mujha kl ek trade mn 6 dollar ke bachet th but mn na lalech kya and aj khair sa 16 dollar ka loss ho rha ha same trade mn sa agr mn udhr market sa nklta to zror koi acha option mil skta tha mujha
                    • #25 Collapse

                      yes, someone who is succesful in this business of the forex trading who is keep away him or herself from the greed, if someone have proper control over his or her greed then he or she could make better income then anyone else.
                      • #26 Collapse

                        je ha apna thek kha ha k forex treading ma loss ki important boht zada ha ku k jo log is foreaxper work kerty ha un ko pta ha ka hum jitna work kerty ha un ma humy lss hova ha ya profit .
                        • #27 Collapse

                          je haan forex main kamiyaab wohi ho sakta hai ju daily mind se trading karay aur es main kosis karay daily mind se trading karay aap k liye best ho ga aur es main cool mind rahay thankful for question
                          • #28 Collapse

                            yes dear ap ny achi batki ha ka forex ma greed bht hi dangrous ha jo is ma lag gata ha wo apna profit be loss ma change kar lyta ha is
                            lia humy greed sa bachna chy agar hum na kamiab hona ha to.
                            • #29 Collapse

                              yes i'm agree with you. forex ki trading business mein kamyab trader wohe hai jo apnay emotions apnay greed par fully control rakhta hai phir he wo kamyab trader banta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                g han loss greed ki waja se hi hota hay ham trading me jab b emotion se kam lety hey wahi par hamy loss ko face karna pard jata hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X