forex me kamyab wo hi hai jo greed se door hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me kamyab wo hi hai jo greed se door hai
    my dear are you agree with me k forex me kamyab wo hi hai jo greed se door hai. greed bht zada dangerous hai forex me plz tell me.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bilkul humhe iss business main greed nahi karna chahiye q k ye he sab se bara dushman hai ak kamyab trade ka humhe lot siza kam rakhni chahiye ta k humhe ager loss ho b jay to hum usy recover kar saken na k us se b zaida loss utha lan zaida lot siza rakh kar.
    • #3 Collapse

      g haan g apki baat bilkul teekh hai forex myn wohe kamiyaab hotey hein jo greed nahe kartey hmyn greed sey hmsha bachna chahye oor door he rehna chahye tuu boht acha hai iss business myn...
      • #4 Collapse

        forex trading aik world wide online business hay iss main profit bhe hay or loss bhe yeh aik highly risky business hay or greed loss ka bais banta hay..
        • #5 Collapse

          Forex aik risky business hy aur is main kisi bhi waqt loss ho sakta hy. Is leye jitni bhi profit aap ko mil jaye us ko accept kar lia karain aur ziada lalach na kia karain warna aap ka sara balance zaya ho sakta hy. Yeh life time business hy aur sey thora thora profit hasil kartey rahain to aap key leye acha hoga warna aik din main rich nahi bana ja sakta. Slow and steady wins the race.
          • #6 Collapse

            g han bhai jan menap ki bat sy agree krt hn ap theek khe rahy hen fores me success ky liy greed sy avoid krna boht zarori hy jub tk greed greed sy avoid nahi kren gy forex men success mumkin nahi hy greed inan ky pysy ka sub sy bara dushamn hy
            • #7 Collapse

              yes i agree with you 100% my daer brother agar hum greedy kare gaye tu samj ly hum is me kamyab nahi hai jb tak hum greed nahi chor gaye hum s me agaye nahi ja sakty hai or na he kamyab ho sakty hai is me mery bhai
              • #8 Collapse

                ji bilkul mai ap ki bat se agree karta ho ke forex trading mai sirf wo hi success ho sakta hai jo greed na karta ho ya wo sabar se kam karne wala ho aghar ap ke ander patience hai to ap ko success hone se koi bi nahi rok sakta ........
                • #9 Collapse

                  mere bhai ap ne biulkul theek baat ki hae kiunk mere hisab mein bhi aisa hi hae k jo admi forex trading mein greed ko control kar leta hae us ko forex trading mein achi earning karne mein der nahee lagti hae.
                  • #10 Collapse

                    Is bat men koi shaq naheen kay forex trading ek sub say best business hai aur agar koi shaks ye chahta hai kay wo forex trading men ek success trader kehlaye to usay chaheye kay wo forex trading men greed say bacha rahay takay usay loss na ho aur Mujhay Forex bahot pasand hai keyon kay ye ek trusted business hai
                    • #11 Collapse

                      g han forex mein wo hi log kamiyab hote hian jo is business mein greed se door rehte hain aur greed apki sab se bari dushman hai aur ap greed ki wajah se loss uthate hain.
                      • #12 Collapse

                        G haa asy log bhe forex mai sucessful rehty hain jo greed nahi krty forex aik online business hai humy earning k doran greed nahi krna chahye bul k greed sy save rehna chahye ta k loss sy save raho zyada lallaich yani greed bhe loss ka sbab bn jati hai
                        • #13 Collapse

                          ji bilkul es kam mein hamesha sahi hai lekin agr app ko greedy sy door hona chaehay k app ko smjhna chaheay !
                          • #14 Collapse

                            Yes forex me sirf wo he kamyab hota hai jo greed se door rehta hai kun k forex me trading karny k lye hard working ki bhot sakht zarorat hoti hai agar hum hard working nahe karengy greed karengy to humy nuksan hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              well janb iska simple tarika hai wo hai k ap stoploss and take profit use kary iss se khud hi apki trade band hojayegi and ye seab hi use karty hain ap b iss sey faidaa utaa sakty hain and ye kafi usfull b hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X