Forex trading Mein aksar log bahut zyada jaldbazi karte hain aur basabron ki tarah trading karte hain jiski wajah se unka loss hota hai hamen forex market Mein trade open karte hue kabhi bhi jald bazi nahin karni chahiye kyunki jaldbazi karne wala trader kabhi bhi market Mein successful nahin hota agar Ham Sabar ke sath market Mein trend ko follow karte hain aur candlesticks ko alag alag time frame Mein analysis Karte Hain to is se hamen bahut hi zyada market ki knowledge hojaati hai aur market ki movement ke andaaz Hai ka pata chal jata Hai hamen kabhi bhi apne kam Mein jaldbazi nahin karni chahiye jaldbazi wala Kam Karne Wala aadmi hamesha nakam hota hai aur forex market Mein kamyabi ke liye mehnat ki zarurat hoti Hai hamen apna Kam hamesha Sabar ke sath karna chahiye kyunki Jab Hum sabar ke sath apna kaam karte hain to is se hamara bahut hi zyada fayda hota hai aur yah hamari kamyabi ke liye bhi bahut zaruri hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим