Kiya trading mein Jaldbazi aur be-sabri ki wajah se sab nakam hoty hain ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya trading mein Jaldbazi aur be-sabri ki wajah se sab nakam hoty hain ???
    Forex trading Mein aksar log bahut zyada jaldbazi karte hain aur basabron ki tarah trading karte hain jiski wajah se unka loss hota hai hamen forex market Mein trade open karte hue kabhi bhi jald bazi nahin karni chahiye kyunki jaldbazi karne wala trader kabhi bhi market Mein successful nahin hota agar Ham Sabar ke sath market Mein trend ko follow karte hain aur candlesticks ko alag alag time frame Mein analysis Karte Hain to is se hamen bahut hi zyada market ki knowledge hojaati hai aur market ki movement ke andaaz Hai ka pata chal jata Hai hamen kabhi bhi apne kam Mein jaldbazi nahin karni chahiye jaldbazi wala Kam Karne Wala aadmi hamesha nakam hota hai aur forex market Mein kamyabi ke liye mehnat ki zarurat hoti Hai hamen apna Kam hamesha Sabar ke sath karna chahiye kyunki Jab Hum sabar ke sath apna kaam karte hain to is se hamara bahut hi zyada fayda hota hai aur yah hamari kamyabi ke liye bhi bahut zaruri hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya trading mein Jaldbazi aur be-sabri ki wajah se sab nakam hoty hain ???

    Bilkul sahi jaldbazi aur besabri Aise 2 important kaise se jinki vajah se maximum log Forex trading Mein nakam hote hain balki 90% Logon Ke Na kam hone ki basic reason chahie Hoti Hai event in Logon ke pass knowledge bhi hota hai experience bhi hota hai but jald bahut hote hain Sabra Nahin hota hai inke pass blindly jump karte hain aur pure kaunse wash kar dete Hain Allah Ke even Din kuch time ke bad market Wapas Unki given production per a Jaati Hai but use Waqt unke account Mein Kuchh Bhi Nahin Hota To Ham Logon Ko Sabar ke sath kam lena hai aur jaldbaji Nahin Karni
    • #3 Collapse

      Re: Kiya trading mein Jaldbazi aur be-sabri ki wajah se sab nakam hoty hain ???

      Yes dear friend aapane bahut acchi baat ki hai Hamen apni trading co open karte waqt bilkul bhi jaldbaji aur sabji ka Mushaira nahin karna chahie Hamen apni trading co sahab se aur karna chahie aur Soch samajh aur Market ki movement ke bare mein acche se experience and knowledge ke sath trading co open karna chahie jab tak Hamen market ke analysis Gaya acche se experience Na Ho movement ke bare mein Hamen Koi knowledge experience Hathi Na Ho tab tak Hamen apni trading co per nahin karna chahie Agar Ham De Sabari aur jaldbaji mein trading co open Karenge usse Hamara account divorce ho sakta hai isliye Hamen Iske andar kam karna chahie Fir Bhi Hamen karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Kiya trading mein Jaldbazi aur be-sabri ki wajah se sab nakam hoty hain ???

        Assalam o Alaikum. Kiya trading mein jazbati aur be sabri ki waja se san nakam hoty hen. Bilkul aisa hi hai jo traders Bharti hote hain aur besabri se kam karte hain vah Hamesha ekson uthate Hain Jis baat hi nahin hone chahie aur Hamesha super ke sath kam karna chahie Hard working bohot important ha forex business k lye. Agar Kisi trader ke pass bahut Achcha knowledge aur experience dono hon aur sth sth wo mehnat b kary to wo Kamyab ho sakta ha. Loss aur profit donon forex trading business ka hissa hen loss sy ghabrana ni chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: Kiya trading mein Jaldbazi aur be-sabri ki wajah se sab nakam hoty hain ???

          Assalamu alaikum dear ji mere Bhai aapane theek kaha hai ki trading mein jo log jaldbaji karte hain aur besabri se kam karte hain Varna kam hote Hain Jo log jaldbaji aur besabri se kam karte hain vah 99% nuksan mein hote hain isliye humko kam karte hue jaldbaji se nahin balki hosle ke sath kam karna chahie koi bhi kam karte hue hamen besabri nahin hona chahie balki sabar se kam Karen k sabar ka fal meetha hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Kiya trading mein Jaldbazi aur be-sabri ki wajah se sab nakam hoty hain ???

            agar hum es main boht jlde main hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main bgiur learning kay hum es main kam karain gain to huamin es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main den main be kam kar skty hain our hum es ain rat main be kam kar skty hian forex 1 on line business hain
            • #7 Collapse

              Re: Kiya trading mein Jaldbazi aur be-sabri ki wajah se sab nakam hoty hain ???

              Hello friends ham ny kai dafa dekha hy jo k hamare New member hn wo trading me jaldbazi karty hn but yeh ghalat hy ek bat yaad rakhen trading men jaldbazi karny wala kabhi kamyab nhi ho sakta hamen chahiay k sakoon sy dekhen k market me chal kia raha sab sy pehly hamen apni planning best krni chahiay and then next step hamara hona chahiay trading and most important bat knowledge agr ap k pas knowledge nhi hy to ap is farm me kamyab nhi hosakty ho frnz ziyada sy ziyada knowledge hasil kren r trading me kabhi bhi jaldbazi na kren
              • #8 Collapse

                Re: Kiya trading mein Jaldbazi aur be-sabri ki wajah se sab nakam hoty hain ???

                g han besabri se aesa hota hai ham buhat hi mehnat karte hain aagr ham mehnat se kaam karte hain to ham kameyab hote hain jo aesa nahi karta hai wo kameyab bhi nahi hota hai hjamin demo pe kaam krna hai agar ham mehnat se kaam karain ge to ham kameyab ho sakte hain lekin hmain knowledge hona chahiye agar hmain knowledge ho ga to hi ham kaam kar saken ge
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya trading mein Jaldbazi aur be-sabri ki wajah se sab nakam hoty hain ???

                  Forex trading mein agar Ham jaldbaji se trade Karenge to Hamen nuksan ho sakta hai Forex trading mein Hamen Sabar se kam karna chahie aur Market ko acchi tarah baat karke trade karna chahie tabhi Ham Forex trading Se achha benefit Le sakenge trade karne se pahle Hamen chahie market ki moment ko acchi tarah was Karen market ka jo trend ke mutabik track karne ki koshish karni chahie tabhi Ham achcha benefit Le sakenge Forex trading mein Ham Jitna hardworking se kam Karenge Hamen utna hi achcha fayda hoga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya trading mein Jaldbazi aur be-sabri ki wajah se sab nakam hoty hain ???

                    Ji dear aapki baat bilkul theek hai fraction online business mein Ham training karte hue jaldbaji aur besabri se Hamen trading Nahin Karni chahie Kyunki Jaise Ham Hain bahut thi na coming ka Samna karna padta hai isiliye Humko chahie Ham Forex mein aur se Mor mehnat karte hue frocks ke related Achcha knowledge or experience ko Aasan Karen aur Market ko best tarike se analyse Karke Jab Ham trading Karenge to message me Achcha profit Hasil kar sakte hain Kyunki lalach karne wala Insan aur jaldbaji karne wala Insan Kabhi Kamyab Nahin ho sakta
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya trading mein Jaldbazi aur be-sabri ki wajah se sab nakam hoty hain ???

                      Kam ko relax hokar karna hota hai aur is tarah se nahin karna hota hai ki members apne kaam ko jaldi mein aur jaldi se mukammal kar le kyunki agar jab is tarah se members kam karenge to fir vah apne kam ke liye acchi planning nahin kar sakte hain kyunki koi bhi acchi planning karne ke liye members ka mind relax hona chahie aur unke pass time kafi jyada free hona chahie isi tarah se hi members apne kam ko acche se manage kar sakte hain aur jaldbazi se members ka kam kharab hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya trading mein Jaldbazi aur be-sabri ki wajah se sab nakam hoty hain ???

                        Forex trading mein jo log jaldbaji se trade nahin karte market ko acchi tarah watch karke aur Market ki train ke mutabik trade karte hain vahi Forex trading mein acchi earning karte hain Forex trading mein Hamen last emotional nahin hona chahie apni galti se sab akasar karna chahie mehnat karni chahie aur Market ke analysis karke Agar Ham trade Karenge tabhi Forex trading se acchi earning kar sakenge.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya trading mein Jaldbazi aur be-sabri ki wajah se sab nakam hoty hain ???

                          Jee han forex trading me jald bazi or be sabri ki wajah se hee sab nakam hote hain. jahan trader ke pass sab kuch ho knowledge, experience, skills magar lalach ho or sabar na ho. tab bhi banda kamyaab nai hosakta hay. Aksar hum forex market me in hoone ke bad foran trade laga lete hain or wo trade phans jati hay ya jab humey profit hota hay kisi trade me or market me fast movement hoti hay tab hum be sabri karte hain mazeed trade lete hain or big lot size me lete hain joke aksa loss dejati hay. her wo trade jo jald bazi me lagai ho bagair soche samjhe lagai ho wo humey ya loss degi ya target ke hissab se profit na degi.
                          # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya trading mein Jaldbazi aur be-sabri ki wajah se sab nakam hoty hain ???

                            Forex trading business Agar Ham jaldbazi se kam karte hain aur Market Mein best entry ka wait Nahin Karte To Hamen na Kami ka Samna karna padta hai aur loss ko face karna padta hai Hamen koshish karni hai ki Ham trading Mein Hamesha Sabar se kaam Le aur market ka analysis karte hue best entry ka vate Karen aur accha profit Hasil Karen Jitna Jyada Ham Forex trading business Mein market ka karte hue aur sabse trading Karenge utna isliye Ham Apne Ling ko increase kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hain Koshish karin kay daily market analysis karte hue hi trading Karen Is Tarah Ham easily Forex trading business Mein Kamyab ho sakte hain aur apni earning ko increase kar sakte hain Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya trading mein Jaldbazi aur be-sabri ki wajah se sab nakam hoty hain ???

                              Ji han bilkul Forex trading mein jaldbazi aur besabri ki vajah se na kami hoti hai hamen chahie ki Ham jyada se jyada mehnat Karen Sabar se kaam Le jaldbaji Na Karen tabhi Ham ismein acchi tarah se kamyabi Hasil kar sakte hain hamen mehnat karni chahie Ham mehnat se aur Dil lagakar forex Mein kam Karenge jaldbaji nahin Karenge to acchi tarah se Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X