mehnat karte rahen kamaybe dor nhe
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: mehnat karte rahen kamaybe dor nhe

    mahant kisi b jaga karne ka faida milta hai sub kuch hamri mahant per depend karta hai ke hum kis tarah kam karte hai forex trading business me agr koi kamyab hota hai tu wo apni mahant se hi kamyabi hasil kar sakta hai hum ksi per depend ho kar kamyabi hasil nahi kar sakte hai apni mahant se hi kamyabi mumkin hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: mehnat karte rahen kamaybe dor nhe

      Ji han aapane bilkul theek Kaha Hai Aap mehnat Karte Rahe aapki Manzil aapse Dur Nahin Hai Forex forum Mein Kamyab Vahi hota hai jo mehnat karta hai jo hard worker Hota Hai Hamen Yahan per forward kar Warna Hoga jab tak ham Yahan per mehnat Nahin Karenge Kamyab Nahin Honge Jo mehnat kar raha hai kamyabi usse bahut jyada najdeek hai
      • #18 Collapse

        Re: mehnat karte rahen kamaybe dor nhe

        Ji bilkul theek Kaha aapane mehnat karne walon ke liye kamyabi Kabhi Na Mumkin Nahin ho sakti Jo log mehnat karte hain unhen kam mein aap bhi jaldi hi mil sakti hai Forex trading Mein Hamen Apne emotions ko control Karke trade Karni chahie aur Jyada Se Jyada learning ke sath knowledge increase Karke profitable trade lagakar Chia nahin kar sakte hain Forex all world mein best business Forex Mein Vahi log Kamyab trader Ban sakte hain Jo acchi learning ke sath kam Karte Hain Forex Mein Hamen hardworking ke sath kam karna chahie aur apne daily card target complete Karke kam karna chahie tabhi Ham Achcha fayda Hasil kar sakte hain.
        • #19 Collapse

          Re: mehnat karte rahen kamaybe dor nhe

          Forex trading 1 Din Ka Kam Nahin yah musalsal mehnat mangta hai ismein Ham lagatar Lage Rahen to Ek na Ek Din kamyab ho Jaate Hain isliye Hamen Ek Din Bhi bagair mehnat ke aur hard work Ke Nahin guzarna chahie. Ek mashhur kahavat Hai musalsal girta Hua Pani Pather Mein main b surakh kar deta hai isliye Ek na Ek Din Aisa aata hai ki Hamari bahut hi acchi trading hoti hai aur ham log hazaron Mein Nahin to Sho Mein Tu lazmi dollars kama laity Hain. Isliye Tamam Dost ko nasihat karta hun k Kisi Tarah bhi apni mehnat Mein Kami Na Le Bal ke lagatar aur Rozana ki buniyad pe kam Karen.
          Last edited by ; 31-05-2020, 10:29 AM. وجہ: spelling correction
          • #20 Collapse

            Re: mehnat karte rahen kamaybe dor nhe

            ji bilkul agar aap zyada mehnat Karte Rahe tu kabhi bhi aapko kamyabi mil sakti hai kamyabi ke liye mehnat ki zarurat hoti hai agar Ham zyada mehnat karte hain to market Mein kamyab hote hain hamesha knowledge Hasil karna hamare liye bahut zaruri hota hai trader ko chahiye ki woh hamesha Forex ka knowledge Hasil Karen Forex Mein mehnat karne ke sath knowledge ki bhi zarurat hoti forex mein experience Hasil karne aaenge to market Mein hamesha kamyab honge forex market Mein trading karte hue knowledge ki zarurat hoti Hai hamen Forex ka hamesha kamyabi ke liye forex market Mein ek dusre ki help karni chahiye aur zyada mehnat karni chahiye kyunki zyada mehnat Karne ki wajah se ek dusre ki help karne ki wajah se Hi market mein bahut zyada fayda Hoga aur ham kamyab honge
            • #21 Collapse

              Re: mehnat karte rahen kamaybe dor nhe

              g han dear insan jis field men bhe mehnat krta hy usko aik na aik din zaror kamyabi milti hy aur esi trah he forex bhe aik easa hy busnis hy jo mehnat mangta hy hum es men agr lgn aur himmat sy kam kren gy to hmen es men zaror kamyabi mily ge jo log bhe mehnat krty hen unko aik na aik din zaror kamyabi milti hy aur unki mehnat zaye nhe jati
              • #22 Collapse

                Re: mehnat karte rahen kamaybe dor nhe

                g dear apny bilkul shi kha hy kh agr hm mehnat krty rhn tubkamyabi hm sy dor nhi hy .agr ap dunya ka koi bhi kam dhkhin gy agr hm osh hard working sy kam nhi lyn gy tu hm osh kam mi kbhi bhi successful nhi hu skty hn .agr hm forex kibat krn tu yh bhi aik aisa kam hy agr hm ish pr zyada work krn gy tu zyada ptofit gain krn gy or achi trade kr ky success hu skty hn
                • #23 Collapse

                  Re: mehnat karte rahen kamaybe dor nhe

                  ji han pak forex mein hamin ziada seyziada mhnat kerni chahiy ham practisejitni ziada krein gy hamin usi key mutabik achy rsults bhi hasil hun gy lihaza ham sab member ko forex business ko kisi bhi hal per nhi chorna chahiy belkeh hamin fully mhnat key sath kaam kerna chahiy aour kamiyab hony tk hamin himmat nhi harni chahiy..
                  • #24 Collapse

                    Re: mehnat karte rahen kamaybe dor nhe

                    Agar ap mehnat kartay rho gay kamyabi jaldi milni hay agar hamare knowledge hoga to hum apne knowledge kous waqt tak uze nhi kar sake ge jab tak hamare pass experience nhi hoga is liye kamiyabi hasil karne k liye 2non bohat important hain in dono ki waja sa hum achi earning hasil kar sakty han.
                    • #25 Collapse

                      Re: mehnat karte rahen kamaybe dor nhe

                      Ji han aapane Sahi Kaha Hamen chahie ki ham continously mehnat Karte Rahen Dil lagakar kam Karen Jyada Se Jyada focus ke sath working Karen acchi mehnat Karen Taki Ham Kamyab ho sake Agar Ham Dil lagakar kam karte hain Jyada Se Jyada mehnat Karte Hain To Jarur Kamyab Hote Hain isliye Hamen chahie ki Ham continous working Karte Rahen aur apni kamyabi ko Hasil karne ki koshish karen Taki acchi earning ho sake
                      • #26 Collapse

                        Re: mehnat karte rahen kamaybe dor nhe

                        Jab ap mehnat kartay raho gay samjho lo kamyabi door nahi knowledge ho ga tab hi wo experience gain kaaar sakey aur experienced hona ye show krta hai k trader k paas boht knowledge hai so plz in dono cheezon ko alag alag nhi krein aik achi learning yanee forex kay baray men ilm donon ki ap ko bahut he sakhht zaroorat hote hay g in donon cheezon kay baghair ap kamyab nahen ho saktay
                        • #27 Collapse

                          Re: mehnat karte rahen kamaybe dor nhe

                          Bilkul mehnat Karte Rahe kamyabi Dur Nahin Kyunki Jab Ham Dil lagakar mehnat karte hain Soch samajhkar working karte hain apni learning best rakhte Hain Apne knowledge ko enhance karte hain aur Jyada Se Jyada focus ke sath kam Karte Hain To Ham Jarur Kamyab hote hain aur apni learning off best Karke acchi earning kar sakte hain iske sath Agar Hamari mehnat Jyada Se Jyada Hogi To Hamen acchi e kamyabi bhi milegi
                          • #28 Collapse

                            Re: mehnat karte rahen kamaybe dor nhe

                            g han asa he hai forex main mehnat karna hamra kam hai aur kamyabi ap ko aik din mil he jati hai is lea is business main ham ko success hony ky din rat aik kar daina chahye aur demo account main apni har technique ko test kar ky forex main kam karna chahye jitni ap ki skills ziada hon ge utna he ap ko is main success mily ge is lea is main kamyab hony ky lea ap ko mehnat karni bohut zrori ha.
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: mehnat karte rahen kamaybe dor nhe

                              kisi bhi business mein kamyabi hasil karne ke liye hamen usmein bahut jyada mehnat karni padati hai isliye aapko chahie ki aap jyada se jyada mehnat Karen Taki aap forex business mein kamyabi hasil kar sake aur ek acche trader Ban sake
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: mehnat karte rahen kamaybe dor nhe

                                yes dear forex business ho ya koi other business ho jab tak us main ap mehnat nahi karain gay aur us main din rat time nahi lgain tu ap kamyab nahi bna sakty hain is lea forex aik big business hai is mainn ap short cut say earning nahi kar sakty hain is main ager ap ka 20 year ka bhi experience ha tab bhi ap ko forex ko learn karny ki need rehti he hai is lea ap ko achi education lay kar phir forex main kam karna chaheay.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X