Dear jab junior members trading mein Aate Hain To unko Bahut Si problem ka Samna karna padta hai lekin Jaise Jaise vah Waqt Ke Sath mehnat Karte rahte hain aur Apna Kam vetan Karte rahte hain aur is stage per pahunch Jaate Hain ki vah apni trading se Kuchh profit Hasil kar lete hain aur Apna account verify karvane ke bad Jab unko pahla profit withdrawal Karva lete hain to uski Baat unko bahut jyada encouragement milati hai Kyunki Kuchh Logon ki mind Mein yah baten hoti hai ki Ham profit Nahin Kama Sakte aur Agar Ham Ko profit Ho bhi gaya to ho sakta hai Ham usko withdrawal na Karva sake to Jab koi bhi Banda withdrawal Hasil Karta Hai To usko usse bahut jyada encouragement hoti hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим