What you do to control your emotions during trade?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1921 Collapse

    is main kam karna hai to learn kar k kam karna ho ga is forex main emotion ko control karna ho ga hum kamyab bi tab hi hon gay is main greed ko avoid karna ho ga aur phar hi trade ho saky gay aur plane karna ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1922 Collapse

      Emotion controls aike aisa factors hy k,,agr ap during treading emotion ko control nae kro gege,,tu loss ho kun k emotion control nae howa tu ao treading ma jald bazi kro,,or bana trend predict keya,,bana technical analysis,,or fundamental analysis ko bana jana hb b treading kro gy tu loss eho ,,so.jb b treading kro.Emotion control kro
      • #1923 Collapse

        g han is main hamain kam karna hai to is k rules ko follow kar k trade karni ho gi ta k loss na ho aur earning ho saky aur apny emotion ko control kar k trade karni ho gi ta k loss kam ho aur market main profit ho saky
        • #1924 Collapse

          G bhai g apki bat bilkul thake hy k humin chahye hy k hum forex mai apna emotion per kabo paker forex mai trading ker ke humin chahye hy k jub trading kerna lago tu emotion free ho saky sir
          • #1925 Collapse

            emotion ko control krna hum k liay is mai sub say zada zarori hota hai jis k bad say yehi kaam kafi zada helping ho jata hai jis k bad say is market ki move ment is tara say nahi hoti hia iss liay hum ko pher is main kaam krny main tension hoti hia
            • #1926 Collapse

              trading ko krny k time hum khud ko kis tara say safe kr saqty hain emotion less trading ko krny k liay hum ko is pay control krna kafi zada zarori hota hai kun k is k bagair hum ko moka nahi milta hai k trading ko kr saqty hian or in k liay ye subi kuch krna zarori hota hai
              • #1927 Collapse

                trading ko krny k time main humy kafi zada is baat ki care krni hai k koi b kaam ko is tara say nahi krna hota hai jis say ik trader ko is market main kaam krny k time loss ho saqta hai jis ki vaja say humy is main emotion say kaam ko nahi krna hai
                • #1928 Collapse

                  during trading is market say hum ko kabi loss ho rha hota hai or kisi time is say profit ko earn krna hum khud k liay mumkin kr saqty hain kun k yehi is market ki game hai laikin is main kaam ko kafi zada sabar say krna hota hai
                  • #1929 Collapse

                    G bilkul ham KO chahiy k apny jazbat ko control kar k forex trading karain aur yah na so chain k ham rato rat ameer banian belky aaram sy saber k sath forex trading karain is sy ham KO kafi faida ho ga
                    • #1930 Collapse

                      Sir forex may ap log trading may apnay ap hi emotion ko control kar saktay hain kisi nay kuch bhi nahi kerna hai kay ye kahatem ho jaye ye sab batain ap nay khud keni hai or is par kuch mehnat kare mind say kaam lay or dosron kay pichay na lgay thank u
                      • #1931 Collapse

                        humain emotions ko kabo kar kkay kam karna ho ga magr humain demo ko use kar kkay pracctice saay sabr say kam karna ho ga jis ay humain market main achi earning hasil ho sakay
                        • #1932 Collapse

                          bhai trade k dauraan emotions pe control krna chaeay q k jb trade loss mn ja rhi hoto bnda ghalt faisla kr skta h mtlb Clos kr skta hae ya phr stop loss move kr skta h issi wja see trade see pehly plan bna lo phr plan pe ammal kro.
                           
                          • #1933 Collapse

                            Emotion per control kerna difficult hai jab ap ko loss hota hai tu insan boht emotional ho jata hai or hopless hota hai apny loss ko pura kenry ki koshish kerta hai k bas kisi terhan se loss pura ho jaey or isi chaker men wo or zaada loss ker deta hai is leiy ager loss ho jaey tu market se out ho jao.
                             
                            Success is the Best Revenge
                            • #1934 Collapse

                              mery khayal say sub say zada important issue ya hai k hum es market mai emotional; ko control kray. hum emotional ko learning ki madad say control kr sakty hai. es tarah hum forex market begar emotion ky kam kray gy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1935 Collapse

                                g han forex trading mien apko chahiye ke ap is mien targets bana kar is mien trading karen aur is mien ap agar targets bana kar trading karenge to apko phir is mien loss nahi hoga aur greed bhi nahi hogi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X