What you do to control your emotions during trade?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1951 Collapse

    boht he axa swal h k hmen apny emotion kaisy control krna chay uska behtreen treeqa ye h ap us kaam ko achi tara sy sikhen jitna ziada sikhen gy utna he ziada ap experenc hasil kren gy. is min laalch bilkul b ni hona chaiy warna nuksan b ho skta h.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1952 Collapse

      ham is forum men continue profit lina chahty hn to hamen is men apne mehnat or struggle ko continue rakhne cahie,and jo kam cahl raha ha un same speed men chalana chaie,os lie hamen pane hard working ko continue krna boht impotant ha.
      • #1953 Collapse

        trading main emotion bouht hi zyda effect karta hai real accountmain trading k waqt humain kabhi be emtional nahi hona chahia humain hamesha proper money mangement k hisaab se trade lagani chaha trade ka lot size kam use karna chaha jis se hum apne emotion per kkabo rakh sakta hai
        • #1954 Collapse

          Humy chahye k hum during trade emotions ko zaror control kary q k profit aur loss to har business ka aik main part hota han agar kabhi humy is business loss bhi ho jaye to humy zyada tension nahi leni chahye bus ye koshish karni chahye k is business ka zyada se zyada knowledge gain karny phir hi hum achy trader ban sakty han.
          • #1955 Collapse

            Bro forex trading aik buhat acha online business ha jis sy ham isko achi tarah seekh k ar smjh k acha profit haisl kr sakty hain laken hamko trading k doran apny emotions ko control rakhna parta ha nahi to ham profit ki jaga loss kr k beth jaty hain is ma greedy ho kr nahi chalna hota
            • #1956 Collapse

              agar hum apny emotions ko control kar kay trading karen gay to he humari trading achi ho sakti hay so humay chahiey keh esmain sahi say market par focus karen ta keh esmain loss na kar saky
              • #1957 Collapse

                hamain apny emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aaur trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil ho saky gay aur demo main practice kar k hi hum earn kar saky gay
                • #1958 Collapse

                  hamain emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur trend ko use kar k hi trade karni h gi ta k achi trade kar skay aur pahr hi hum market main trade karny k kabil ho skay gay
                  • #1959 Collapse

                    trading ko krny kay time main humy market main kafi zada safety say kaam ko krna hota hai jis ki vaja say is say profit ko earn kr saqty hain bus yehi is market ki ik setting hain jin main kaam ko krna hota hai or hum is say earn kr saqty hian
                    • #1960 Collapse

                      su say pehlay tu apko apnay emotional ko control karna hi sekhna ho ga is kay bad apko trading ko start karnays ay pehlay forxe kay business kay saray rules ko read karna ho ga aur khass kar apko trade me tu apnay emotaiobnl ko lamzi hi apnay control me karna chaiy
                      • #1961 Collapse

                        G Bhai forex mai emotions ki koi jaga nhe hai hm jb bhi trade krty hain tou apne emotions ko control ma rakhna chahiye hai because es se hm loss k chances kam hoty hain me to trading krty wqt mined mai ye rakhta hon k emotions mjhe ziada advantage nhe dain gay earning k thats why I control my emotions and feeling.
                        • #1962 Collapse

                          Brother mara personal experience kahta hai ke ap ko demo py trade karo koe strategy plan kar ke phr ap results compare karen diffrent strategies ke jo ap ko acha lage us py ap shift kar jaen live py
                          • #1963 Collapse

                            Emotions ko control krne k liye experience plus knowledge ka hona zaroori hai aur market main trading ki timing set kar li jani chye her waqt market pe beithy rehne se greed hoga aur loss ki sorat main results samne aaega phle experience gain krain phr trade main apply krain apne emotions ko control krne k liye
                            • #1964 Collapse

                              agar hum forex trading main apny emotions ko control kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay bs humay esmain sabar say kam karna chahiey jald bazi main loss he hota hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1965 Collapse

                                Kuch khass ni bus normal trading karta hu or kabhi kabhi trading k sath songs sun leta hu ap ko bus apny upar control rakhna chahiye or sahi waqat ka wait karna chahiye ta k ap ko profit ho saky.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X