What you do to control your emotions during trade?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1081 Collapse

    ap ko apny emotion control kernay party hay kiyon ky forex par mein trading karta hon aur achi daily income made kar leta hon mein chata hon kay feature mein aik acha trader bano takay mein isi tarha good money made karta raahon is mein ap bhi achi earning kar sakay gyn lekin us kay liye ap ko mehnat karni paray gi .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1082 Collapse

      apney emotions ko control karna chahiye ta k is main ap ko loss na hojae aur ap over confidence trading k doran bilkul na hoya karain to thek hai.
      • #1083 Collapse

        han bhai sahi kha hai apnay ager kisi ka losshoujae to wo ghabra jata hai or aik alag sa khatka bhi lag jata hai or emotions feeel houti hai soo isko controul kerna kai liya thanda glass pani bhi pee sakte hou
        • #1084 Collapse

          agar forex mein trading mein apni emtional ku control karna chatay hain tu kosis karay es mein small volume se trade karay jaldbazi aur greedy na karay ap k liye better ho ga
             
          • #1085 Collapse

            mein apny emotion ko control kar leta hon aur forex aik good business hay aur fresh mind people is say fresh income made kar saktay hay kuch log tu forex ko seekhty hi nhi hay aur woh seedha live account par trading kar detay hay jis ki waja say un ka account bhi khtm ho jata hay mein forex say ab achi earning kar leta hn .
            • #1086 Collapse

              according to me my dear what i do i think about the dis advantages of moving with emotions and i have lost so much because of emotions so i think about that loss and then i dont make haste i think of that thing first then do it with confidence my dear
              • #1087 Collapse

                bhai trade zyada wrong way me jane lag jaye to us ke lye aap ko chahiye ke aap us ko cut kar den or chote chote tp wali aap 5 se 6 trades laga kar apna loss recover karne ki koshish karen takey aap ko us se achi recovery mil sake or aap ko us me loss bhi kam se kam hone ka khatra ho .
                • #1088 Collapse

                  its difficult sometimes to control emotions and get a hold on oneself but if we thing that controlling our emotion will give us more profit and minimize our risk more than we can hold it up.
                  • #1089 Collapse

                    Mery khyal main jab hum ziada sochty hay kisi bhi cheez kay bary main tab he humary emotions andar enter hoty hay so humay loss kay bary main worried nahi hona chahiey.
                    • #1090 Collapse

                      Sir forex trading aik risky business hay and es main mostly trader emotional ho kar trading main loss kartay hain, but hum apnay experience say emotional ko control kar saktay hain.
                      • #1091 Collapse

                        bro ap ka sawal bohet he acha hey jo ache trader hoty hen jin ko as bary me pta hota hey wo as ko control kr sakty hen
                        • #1092 Collapse

                          emotional aik asa problem ha jo har new trader ke liye aik bohat bara problem ha r 90% new trader is ki waja se apna account wash kar jate hate hain r mera ilm kehta hay k forex mein 2 hi tarha k emotions hotay hain "patience" aur "greed". to patience ko zara increase kar k greed per qabu paya ja sakta hay araam say.
                          • #1093 Collapse

                            Assalam O Alaikum, bhai g iss ka matlab yeh hota hai keh aap market main trade kartay huey greed nakaren aur little profits ka target hi rakhen aur daily ka ek target apnay liay choose karen aur profit earn karnay ke baad ziada trades nakren to aap ke liay behtar rehay ga.
                            • #1094 Collapse

                              yar demo account main mere imotion per toh koi farak nae parhta tha isliyay jab main live aya toh bht farak parh raha tha pher main main bonus kama kar live per he small lots utha kar trading practice karta tha aur usay mere emotoins per mainay kaafi control karlia
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1095 Collapse

                                dear brother jo log emotion par trading kartay hai our only emotion par who log success hotay hai our jo log emotion par use kartay hai success honay k liyeh really my who log successful trader hotay hai only emotion
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X