What you do to control your emotions during trade?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1831 Collapse

    well ye waqaee aik important baat hai jis ko apko zehaan main rakahna hota hai bs issi baat ko zehaan main rakh na chaheye k forex main jop greed ko ap-nae gaa us ka loss hona hai so ye apke apne oopar hai k ager ap u7s ko apna lain ge tou ap phaas jae ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1832 Collapse

      forex is an international business and many people do fores business and they are earning a lot of money from this business but it is also a risky business also
       
      • #1833 Collapse

        If you do forex business then you have to face a lot of risk in the fores business.So for this you have to be very careful and conscious about fores.you have to control your emotions and you have to control your greed
           
        • #1834 Collapse

          Case it is said that greedy is the piller to faild in the business so you have to control your greedy and then it is possible by you to make a good profit from the fores market place.
           
          • #1835 Collapse

            bhia ye buht he msuhkil kam ha bss ye ha k iss ma ap log apna relax rha krin tab he sis maap ko zed afaida ho ga or aap ko chya k aap cool rehy during tradade
            • #1836 Collapse

              Trading key doran to emotions ko control krna mushkil hota hy lekan agar aap trading start krney sey pehlay planning kar lain aur aik target bana kar kam lain to aap ko trading key doran ziada tension nahi ho gi aur aap without emotions trading ko jari rakh sakain gey. Hamain small investment involve krni chaheye takeh loss ki waja sey ziada tension na ho.
               
              • #1837 Collapse

                Jab ap firex ko 1 month ma use kr lty hain to jab trading krny lagty hain to apny emotion ko control rakhy ku ky is ma trading krty waqat ap ko losss be ho sakta ha rprofit be ho sakta ha is waja sy jab ap trading kren to emotion par control rakhy.
                • #1838 Collapse

                  Sir ager apnay apna profit lena hai ro ap loss say door rehna hai to apko is may apnay emotion say door hi rehna chahiey tab hi kuch hasil ho ga waisay nahi is kay liey ap log saber kare or mehnat kare jahan say bhi apko ilam milta hai usay hasil kare thank u
                  • #1839 Collapse

                    ager ap forex me trading karte he to ap ko apne emotions ko lazmi control karna chahiye es se ap ko trading karne me koe muskil nahi ho ge or an hi ap ko loss ho ga emotion ki waja se ap ko loss ho sakta he
                    • #1840 Collapse

                      hume trading ke waqt apne emotion ko control kerna chahiye or chahiye ke trading ke waqt hum greed ke bare me bhi na sochen kiyun ke greed or emotions forex ke sub sa bare dushman hen jo insan ko loss ki taraf le jate hen
                      • #1841 Collapse

                        gee bhai forex trading mein emotions ko control mein rkhna hota he aur kabhe trader ko emotional ho kar work nhe krna hota he kion keh trading mein proper work ke zaroart hote he emotional work krne ke zarorte nhe he aur apne trading ko ache experience se krein to boht faida hota he
                        • #1842 Collapse

                          agar hum trading ki learning par focus karen aur es trha knowledge enahnce kar kay trading karen gay to humary emotions bhi ziada distrb nahi hon gay kyun keh humay knowledge ho ga keh market humay acha profit day sakti hay aur aisay he hum esmain say earn kar sakty hay
                          • #1843 Collapse

                            jnab humain trading main apny emotionko control kar kay kam karna ho ga ta kay humain trading main loss nai ho saky or humain is main leanring kar kay kam karna ho ga ta kay hum tradinng main emotional na ho saky or success hasil ho skay
                            • #1844 Collapse

                              hamesha ap ko apne emotions ko control karne ke lye us ki bhi adat banani parti hai aik dam se kuch nhi hota lekin ahista ahista ap ki adat ban jati hai phir losses hone per bhi ap ka mind calm rehta hai or behtar tor per ap trading karne lag jate hain .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1845 Collapse

                                G han ap ne sahi kaha ha hmen is business me hmeshah emotions par cantrol karna chahe kyun k agr hm is business me emotions par cantrol kar k kam karty hain tu hm is business me loss se bach sakty hain or is business se hm acha earn b tb hi kr skaty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X