What you do to control your emotions during trade?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2011 Collapse

    Maen ny ik "babi pips forex " ki ik book parhi jo k bahot hi achi book hae to uss sy jo main ny seekha to wo ye k trader maximum loss apny emotional state ki wajha sy krty hain mtlb ik rule ko parha b hota hae mgr lalich men aa k uss asool k khilaaf trade laga dety hain aur trade findout krny aur lagany men emotions pe control ni krty balky laga dety hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2012 Collapse

      Main emotions ko control karny ke ley bahat hard work karta hon aur emotions ko control karny ke ley aik khas time par trading karta hon jab apny ap ko bilkul relex aur without Borden feel karta hon tab forex par kam karta hon. Emotions ko control karna forex main lazmi hai warna loss ke chancees bahat strong hoty hein
      • #2013 Collapse

        hamain jald bazi say avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur market main emotion ko kabo main rakh k hi hum sucess hon gay aur makret main rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur market main trade karny k liye hard work karni ho g ita loss kam ho saky gay aur market main greed ko avoid kar k hi hum run karein gay aur profit ho ga
        • #2014 Collapse

          Ham trading ka kam.jab kr rahay hoty hain or hamain loss hota hia to hamain chaye k us ki ziada tntn na lain or apny emotions pai kabu rkhain or apni trade ko ziada time dai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #2015 Collapse

            humain is main apny emotions ko kabo kar kay achy say kam karna ho ga jis say achi earning hasil ho sakti hay magr humain low risk main kam karna ho ga jis say market main kam karna kafi sai rhta hay humain dmeo ko use kar kay achy say ana ho ga demo main kam karna humary liye kafi profit able ho sakta hay loss km learning ho gi
            • #2016 Collapse

              forex main jub hum trading karty hain tu har mement main hmra emotion pahly he start ho jta hai es liye hmain chahye k apny emotion par control karen or aysa klarny se hmri trading main loss ka chnces zeyda hota hai es liye loss ko apni trading se door rakhen or apny emotion ko control raken or apni trading ko achi trading ki traf lany ki koshish karen
              • #2017 Collapse

                agar hum apny emotions ko control kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay kyun keh emotion ki zad main aa kar humari trading humay bohat loss ki taraf lay jati ha aur humay esmain khud theak say mehnat karni chahiey tab he hum esmain safe reh sakty hay
                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                • #2018 Collapse

                  Jab office pe trade kar rahe hote hain toh aapko trade ke dauran apne motion Karle usse market ke mutabik Rakhe mind fresh ho aur hard aap kaam market par ho to aap isme lazmi Kamyab Ban Jaate Hain
                     
                  • #2019 Collapse

                    Mere pyar mein agar traders emotions seyfried trade karna chahte hain toh unko chahiye ki volos ki tension Na Le aur usko part of business Samjha
                    • #2020 Collapse

                      agar hum apny emotions ko control kar kay trading karen gay to humari trading acchi ho sakti hay aur humay chahiey keh emotion ki zad main aa kar trading na karen kyun keh es trha humari trading sahi nahi ho sakti aur humay esmain loss ho sakta hay
                      • #2021 Collapse

                        Ye aik mushkil kam hy k apny jazbat ko qabon karna kyo k jab hamen kuch income hony lagti hy tou hum ziada kamany ke jazbat mein a jaty hain mai esko aisy qabo karo ga k mind banao ga k daily 5$ sy ziada earn nahi karna jis sy mera balance save rahey ga
                        • #2022 Collapse

                          sahi kaha janab ap ne waki men ham trading k wakt emotional ko control nhi kar paty hain ham chahty hain k ek din men hi forex say bahut profit hasel kar len jo is trah ki think rekhta hay wo kabi forex trading say kameyab nhi ho sakta hay wo is lye k greed hamesha insan ko barbad kar deti hay aur forex trading to emotional k sath jur hi nhi sakti hay hamen apny emotional ko control krna hoga aur apny future k dreams ko agar complete krna chahty hain to
                          • #2023 Collapse

                            Forex trading main hr bandy ka apna tareeqa hota hy k wo kistara apny jazbat ko control krta hy main trading k doran aik bat ko zehn main rakhta hon k agar abi main ny jaldi main trade laga di aur ziada profit ka soch raha hon to yeh na ho k mera balance mazeed km ho jay to is liy main hamesha apny loss ko bachany ka soch k jazbat p qaboo pa leta hon
                            • #2024 Collapse

                              Jahan tak mera opinion hai forex tarading men ham apne emotions ko control kr sakte hain.
                              Wo iss tarah k hamen forex trading men smaal smaal target achive krne chahiye hamen lalach men ni parna chahiye.
                              Hamen trading men monthly apne knowledge aur apne capital ko dekhte huye aik limit rakhni chahiye,uss limit se hamen over ni hona chahiye.
                              Hamen forex men trade less ni krna chahiye hamen strong signal ka wait kerna chahiye ta k ham trading men succes ker saken iss tarah ham apne emotions ko control kr sakte hain.
                              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2025 Collapse

                                Jab hamny trade lgai hoti hy to ham ko bhot zeada tention hoti hy ham hhot zeada us ki waja sy emotional my ah jaty hy jis ki waja loss ka bhi chanse ho jata hy our loss hota bhi hy ya ohr kam profit hota hy ham ko
                                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X