Knowldege and experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowldege and experience
    Knowledge or experience bahut important points hn kissi b chez k krny k liy sb sy phly ao k oas us chez ki information honi chahiy or phr us kam ko start kren lekin agr ap wohi kam ki dfa phly kar chuky hoty hn or ab ap k pas experience b bahut zyada hota h tu maximum chance hota h market k profit ko ao gain kr skty hn
    Is sy saaf zahir hota h knowledge or experience jitna zyada ho ga utna zyafa aoko faida ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Knowldege and experience

    Knowledge and experience donon bahut jyada important Hai Har Forex trader ke liye aur ine donon ki importance ko Ham ignore nahin kar sakte Kyunki knowledge or experience ke bahr trading ka koi fayda nahi aur jo trader knowledge or experience ****l Nahin Karte vah kabhi bhi Kamyab Nahin Ban Sakte isliye Hamen chahie ke Ham Apna knowledge improve Karen aur demo per Jyada Se Jyada practis Karke Apna experience we improve Karen Kyunki acche experience ke sath Thi Ham profit Hasil kar sakte hain main
    • #3 Collapse

      Re: Knowldege and experience

      hamy knolwedge gain kar k kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din maibe kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai agar lalachi ban ky kamk ary gy to hmay loss ho jy ga
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #4 Collapse

        Re: Knowldege and experience

        You are exactly right sharing knowledge and experience are compulsory atom of aap for army knowledge or experience trading Nahin Karni chahie Kyunki yah basic tool hain aur weapon Hai forest ka bagair tool aur weapon ke Ham trading Nahin Ja Sakte a forest Ka maksad Yahi Hai Ki hamare pass knowledge or experience Hona chahie hamare pass forest ka knowledge aur experience Nahin Hai To Ham kabhi bhi acche trader Nahin Ban Sakte aur na hi Apne trading se acche wale Aasan kar sakte hain knowledge and experience ke ki trading Ek Braham trading khilati hai aur yah Hamesha Hamen nuksan ki taraf nikal sakti hai
        • #5 Collapse

          Re: Knowldege and experience

          Assalamu Alaikum dear jab tak aapke pass knowledge nahin hai aur experience nahin hai aap kuch Karenge demo account per practice Karen Kitna Jyada aap demo ko time nahin hai itna Jyada market ko samjhenge ismein kam Islam aapko 6 mahine demo per Cantt news trade ko absorb karna chahie aur uske drawbacks Uske optiontown ko samajhna chahie timeframe ko samajhna chahie candle ko acchi Tarah samajhna chahie candles Mein Puri trade Ki Ek Kahani Chhupi hoti hai agar aap candle ko samajh mein Shuru Karenge to aapko trade ki samajh Aana shuru ho jayegi koshish karen ki aap ek time mein sirf ek friend ko kapde aur use per kam se kam Ek Hafta workout Karen aapko trade ki acchi Tarah samajh Jayegi ab Jyada train lagaenge to Aapka focus Nahin Rahega aur aapko tate ki Samajh Mein Nahin Aaegi
          • #6 Collapse

            Re: Knowldege and experience

            pak forex business mein knowledge or experience ke bhot ehmiyat hasil hay es liye work kerne se phly hamain learning kerne cheye jitna zeyda mehnat se kam kerty han utna haamin achi success bhe zror milty han es liye analysis or market ko watch kerne ka experience hasil kerna cheye then achi success bhe zror milty han ache learning kerne se zror achi earning bhe hoty han
            • #7 Collapse

              Re: Knowldege and experience

              Ji han bilkul theek Kare Baap forex business n knowledge or experience ka bahut hi ahmiyat Hasil hoti hai isiliye work karne se pahle Hamen learning karna chahie Jitna zyada Ham mehnat Karenge utna hi zyada Ham experience aur knowledge hassil kar sakte hain isiliye Hamen chahie ki Ham ismein acchi khasi learning Karte Rahe the tabhi Ham ismein Kamyab ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Knowldege and experience

                Forex mein trading se pahle hamen apne experience our knowledge ko increase karna chahie jisse Forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex mein ache experience our knowledge ki madad se hum ek ache trader bhi ban sakte hain aur ham loss se bhi bach sakte hain isliye Forex mein hamen trading se pahle jitni ho sake apne experience our knowledge ko increase karna chahie jiske liye demo account best hai isliye Forex mein hamen daily base par demo account ko use karna chahie aur zyada se zyada demo account per practice karni chahie.
                • #9 Collapse

                  Re: Knowldege and experience

                  ji han bilkul hamen forex business mein acchi tarah knowledge or experience ko Hasil karna chahie knowledge or experience ko Hasil kiye bagair Ham Forex mein Kam nahin kar sakte hamen chahie kya jyada se jyada mehnat Karen learning Karen knowledge or experience ko Hasil Karen tabhi Ham acchi tarah se trading karne mein Kamyab honge
                  • #10 Collapse

                    Re: Knowldege and experience

                    Ji han doston forex mein hamen bahut jyada knowledge aur experience ki ki jarurat hoti hai jiski Bina per Ham forex trading mein kamyabi hasil kar sakte hainlihaja hamen forex form per rahte hue kafi jyada ilm hasil karna chahie aur apne experience mein izafa karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Knowldege and experience

                      Assalam o alaikum.Knowledge aur experince donon hi experience ka hissa hotay hain aur knowledge aur experience jitna ziyada hoga utna hi ziyada hm apnay kam main kamyab ho sakain ga.Agar hum chahtay hain kay hum pak forex forum kay kamyab aur bahtereen traders ban na chahtay hain tu hamaray liya zaroei ha kay hum apnay knowledge aur experience ko ziyada karain tskay hamary earning bhi ziyada ho aur hum kamyabi ko hasil kar sakain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Knowldege and experience

                        G bilkull right asa hi ha is mein hamara jitna knowledge ho ga utny hi hmara profit bhi ziada hoga or dosri traf loss k chances bhi kaam hongay or is main hmay long or short dono hi trade krnay chahye or loss sy bhi ghabrana nhi chaye q is sy bhi knowledge mein izafa hoga or next time apko loss k baray m knowledge hoga to ap loss sy bach kr profit ki traf ja skay gay islia hmay mahnat or sbr sy kaam lena chahye or jitni ziada mahnat hogi utna hi ziada apky knowledge m izafa hoga or profit bhi bray ga or loss k chances bhi khatam ho jay gay islia hmay mahnat krni chaye
                        • #13 Collapse

                          Re: Knowldege and experience

                          Dear forx member knowldge and experience both are important factor in forx or ye dono tbmilty hn jb hm forx ko time daty hn is pa fully focus krty hn ziyda sa ziyda post krty hn tb hm knowldge gain kr skty hn bar bar jb ak kam kia jay to experience b a jata h jis sa success milti h mhnat sa hard work sa kamyabi milti h jasy khty hn paractise makes man perfect start mjb experince ni hota tb hm mistake krty hn jo loss dati hn but jb experience brh jata h tb profit milta h
                          • #14 Collapse

                            Re: Knowldege and experience

                            hamari trading Mein Forex ka knowledge bahut zyada zaruri hota hai agar Ham zyada mehnat kar ke forex market success hasil Karte Hain to usse market Mein hamen kamyabi milti Hai trader ko hamesha profit Hasil karne ki koshish karni chahiye aur zyada experience Hasil karna hoga kyun ke zyada experience aur profit ki wajah se Ham hamesha kamyab hote hain aur successful hone ke liye hamen mehnat karni chahiye mehnat hamari liye bahut zyada zaruri hoti hai agar Ham zyada se zyada experience karke mehnat karte hain to market Mein hamesha kamyabi milti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Knowldege and experience

                              Forex main humaaari kaamyaabi ka daaromadaar humaaray knowlege or experience par hotaaa hai is main hum jitnaaa zyaada demo ko or forum ko time den gy utnaaa hi zyaada humaaray experience main or knowLedge main izaafa hogaaa q k demo par kaaam kar k or practice kar k hum baaaa aaasani market ko samajh saktay hain or trading k baaray main kaaafi kuch seekh saktay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X