loss ke reason kya hai forex trading me?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: loss ke reason kya hai forex trading me?

    Pyary bhai forex trading mein loss ki kafi saari waja hoti hain sab se pehly tu forex ki learning aur practice complete na hona,aur demo account par practice na karna aur achi planing se trading na karna , emotion par control na karna aur trading lalach se karna,is k ilawa money management se kam na karna kabhi lot bari laga lena tu kabhi over trading karna aur stop loss na lagana tu dear ye bahut saari waja hoti hain jin ki waja se trader ko loss hota hai is liye loss se bachny k liye har tarha se mehnat aur hardworking karyn aur knowledge aur experience hain karny k bad trading karyn tu apka loss kam hoga aur profit hony lag jaye ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: loss ke reason kya hai forex trading me?

      Assalamau ALiakaum my dear bhai jan ap ne bahut he acha sawal kiya hae main ap se agree karta hun forex aik trading business hae or trading main apko pata he hae ke selling hote hae or buying hote hae to forex trading main ap kisi bhe currency ya ommodity ko sell karte ho or wo buy main chale jate hai to is ka matlab trade apke against gy hae jis ke waja se apko loss ho jata hae lakin ap agar ache tarah se market ka analysis karte ho to ap is main ache tarah se isko seekh bhe sakte ho to sab logon ko cahiye ke wo is main mehnat karen ache trah se acha kam karen take un ko kabhe bhe loss na ho agar wo apne analysis ko strong kar lete hain to wo is main apne loss ko asani se cover kar sakte hain

      اب آن لائن

      Working...
      X