loss ke reason kya hai forex trading me?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ke reason kya hai forex trading me?
    ASSALAM.O.ALIKUM dear members mera ap sb se ye sawal hai ke hame jo loss hota hai to main reason ka hai loss hone ki???????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ke reason kya hai forex trading me?

    Thodi der pahle Mera account Vasu aur mujhe lagta hai sab se jo big reason Hai account watch hone ki Jalan hone ki Hoti Hai money management aur usse bhi important Hota Hai Hamara stop loss jab tak Ham apni trading Mein Mani ko management Ke Apna lot size small Nahin Karenge aur Star Plus live is Nahin Karenge Mera account was hone ki sabse donon important factors Yahi Hai Thodi Der pahle Jo Mera account was Hua usmein stop loss nahin tha aur usmein money management zero Thi Main Ek Hi currency pair per maximum trade Li Thi Aur Big Lot size ke sath Ham Logon Ko small large size 7 aur stop loss ke sath trading karni hai
    • #3 Collapse

      Re: loss ke reason kya hai forex trading me?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Shehzada44 پيغام ديکھيے
      ASSALAM.O.ALIKUM dear members mera ap sb se ye sawal hai ke hame jo loss hota hai to main reason ka hai loss hone ki???????
      Dear jab aap Forex Q per kam kar rahe hote hain post Aur Ka to Ek to aap Jab trading ki taraf To bacchon Nahin dete aur apni learning Nahin Karte to ec2 Sabse Badi bacha aapke knowledge ki Kami hoti hai aur dusri Badi vajah yah hai ki aap demo account ke upar practice Nahin Karte jawab demo account per practice Nahin Karte to jawab Diya account direct kam Karte Hain To Chhoti Moti mistake Ho Jaise aapko loss ho jata hai aur sabse aur bada lasi hai vajah yah bhi hai ki aap market and ko bagair samjhe market trend aur kiye kam Karte Jaate Hue is tarike se aapas mein last Mein Jata Hai market Mein trading karne ke liye pahle aapko market trend samajhna Hoga tabhi aap Kamyab ho sakte
      • #4 Collapse

        Re: loss ke reason kya hai forex trading me?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Shehzada44 پيغام ديکھيے
        ASSALAM.O.ALIKUM dear members mera ap sb se ye sawal hai ke hame jo loss hota hai to main reason ka hai loss hone ki???????
        G baai bhai mere loss mein loss ki Mel vajah yah hai ki Ham ismein jaldbaji ke sath kam karte hain ya nahin koi bhi trade open karne mein hi jald baji kar lete hain ya per usko close karne mein jaldbaji kar lete hain Agar Ham apni jaldbaji per control Karen aur sabar ke sath ismein kam Kare to hamen kabhi ismein loss nahin hoga aur mere khyal mein yahi men vajah hai loss karne ki.
        • #5 Collapse

          Re: loss ke reason kya hai forex trading me?

          dear friend forex trading mn loss ki bahot c wajoohat ho skti hn lekin meray khial mn ziada tr traders ko loss jald bazi ki waja sa hota ha keun k jo log forex trading mn profit k lalach mn baghair sochay smjhay trade lganay mn jald bazi sa kam letay hn to aksr unki trades loss mn he jati hn
          • #6 Collapse

            Re: loss ke reason kya hai forex trading me?

            koi reason hoti hy hmari mistakes sey hi to hamin loss hota hy iss liy hamin chahiy keh ham ziada sey ziada mhnat krein phly trading seekhin demo ko use krein uss key bad hi apko yhan sey achi earninig mill sakti hy aour apko apni trading sey faida hoga aour ap ko experince acha hony per loss itna ziada hoga...
            • #7 Collapse

              Re: loss ke reason kya hai forex trading me?

              Mehnt na krna, sb sa barah reason hai loss ka, hamain loss sa bachna k liya mehnt krni chahiyh becz mehnt mai azmt or brkey hti hai, hamain chahiyh if loss ho b jay tu us ko recovr kr lain
              • #8 Collapse

                Re: loss ke reason kya hai forex trading me?

                Loss ka reason forex trading may jaldy jaldy zayada profit laynay ki koshish hota hay. Jab traders laaluch kertay hay to he unhay loss hota hay. Forex trading mai jo loog araam araam say trading kertay hay unhay loss nahi hota aor agr ho bi jata hay to bohat thora he hota hay. Traders ko trading may loss nahi kerna chahiye phir un ka axha business hota rehta hay jiss say earnings axhi hoti hay
                • #9 Collapse

                  Re: loss ke reason kya hai forex trading me?

                  dear g han ap nay acha swal kia hay is main ham ko chye ho g k ham is main kabhi bhi lalach ko mind main set ker k apnay kam ko nahi karna ho g is main ham ko achay say acha kam ko ker k he apnay kam ko last tak improve karty rahna ho ga gar ham is main aisa karty rahtay hein to bqad main ja ker k he ham ko kamybi gain ho sakt hay is main ham ko hemat nahi harna ho g last tak apnay hard work ko jaery rakhay rahna ho g .
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ke reason kya hai forex trading me?

                    Forex trading mein loss ki reason knowledge ki kami hai agar hum forex mein apnay knowledge ko improve kerain gay tou humain forex mein kamyabian milain gi aur humain forex mein achi income ho jati hai iss lye aap ko chahyea kay aap forex mein mehnat sae kaam kerain ta kay aap ko achi income ho yahi aap ka apna business hai
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ke reason kya hai forex trading me?

                      Dear member acha thread pocha hay ap ne k trading main loss ki kia reason hain.Trading main loss ki reason aksar kam mehnat karna aur phr agar mehnat ki bhi hay to information ka sahi na hona hay aur baaz auqat aisa hota ahy k ham knolwledge ko sahi se apply nhn kar paty hain aur nuqsan ho jata hay is liy ham ko chahiy k ham jab bhi kam karyn seekh kar karyn......
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ke reason kya hai forex trading me?

                        dear forex men loss ki buht c wajuhat hen jin men sb sy bri wjah experience ka na hona agr hmary pas experience nhe hoga to hum ko es men loss he hoga esi trh agr hum es men lalch kren gy aur jaldbazi jesy kam jb kren gy to hmen nkami he mily ge aur hum jb esko sekhy bghair he kam kren gy to humko es men loss he hoga aur hmen nkami mily ge
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ke reason kya hai forex trading me?

                          Forex trading mein work karne ke liye ek acche member ko accha knowledge or experience hona chahie... Forex Mein hamesha vahi Banda achcha consider kia jata hai uske bad achcha experience knowledge aur information Ho.... Aur forex Mein business Karne wale logon ko hamesha tabhi loss hota hae jab unko experience knowledge aur information ki kami hoti hai ... Experience or knowledge ki kami ke alava jab ham forex trading karte waqt jaldbazii aur lalach ka shikar hote Hain tab hamen loss hota hai.... hamen khud ko loss Se bachane ke liye sab chijon ko follow karna parega...
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ke reason kya hai forex trading me?

                            loss ki reson ya h k hm bht zada jald bazi kar laty hy treading k trend k motabik km r apni marzi sy zada chlty hy jis vja sy hm tukka llach lagaty hy hmt kafi loss hta ha hmy soch k analyses kar k treading karni chahiy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss ke reason kya hai forex trading me?

                              forex ma loss ki asal waja big lot size ka use krna hai q k forex jb forex ma ak bar loss krty han to hm apny emotions pr controle ni sak pata to hm big lot size ko use krty han jis sy ham apna sara belance zaya kr daity han forex ma hmy loss sy bachny k lia hmy is ma trade ko manage kr k lagan ho ga tb hm forex ma kamyab ho sakty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X