Forex mein humari naakami ki wajah kya ho sakti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein humari naakami ki wajah kya ho sakti hai
    Forex mein hum mein sae aksar log naakaam hain lakin woh iss mein apni naakaami ki wajah ko talash nahin kertay hain jis ki wajah sae woh forex mein apna waqt hi zaya ker rahay hain mere khayal mein tou forex mein humari naakaami ki main wajah forex ka knowledge na hona hai aur hum iss ko seekhnay ki koshish bhi nahin kertay bus hum chahtay hain kay kisi na kisi tarah hum forex mein kamyab ho jayain aur humain achi income hoti rahay aisa na kerain aur forex ka knowledge hasil kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein humari naakami ki wajah kya ho sakti hai

    Agar Ham apni nakami Ki Baat karen to Forex Mein sabse important chij Jo Hamen na Kami Mein kargar sabit Hoti Hai To yah hai ki Ham kam karne se pahle Uske bare mein knowledge Nahin lete hain aur Agar hote hain aur koshish Karte Hain Ki shortcut ke liye Jyada Se Jyada nahin kar Saken lag Jaate Hain lag Hain especially Jo beginners hote hain Unki Ek koshish hoti hai vah bahut jald Jyada Se Jyada aadami Karya kar Saken Mana ki Hamen sabse pahle Iske bare mein Achcha knowledge or experience Shastri karna hoga FIR Uske bad Ham ismein successful ho sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein humari naakami ki wajah kya ho sakti hai

      hmari nakami ki bht si wajooohat ho sakti hein aik to ham phly kaam ko achy sey smjnuy ki koshish nhi kerty juldbazi mein kaam kernuy sey bhi nakami ho jati hy iss key ilawa greed bhi hy just ham earninig ka to soch rhy hoty hein jis ki wja sey without learninig sey kiy jany waly work mein bhi hamin nakaami ho jati hy mazeed bhi hmari mistakes sey hamin nakami hoti hy.
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein humari naakami ki wajah kya ho sakti hai

        Ji han Hamare na kam hai ki Bahut Si majbut ho sakti hai Hamen pahle kam ko acche se samajhne ki koshish Nahin Karte jaldbazi Mein kam karte hain tab bhi Ham Asmina kam ho Jaate Hain pk Forex Mein mehnat karne wale log hi Hamesha kamyabi Hasil Karte Hain Jo log kamyabi Hasil Karte Hain wo Log mehnat aur work ko acchi Tarah Se time Dete Hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein humari naakami ki wajah kya ho sakti hai

          forex main humari nakami ki wajah post limits ka pora nab krna ho skti hy
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein humari naakami ki wajah kya ho sakti hai

            jub hum forex main learning nahi karty hain or hamen forex k about zeada ilm bhe nahi hota hai isky sath he hum forex ko study bhe nahi karty hain to hum kabhi bhe kamiyab bhe nahi hoty hain na he achi earnings bhe gain kar sakty hain ..hum sub ko forex main bhot mehnat karni cheye or hum sub he bhot mehnat kar k he kamiyab ho sakty hain or bhot achi earnings bhe gain kar sakty hain,.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein humari naakami ki wajah kya ho sakti hai

              freaks Mein Aksar Jo Na Kami ki vajah Hoti Hai Hoti Hai Ke Ham Kya Karte Hain ki lalach karna Shuru kar dete hain aur Lala ke sath Ham jaldbaji FIR kah Dete Hain aap jaldbaazi ke sath sath Ham emotional Ho Jaati Hain aur ham Jaise hi Kuchh thoda bahut prapt Hota Hai To Ham usko control nahin kar sakte Tu ISI Tarah agar aap sab ISI Tarah kam kar rahe hain agar aap Kisi taraf se nuksan ho raha hai to aap Aisa kam Karen ki jisse aapko fayda ho aur nuksan Na Ho To ISI Tarah ke tarike se aap inke Baton ko note Karen Baton Ko Chhod Chhad ka aur new tarike se kam Karen jo ki aapko fayda De sake
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein humari naakami ki wajah kya ho sakti hai

                Forex mein hamari nakami ki vajah yhe ho sakti hai ki ham humko humko acchi tarah Se Kar nahin karte isliye hamen ismein na kami hoti hai agar Ham iska humko acchi tarah Se Kar aur da apna target pura Karen to hamen achcha hi weekend per bonus hasil ho sakta hai aur ham daily basis per achha profit gain kar sakte hainjitna Jo hamare pass knowledge hoga vah bahut hi kam hai hamen chahie ki ziada Se ziada iske bare mein jaane aur accha bouns r profit gain Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein humari naakami ki wajah kya ho sakti hai

                  Ap nay bahut acha topic creat kea ha forex mn kamyabi mehnat say milti ha aur agr hum mn say koi forex mn nakaam ho raha ha to baye usko time aur pesa zaya krnay k forex mn nakami ki vja dhondni chaheay na k aisay he blind trading krni chaheay. Forex mn jb tak hun setp by step apni khamion ko remove nai krain gay tb tak hum aik achay trader nai ban sktay. So yeh zaruri ha ha k nakami ki vja ko talash kea jaye aur us pay home work kr k usko door krnay ki koshish krni chaheay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein humari naakami ki wajah kya ho sakti hai

                    Forex me hamari nakami knowledge ki kami aur experience ka na hona ho sakta hai aur hum bohut nuqsan es hi ki waja se uthate hen. Forex Trading aik karobar hai aur is me profit aur loss dono ho jate hen. Lekin hum ye business sirf profit hi ki neyat se karte hen. Lekin baaz dafa hamen loss bhi ho jat hai. Loss k aam tawar pe chand common se wajohat hai jis ki waja se ye hota hai. Market analysis aur news k bagher trading karna, trading hamari analysis k opposing hone pe hamara emotional ho jana aur mazeed nuqsan karna, lalach me a kar kam profit na lena aur ulta nuqsan ho jana. Overtrading kar jana. Take Profit aur Stop Loss ka options na lagana. Ye chand aik wajohat hai nuqsan hai jos ki waja se nuqsan ho jata hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X