Forex mein hum mein sae aksar log naakaam hain lakin woh iss mein apni naakaami ki wajah ko talash nahin kertay hain jis ki wajah sae woh forex mein apna waqt hi zaya ker rahay hain mere khayal mein tou forex mein humari naakaami ki main wajah forex ka knowledge na hona hai aur hum iss ko seekhnay ki koshish bhi nahin kertay bus hum chahtay hain kay kisi na kisi tarah hum forex mein kamyab ho jayain aur humain achi income hoti rahay aisa na kerain aur forex ka knowledge hasil kerain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим