greed se bachna na mumkin hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    forex trading mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai greedy ho ker trading nahi kerahe kuin ke greed app ko market mai ache earning kerke nahi dege.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      dear ap na bhot achi post start ke jo ka bilkul reality pr depended ha ab issue yeh nhn ha ka greed na ho dear profit ke greed e to ha jo hum log yeh kam kr rha hn wrna shoek sa to koi nhn khpta es ka ander greed control krna and 1 khas hd tk rakhna ka e issue ha
      • #93 Collapse

        Ye tu ap depend karta hy k ap trading karty greed karty hy k nhi aur ap ne theek kaha hy k trading karty hwy greed aa jata hy likn agr hum trading karty hwy stop loss aur take profit ka use Karen aur ap apna daily ka aik target set Karen aur us ko jab hasil kar Len tu trading na Karen tu is tarha greed se bacha ja sakta hy
        • #94 Collapse

          Forex trading aik online world wide business hai aor aik best earning place hai every person k lye es lye forex me greed sa save rehna na mumkin hai but agr hum greed krty hain tu humy many loss ho skta hai es lye greed sy buchny k lye every trader ko chahye k zyada sy zyada knowledge earn krna chahye aor phr confidance k sath trading krni chahye ta k greed sy buch sky
          • #95 Collapse

            ma aapki bat se bilkul agree nh krti agr insan chahy to boht aasani se greed se bach sakta hy usky liye main chz ek to patience or dosra positive thoughts ka hona must hy isiliye kbhi b aapko greedy nh ban'na chahye ye hmary rab ko bhi na pasand ha.
            • #96 Collapse

              Brother ap ny baat to sahi ko ha.but apny emotions par controll karna parye ga.q k greed ki waja dy bout nuqsan ho skta ha forex main..so hmy try karni chaye k greed na karye wesy bi lalach buri bhala ha
              • #97 Collapse

                yes greed humein nuksan pahunchaty hay aur is say bachna chahye greed ko avoid kerna thora mushkil hay lekin practice time aur experience say humein greed aur apnay emotions control kernay ajatay hain aur hum achay aur successful trader ban saktay hain.
                • #98 Collapse

                  aslamo_alikum janb mary lhyal ma koi kam muskil nahe hota ha agr hum karna chy to agr hamra dil ha to ya greed ky chez ha yar serf forex ma he nahe hum ko koi be kam ho is ma greedy nahe karna chy ku kay wasy be ap nay suna ho ga lalch buri bala ha agr hum greeedy ho gay to is ka nuksann hamy ho ohtna pary ga is ly bhtar ya he ha apny emotion ko controal rhky ok...
                  • #99 Collapse

                    G dost ap theek kehty ho k greed se bachna mushkal hai pr na mumkin nhi hai hr bundy ko forex me trading krte howe ye lagta hai k agr yahan pr limit laga don tu bohat faida ho gha pr us wqt hum ny markeet ko sumjha nhi hota aor laalich me aa kr aik ghalt limits se sb loss kr lety hain greed se buch kr hi ap aik achy tradar bun sakty ho werna nhi
                    • #100 Collapse

                      dear friend me yeh samajhta hun ke forex trading mein jab ham trading karte hain to hamare dill lalach ajaati hai lekin hamen apne emotions per control kerna chahye or apna rujhaan trading per lagana chahye.
                      • #101 Collapse

                        Greed kafi bara nuqsan dilata hai is greed ney mujhe bhi kafi nuqsan phounchiya hai mien ney bhot sara paisa ganwa dia hai ab ja key pir jab is forum per posting kar key deposit karney key barey mien mujhe pata chala hai to yeh forum join kia hai.
                        • #102 Collapse

                          dear ap jab es business mai greedy nature k sath aao gy k ap ne es mai aik he din mai earning krni hy tu os se ap ko loss he ho skta hy lehaza sp seekh aur smjh k kam kro...
                          • #103 Collapse

                            no dear main ap ki is bat se agree ni kerta ager aik trader k pass forex trading ka perfect knowledge ho to wo to wo greed se achi trah avoid ker sekta hai aur is business se faida utha sekta hai kuin k forex trading ko ager mehnat ker k start kia jay to is se trader little money k sath b achi trading ker sekta hai aur huge profit earn ker sekta hai.
                            • #104 Collapse

                              han agr ghor se dekh k market ko sell and buy kr liya kry to bohut achi tred kr sakty han signal pe bharo na krain to baher hai ton koi tention no ho km krny me demo se trdng kro pahly
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                dear greed buht se insaano mein ho sakti hai kisi mein km or kisi mein ziada but forex ek business hai or koi aqal mand insaan business ko greed se run nahi kr sakta is liye forex ko bina greed k chalana krna chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X