greed se bachna na mumkin hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed se bachna na mumkin hai
    my dear mujhe tu lagta hai k forex me greed se bachna na mumkin hai kiun k trading karte howe greed lazmi atti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    I think agr forex may ap success hna chahty hyn aor es sy behtreen sy behtreen earn krna chahty hyn to ap es may greed ko control kryn ta ky es sy ap kam kr ky profit earn kr skyn.
    • #3 Collapse

      Yes Brother You Are Absolutly Right Greed Is A Very Bad Habbit How Those Control Their Greed Always Succed In Thire Life......
      ʜᴇᴀʀᴛ ʜᴀᴄᴋᴇʀ :o :cool:
      • #4 Collapse

        Bilkul brother insan lalach mien zaror aa jata hai mgr a successful and good trader never greedy this thing makes difference between good trader and bad trader always shows patient in Foerx trading then your will be succeed in forex market :)
        • #5 Collapse

          Lalach se bachna na.mumkin tu nahi lakin mushkil zaroor he kio ke jab bhi hum trading kartay hain lalach lazmi aati he lakin hamain apna rule banana chahiay.
          • #6 Collapse

            aslam o alaikum dear g nhe ye bat to galat hai ap khud pay control karen gay to greed khud ba khud khtm hojay ga
            kio k aik insan kbhi nhe chahy ga k usay nuksan ho iss lia nuksan say bachna to greed ko khtm karna hoga
            • #7 Collapse

              Assalam-O-Alaikum jii nahi bhai jii ab aisa be nahi hey key ap forex trading me greed say nahi bach saktey is key liye ap ko patience say kam lena hoga aur yehi to sabhi achey traders ap ko btaney ki koshish kjartey hen asal experience he laluch say bachna hota hey.
              • #8 Collapse

                my dear brother asa bilkul nahi ha hey key ap forex trading me greed say nahi bach saktey-is key liye ap ko knowledge say kam lena hoga aur yehi to sabhi achey traders ap ko btatay hen asal experience he laluch say bachna hota hey
                • #9 Collapse

                  mere bahi je se k ap ne kay he k greed se bachna na mumkin hai to mere bahi bahat ye he k gred se bachna na mumkin to nahi he k mere bahi agar hamare bas eek hajja knowldge or experience ho ki to ham greed se bach sak the he.
                  • #10 Collapse

                    you are right.greed greed is not good for forex. if you greed here your loss is must. so please do not greed in forex. just try to earn our desired money
                    • #11 Collapse

                      dear greed sy forex nai hoti ...jo greed krtay hain un ko result bhi pata ha kya banta ha....so ya kam experience aur hard working mangta ha....so sabar k sath krain ...barket hoti ha....greed is a curse
                      • #12 Collapse

                        han dear bilkul has tor per jo new hai un k leyeh tu na mumkin hai hmy chahiyeh nebnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty jsin kr firex wirkd ks bedt kasm hai hmychabiysh mehat hry zauda sy zaida tub e ksnyab ho snty haibu
                        • #13 Collapse

                          my swweet brother greed humein nuksan pahunchaty hay aur is say bachna chahye greed ko avoid kerna thora mushkil hay lekin practice time aur experience say humein greed aur apnay emotions control kernay ajatay hain ap es may greed ko control kryn ta ky es sy ap kam kr ky profit earn kr skyn.
                          • #14 Collapse

                            forex mein hum greed sy bach sakty hai agar hum apni greed py qabo pay yani cantrol kary q ky ye hum py depend karta hai ky hum kitna acha kam kar sakty hai q ky hum jitni mhenat kary gy humy hamari mhenat ka utna hi sila mily ga es liye humy apni greed karny ki adat ko cantrol kary
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex main hama9in greed see bachna chahye es see hamain bohat faida fai or haaam es main bohat zyada earning kar skty hai hamain forex main aa kar lalich nahi karnmi chahye q kay es see hamain bohat zydada loss hoo skta hai.,.,

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X