Forex trading aik risky business hai jismein profit ke sath hamen loss bhi hota hai aur Forex mein kuch log profit ko to achi tarah accept kar lete hain lekin Forex trading mein jab inko loss hota hai to inko Forex trading mein profit ki tarah loss ko accept karna mushkil ho jata hai to jiski wajah se Forex mein woh nakam ho jaate hain Kyunki main kamyabi hasil karne ke liye loss se learn karna hamare liye bahut hi zaruri hai Kyunki Forex main hum loss bahut kuch sikhate hain aur jisse Forex mein ham himmat aur lagan ke sath work karte hain isliye Forex mein ek acha trader hamesha apni trading mein profit ki tarah loss ko bhi accept karta hai jiski wajah se woh hamesha kamyab rahata hai sirf yah nahin hai ki Forex mein ham profit ko accept Karen yah hamari kamyabi hai balke yah bhi kamyabi hai ki Forex mein ham loss ko bhi accept Karen.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим