Aik hi position pe zyada trade na lagayen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Aik hi position pe zyada trade na lagayen

    Assalamu Alaikum
    Nahi sometimes ap ko an hi trade pay profit zayda mil raha hota hai us waqt ap zayda trade different currency pairs pay open na karain balkay new pairs pay tab open karain jab dusray chart ko b study kiya ho
    Thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Aik hi position pe zyada trade na lagayen

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanakalsom1166 پيغام ديکھيے
      Forex Trading me mukhtalif trading ho rahi hoti hai. Koi value up ja rahi hoti hai to koi neche. Hum apne analysis k mutabiq aksar trade lagate hen lekin jab dekhte hen k value hamre analysis se bhi zyada change ho gaye hai. To hum jaldi jaldi me high position pe sare trade akhate hi laga dete hen k ho sakta hai ye us ka akhari turning point ho. Lakin zyada ta aisa nahi hota aur value mazeed apna safar opposite side pe jari rakhti hai. Aur aksar us waja se hamen bohut zyada nuqsan uthana par jata hai. To humen ye nahi dekhna chaheye k hum apne sare k sare trade us position pe lagayen k ho sakta hai ye turning point ho bulke kuch trade laga k baqi wait karen aur trade ko sambhal hone deya kare k wo kis muqam tak jata hai aur hamen keya melta hai.
      g haan bilkul humein is mein ek hi posrition per bar bar trade nahin karni chaiye is se humein is mein loss hota hai agar hum is mein apni position change karte hain toh hum is mein trading karte huwe kamyab hoty hain is mein kamyabi ke liye mehnat karna buhat zaroori hota hai jab trader is mein mehnat karta hai woh woh hi is mein experience gain karta hai aur is ki waja se use ko buhat kamyabi milti hai unke pas is ka buhat knowledge hota hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Aik hi position pe zyada trade na lagayen

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanakalsom1166 پيغام ديکھيے
        Forex Trading me mukhtalif trading ho rahi hoti hai. Koi value up ja rahi hoti hai to koi neche. Hum apne analysis k mutabiq aksar trade lagate hen lekin jab dekhte hen k value hamre analysis se bhi zyada change ho gaye hai. To hum jaldi jaldi me high position pe sare trade akhate hi laga dete hen k ho sakta hai ye us ka akhari turning point ho. Lakin zyada ta aisa nahi hota aur value mazeed apna safar opposite side pe jari rakhti hai. Aur aksar us waja se hamen bohut zyada nuqsan uthana par jata hai. To humen ye nahi dekhna chaheye k hum apne sare k sare trade us position pe lagayen k ho sakta hai ye turning point ho bulke kuch trade laga k baqi wait karen aur trade ko sambhal hone deya kare k wo kis muqam tak jata hai aur hamen keya melta hai.
        Jo log ek hi post per Jyada thand Lagate Hain unko kabhi bhi Kuchh Hasil Nahin Hota Park Raksha form per Ham Ek post per Jyada third Nahin Laga Sakte Bal ke Hamra Ganna Ke Sirf 4 thread hi create kar sakte hain par Prakash form mein jyada post ki ahmiyat hai aur usse Jyada ladkiya Niyat Hai Lekin post Jyada share Karni chahie.

        اب آن لائن

        Working...
        X