Forex Trading me mukhtalif trading ho rahi hoti hai. Koi value up ja rahi hoti hai to koi neche. Hum apne analysis k mutabiq aksar trade lagate hen lekin jab dekhte hen k value hamre analysis se bhi zyada change ho gaye hai. To hum jaldi jaldi me high position pe sare trade akhate hi laga dete hen k ho sakta hai ye us ka akhari turning point ho. Lakin zyada ta aisa nahi hota aur value mazeed apna safar opposite side pe jari rakhti hai. Aur aksar us waja se hamen bohut zyada nuqsan uthana par jata hai. To humen ye nahi dekhna chaheye k hum apne sare k sare trade us position pe lagayen k ho sakta hai ye turning point ho bulke kuch trade laga k baqi wait karen aur trade ko sambhal hone deya kare k wo kis muqam tak jata hai aur hamen keya melta hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим