loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.
    Profit and loss har karobar mein hoty kyo ky inky bagair karobar ka wajood he nahi hota. Loss ka samna har trader karta apne trading career ky start mein lakin jo loss sy sabak sekhty wo kamyab ho jate hain. Zyada tar traders mein loss bardasht karne ke salahiyat hoti nahi isliye nuksan milte he trading sy dur hote. Is liye trader ko chahiye loss ky baad or mehnat kry or loss ko convert kry profit mein jisy confidence zyada hoga kyo ky ye kamyabi ke taraf ka aham tareen kadam hy.
    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

    Forex Trading me loss aik lazmi amal hai. Lekin us se hamen lazmi sabaq seekhna chaheye aur apni kamyabi k leye us ka istemal karna chaheye. Loss aur profit har karobar ka lazmi juzz hai. Forex trading me risk bohut zyada hone ki waja se hamen is me loss ka bhi samna karna par sakta hai. Lazmi nahi k loss sirf hamari ghaltibki waja se ho bulke bazz dafa hamare analysis thek bhi ho sakte hen aur hum ne jo calculation ki hoti hai wo bhi thek ho lakin achanak se market me changing ho sakti hai jis ki waja se hamen loss ho. Lekin hamare leye faida ki baat ye hai k hum tab hi kamyab hongy jab hum us loss pe qaboo pa lengay. Aur ache trader ki tarah positive mind se trading jari rakhen.
    • #3 Collapse

      Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

      agar hum kamyab hona hain to hamy learning gan karne ho ge hamy loss ky bqd saber karna ho ga or hamy next time apne mistakes ko avoud kar ky kam kanr aho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai 24 ganty mi sy kese be wakt ka time tbale baana kar kam kr sakaty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time b e kam kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

        Hum loss ki waja say apni kai mistakes say waqif hoty hain or in mistakes ko khatam karny ki koshish karty han ta keh next trade main hum better planning kar kay profit lay sakain. Weaknesses and mistakes per control karna he forex main successful hony ka rasta hay.
        Last edited by ; 21-05-2020, 12:26 PM.
        • #5 Collapse

          Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

          ji bilkul mere Bhai aapki baat rota hai forex trading business mein Ham logon ko loss ho jana yah Ham logon ke liye kamyabi ka rasta hai jab tak ham log forex trading business mein Los nahin karenge tab tak Ham logon ko is business ki market ke bare mein kuchh bhi information hasil nahin hogi isiliye Ham nahin yahan per loss hone ke bad hi kamyabi ke raste mein chal pade Hain
          • #6 Collapse

            Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

            G bilkul hat business main loss or proft sth sth hota h Jo log apny loss lo handle Kr lty h wo kmyb hojty h .
            • #7 Collapse

              Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

              agar human es mian kam karty hoaway humian es mian loss ho jta hain to humain es main sbr say humain es main kam karna ho ga our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our huamra account be wash ho jaya ga our forex kbe be na bnd ho jay ga our forex 1 boht bra business hain our hum es mai live tareding karty hain
              • #8 Collapse

                Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

                gee han dear agar app ko forex main loss hota hai to hamin is main ghabrana nai chahya balkay foerx main dil laga kar kam karna ho ga hum janty haain kay forex main nakami kamyabi ke pahli sereh hoti hai lahza hamaisha acha soch kar he hamain forex main kam karna ho ga pher he hum is main kamyab hon gay
                • #9 Collapse

                  Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

                  yes dear, kamyabi ki pehli seerhi nakami ha, lihaza agr hmain forex ma loss ho to pareshan na hon bl k mehnat karain aur apni learning ko behtar krnay ki koshish karain, apna experience enhance karain ta k hm market ki different situations ko easily tackle kar sakian aur mufeed results hasil kar sakain
                  • #10 Collapse

                    Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

                    Forex main loss ho jaaaey yaaa account wash ho jaaaey to humen pareshaan nai honaaa chaahiye balke is main mehnat se kaaam karnaaa chaahiye q k jitnaaa samajh kar kaaam karen ggy hum utnaaa hi humen faaidaa hogaaa or kaaam kar k loss se bhi lhud ko bachaaa saken gt or kaaafi achi earning karnay k saath saath loss se bhi khud ki bbachaa saken gy.
                    • #11 Collapse

                      Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

                      G han loss hona kamyabi ki taraf rasta ha lakin un logon kay liye jo loss se darty nahi han aur wo loss ko positive laty han aur asay log loss se bohat kuch sekhty han aur kamyab ho jaty han aur ji log se pershan hoty han wo kabhi bhi kamyab nahi ho sakty wo hemesha nakam hi rahty han
                      • #12 Collapse

                        Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

                        loss ho jane main bhe hamara faida hota gae q ke agar hamen hamesha profit hota rahe to is main hamen kuch seekhne ko nhe milta hae or na he hamen experience gain hota hae to is liye hamen cahiye ke hum is main agar hamen kamyab hona hae to hamen cahiye ke hum ko loss bhe ho jae to tension na len balke is se hum ache experience hasil karen take hum is main kamayb ho jaen or hamen cahiye ke hum esa he kiya karen q ke jo members esa karte hain wo he is main kamayb bhe ho jate hain or aik ache trader bhe hote hain to tamam logon ke tarah hamen bhe esa he karna cahiye or ache tarah se trading karne cahiye take hum is main kamayb ho saken or ache earning kar saken q ke yeh business bahut acha hae agar hum is main mehnat karte hain to
                        • #13 Collapse

                          Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

                          Ham Forex mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain loss bhi 1 business ka hissa hai agar Ham loss karenge To hamen usse learn karna chahie loss bhi profit Ka hisaa hota Hai Ham loss karenge To hamen pata aur ham next time loss nahin kar payengehamen soch samajhkar kam karna chahie aur apni mistakes se learn karna chahie Taki Ham apne loss Kohli cover karke achha profit hasal kar sake
                          • #14 Collapse

                            Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

                            Ji koi b business ho strting mai loss he hta hai, so loss ko hamain recover krna chahiyh apni mehnt k sth, becz mehnt mai azmat hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

                              Yes dear !!!agar hamen Loss ho jata hai to hamen ismein tense bilkul bhi nahin hona ...... Jis tarah vah kahate Hain k unsuccess success ki ek seerhi hoti hai... Jaan insan fail hokar gir kar hi khud ko sambhalta hai aur phr kamyabi ki taraf uska mind pakka ho jata hai is mein hamen las ki situation mein ghabrana bilkul bhi nahin chahie Bal ke apni galtiyon se sikhate hue hamen success ki taraf Jana chahie aur ismein ham trading mein apne aap ko kamyab karna karne ke liye main determined hokar kam karna chahie phir kamyabi hamara mukaddar banegi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X