loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

    G han bilkul loss hona kamyabi ki taraf ka rasta hy hmain loss hony pa ghbrana nahi chahaiy balkh aur himat sy kam karna chahaiy takh hmain success hasil ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

      Ji bilkul aisa hi hai forex mein agar hamen loss hota hai to vah wala samay kamyabi ki taraf Le jata hai kyunki koi bhi kam Ham jab karte Hain to hamen sabse pahle usmein loss hi hota hai kyunki jab hamen loss hota hai Ham apne Hi logon se achcha sabak hasil karte Hain jismein stay ki vajah se hamen loss hota hai use mistake ko Ham set karte Hain jab hamari sab mistake theek ho jaati hai to hamen bahut hi achcha fayda hota hai forex form mein acchi post Karne se achcha bonus milta hai
      • #18 Collapse

        Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

        G bikul apki baat sahi hai.hmra loss ho Jana hamra kamyabi ka rasta hai.jab tak insan koi mistakes nah karta tab to do koch sekha nah leta.
        • #19 Collapse

          Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

          g han bhai jan apne bilkul thek hi kah hai k jab hume kamyabi is wqat hoti hai jub hume loss hota hai jub hume loss hota hai to bad, main hume pata lg jata hai k pehle hume isi pairn per loss howa tha islye usko cahye isko is paifr per traqding nahi karni chaye..
          Visit My Profile
          • #20 Collapse

            Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

            Trading Mai jazbat Kam Nhi aty hr business Mai loss or profit 2no hota hai behtr hai ky ap dehn sy Kam kry agr loss ho bhi rha hai toh apni nazr hamsha apni mistakes pr rkhy tk apko pta ho yah Kam yah yeh tarika galta hai
            • #21 Collapse

              Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

              Loss hojata ha tou uskay bad kamyabi b har surat hay koshish ke sath he is business me insaan agey barh pata hai or kamyabiyon ki taraf jane lagta hai yahi aik business hai jis me mehnat karte karte insaan bohat agey tak barh sakta hai jb aap k pass acha exp hoo ga tu phir aap aik achay trader ban saktay hian aur phir aap ki trade bhi achi he hn ge.aap ko har aik trade k liya planing kerna hoti hai aur phir trade start kerna hti hai.
              • #22 Collapse

                Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbrohi1 پيغام ديکھيے
                Profit and loss har karobar mein hoty kyo ky inky bagair karobar ka wajood he nahi hota. Loss ka samna har trader karta apne trading career ky start mein lakin jo loss sy sabak sekhty wo kamyab ho jate hain. Zyada tar traders mein loss bardasht karne ke salahiyat hoti nahi isliye nuksan milte he trading sy dur hote. Is liye trader ko chahiye loss ky baad or mehnat kry or loss ko convert kry profit mein jisy confidence zyada hoga kyo ky ye kamyabi ke taraf ka aham tareen kadam hy.
                Hamen Agar market Mein loss hota hai to loss Hona Hamari kamyabi ki taraf le kar jaane wala Rasta Hai Chuke Ham Apne Los hone se market ke analyse karna sikhate hain market Ki Maut ke bare mein Hamen Logon Se Hi samajh mein Aata Hai.
                • #23 Collapse

                  Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

                  g han ap nay shi kha hy agar humain loss ho jata hy to humain es main naumeed honay ki bjay es main acha kam kurna chahiyay or es main agar loss ho gya hy to es say humain kuch na kuch seekhnay ki koshish bhi zror kurni chahiyay takeh hum es main achi se learning kur lay or es mistake ko bhi dondh layjis kay sabub humain loss hua hy or jub hum es trah kiuray gay to hum es main loss main say bhi achi learning gain kur lay gay or jub humain loss hota hy to yeh loss kamyabi ki traf ka rasta hy
                  • #24 Collapse

                    Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

                    Je Han starting mein har ek trader loss se guzrta hai essa koie bhe trader nahe hai jise loss na huwa ho loss aur profit har ek business ka hisa hoten hain aur har loss ek lesson de jata hai bs apne mistake ko durust krna hoga ager che kise jagah loss ho jaye, aur loss ko bardasht bhe krna hoga baz trader ke mind sirf aur sirf profit he hota hai ke wo har ek trade per acha profit earn karain gyen laken essa mumkin nahe kise trade per ap ko profit hoga aur kise trade per loss aur jo trader loss ke bhe accept krta hai wo he trader apna future secure krta hai aur jo trader loss bardasht nahe kr paty aur blindly trading krten hain wo hamesha loss mein he rehty hain un ka koie future nahe hota forex mein, forex per success tabhi mile ga jub ap loss ko bhe accept kro gye aur apne mistakes se sekho gye tabhi kamiyabi mumkin hogye
                    • #25 Collapse

                      Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

                      kamyabi mil sakti hay loss honay se khud ko bachao jab b trading karen planning k sath karen aur jab loss hojae tu preshan hona ki baje mistakes ka analysis karen aur next time repeat na karen tu ap best trader ban sakte han zyda mahnat or lagan ki zroorat k sath sath hamain zyda capital ki b zroorat hoty hai. or apni mistake ko cover krny ki zroorat hoty hai.
                      • #26 Collapse

                        Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

                        Je bilkul kamyab trader hamesha apnay loss se learn karta ha, apni mistakes se seekhta ha, loss behtreen teacher hota ha agar is ko serious lya jaye to, forex trading ma wohi log kamyab trader bantay hain jo loss ki tension ni letay hain balke os se kuch na kuch sekhtay hain, is lye loss hamesha kamyabi ki taraf pehla qadam hota ha, q k forex aik risky business ha jis ma risk ko kam karnay k lye boaht hi ashi trading strategy aur money management se kaam karna padta ha, q k jo rules ko follow ni karta ha wohi is business ma fail ho jata ha aur wohi is se ashi earning ni kar sakta ha,
                        • #27 Collapse

                          Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

                          Loss k bad hum trading ko samjhtay hain kamyab hotay hain is main haqeeqt ye hai k agr ap mehnat nhi krty hain is ko learn krny ki to lazmi baat hai k ap is main profit nhi kamaskty hainaur ismain profit kamana bht hi mushkil ho jy ga hum apnay kam ko samjhe aur kare jiss k bad he hum apnay kam ko kar sakty hain khud he hume ye sub cheezon ko samjhna hota hai
                          • #28 Collapse

                            Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

                            agar aap last Mein Hai To iska matlab hai ki kamyabi bahut najdeek hai aap Sikh gaye hain ya Sikh rahe hain isliye Agar aapko bahut jyada naswa hai to next time aapko bahut jyada profit Hoga iske liye Rasta kamyabi ka rasta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: loss hona kamyabi ke taraf ka rasta hy.

                              Loss ki wajah se humay achi tarah se lazman sekhna eham hay daily basis pa bht kmaya jaa skta hy if knowledge skills experience ho hmary pss tau or iss k sat sat market ka b khiyal agr rakha jay tau k wo aaj kal kesi chal rae usi hissab sy fir achy trader daily basis pa b bht kuch earn kr skty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X