Forex min mhenat insaan ki kismat ko change kar sakty hy....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex min mhenat insaan ki kismat ko change kar sakty hy....

    Forex mein kamyabi sirf mehnat ki wajah se milti hai isliye forex mein agar ham kamyab hona chahte hain to uske liye Forex mein hamen hard work ke sath apni mehnat jari rakhni chahie aur Forex mein hamen zyada se zyada apna time invest karna chahie jisse Forex mein hamari learning or earning increase hogi aur Forex mein ache earning ke liye achi learning bahut hi zaruri hai aur forex mein jitni achi hamari learning hogi Forex main hum utna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain isliye forex mein himmat aur housale k sath work karna chahie.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex min mhenat insaan ki kismat ko change kar sakty hy....

      g han bhai jan ya aik online business ha jis ma hamy kisi chiz ki zarort nai hoti ham es kam ko apn gar ma bath ka kar sakta han or es ko kamyab bna sakta han ya bat theak ha ka ya bohat hi muskil karobar ha es ma hamy dosro ki nisbat thori zyaa mehnat karni parti ha mara bhaio hamy mehnat hi to karni hoti ha os ko karna ka bagir to ham kisi kam ma kamyab nai hu sakta har kam ma kamyabi ka liyamehnat hi karni parti ha es ka bagair khuch mumkin nai ha agr hamri aik mehnat karna sa es business ma kamyabi ha or os kamyabi sa hamri life badl sakti ha to es ma hamy harj kya ha ya aik asa business ha jo ham sa bas mehnat magta ha aik asa banda ka liya ya kam asan ha jomehnat karna pasan kart ha agr ham es kam ma mehnat na karni parti to ya aik hara business hota q ka jab koi bi kamyabi mehnat sa hasl ki jay wo hala hoti ha os sa hasl hona wali rakm hala hoti ha or forex ma to mehnat bi zyada karni parti ha agr ap is mehnat karna ma kamyab ha to ap apni life ko badl sakta han or es waja sa hamri kismat badl jati ha
      • #18 Collapse

        Re: Forex min mhenat insaan ki kismat ko change kar sakty hy....

        Ji han bilkul aapane theek kaha hamen forex mein mehnat karni chahie mehnat hamari Life ko change kar sakti hai Ham jitni jyada mehnat karenge utna hi Forex mein achcha profit Hassan kar sakte Forex 1 online business hai Ham is mein part time job kar sakte hain aur full-time jo bhi kar sakte hain hamen ismein kisi kism ki Koi pabandi nahin hoti hamen chahie ki Ham ismein learning Karen demo account per practice Karen tabhi Ham real account mein trade kar sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Forex min mhenat insaan ki kismat ko change kar sakty hy....

          Ji han friend, ager hum Hardworking karain gay to he hum apni luck bana sakty hain, tukky bazi say kabhi bhi success possible nai hau, patience say jab tak hum knowledge and experience get nai karain gay tab tak hum successful trader nai ban sakty or na he apny apko lucky traders main shamil kar sakty hain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Forex min mhenat insaan ki kismat ko change kar sakty hy....

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Akram khiyara پيغام ديکھيے
            asslam o aalikum forx online business min kaam kar y waly sab member ko min batana chata hon ka forex min kamyaabi hamin apny luck par nahin balke mhenat karny par milty hy iis lia hamin forex min aony luck beat kanry k lia mhenat karny bahut zarieii hy bum forex min mhenat kar ka apni kismat ko asaani ka sath change kar sakty hain .

            Forex Mein mehnat karne se Ham kamyabi Hasil kar sakte hain Agar Ham is platform mein bahut mehnat Karte Hain To is se Hamen bahut fayda hota hai trader ko Hamesha Apna experience increase karne ki koshish Karni chahie Kyunki kamyabi ke liye bahut zyada experience ki jarurat hoti hai aur Agar Ham Forex mein zyada knowledge Hasil Karenge learning Karenge To Ham bahut zyada Kamyab ho sakte hain aur apni life ko change kar sakte hain is platform Mein sabse Zyada zarurat knowledge ki hoti hai aur ISI wajah se trader market mein bahut Kamyab Hota Hai

            اب آن لائن

            Working...
            X