confidence k sath sath experience bhi zarori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    confidence k sath sath experience bhi zarori hai
    confidence k sath sath experience bhi zarori hai kiun k agar experience na hi aur sirf confidence ho tu hum apna balance loss bhi kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han bilkul ye dono element ho ni chaye har trader k ANDAR AGAR YE DO ELEMENT NAHI HO GA MUTLAB AGAR CONFIDENCE NHE HO GA tou trader investment nahi kar paega or agar knwledge or experience nahi ho ga tou achi trading nahi kar paega isi liye ye dono cheezen ho na bohat zaruri hey har traders k liye . Thanks.
    • #3 Collapse

      blkl sahi, confidence her ache kam k ly zrori hy, but ager knowledge or experience nhe he, to koi faeda nhe, plus musalsal hard work krte rehna chahy, kbi attention de, kbi nhe d to phir ye shikayat nhe krne chahy k earning kune nhe hoti.
      • #4 Collapse

        experience to bohut zaroori hai lekin aap aik dum start m to experience gain nai kar saktay is k liay aap ko work karna hoga har tarah ki situation ko manage karna hoga chahay loss ho ya profit isi se aap ko experience gain hoga
        • #5 Collapse

          ap ki bate ma daam hai dear confidance tu kafi dangirus hai but dear bro ap ko chahay ap only apany experince buniad per work krein jo k bohet zaroori hai forex business mai experience hi ap ko successfull kr skta hai.
          • #6 Collapse

            g han bhai jan aap theek keh rahy hne men ap ki bat sy agree krta hn forex treading business men success ky iy confident ky sath experience ki bhi zarort hy experience ky bag kisi bhi kamm men success hasil nahi ki ja sakti is liy experience kamyabi ka zarya hy
            • #7 Collapse

              for success in forex we need confidence. it is most important for trading. but experience also need for success in forex. so create you experience.
              • #8 Collapse

                Jab aap trading kartey jayen gey to aap ka experience barhta jaye ga aur aap ki trading achi hoti jaye gi. Lekan aap ko confident ho kar trading karni chaheye aur without fear of loss trading honi chaheye. Loss to har busienss ka hissa hota hy aur aap ko chaheye kh is sey aap bilkul pareshan na hon aur yeh koshish karh jin reasons ki waja sey loss howa hy woh dobara na hon.
                • #9 Collapse

                  g bilkul thik kaha ap ny aik trader me confidence k sath sath experience ka hona bi boht zyda zrori hy.jb tk hmen iss ka experience nahi hoga hm best trading nahi kar payn gy or iss tarah hmen loss ko face karna pary ga.
                  • #10 Collapse

                    dear Forex me yahedeno yani confidence or experince deno bahot imported hy leken dear mery khail me confidence se pahly hame experince hasal kerna chayia tab ja k hame confidence hasal hota hy dear Forex me agr hamery pass knowledge to hy leken confidence ki kami hy to ham Forex me invest nahi ker sakty hane or agr knowledge nahi to ham Forex me acha kam nahi ker sakty hane is leyia dear mery khail me Forex me confidence or experince deno ko hame hasal kerna ho ga
                    • #11 Collapse

                      yes you are right experience k bager to success milna bohat hi mushkil hai is liye demo pe pehle experience hasil karna bohat hi zaroori hai
                      • #12 Collapse

                        g hn g forex m kamyabi k sab se bara raz mehnat or exoerience h confident hona bhi zarori h or experience bhi buht zarori h bus is lye apko zada se zada dehan dena ho ga demo pe ka m ker k sekhna ho ga k forex pe kis terhA SE KAM KER SKTE HN
                        • #13 Collapse

                          han mera bah iap sahi kah raha ho confidence ka sath experice ki zarort hoti ha jo apko over confidence se bachata ha jis se ap ko loss ho sakhta ha and experiece gain karna ka laye apko tradin ki practice trading ka bara ma knowledge and learning hasil karni chaye jis se apka experiece increase ho
                          • #14 Collapse

                            asalm o alikum je han forex trading may app ko confidence k sath sath ap ko exp bhi zarori hai jab tak app ko forex trading may exp nahe hoga app profit earn nahe kar saktay ahy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Confidence to aata he experience key sath hai jab ap min confidence aa jata hai to pir ap trading bhi achi karney lagtey hain but yeh bhi yaad rakhien key kabhi bhi over confidence nahi hona hai jab bhi trading karni hai limit mien reh kar karni hai na he over confidence or na he lack of confidence.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X