confidence k sath sath experience bhi zarori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex trading main confidence kay sath sath experience ki bohat zaida ahmeat hay, becase knowledge say confidence paida hota hay and practice say experience zaroori hay. agar practice ho gi to earning bhee ho sakti hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      har kam ki ibtida confidence se hi ki jati hai k me yeh kam kar sakta hun me yeh seekh sakta hun or yehi confidence or lagan aap ko seekhati hai forex me kamyabi. lekin seekhne k doran jo losses hote hain actually yehi aap ka zindagi bhar ka experience hote hain or inhi se kamyabi milti hai.
      • #18 Collapse

        dear Forex market may confidence tab hi ata hay kay jab aap kay paas experience ho quen kay aap ko profit apni entries kay zarya say mil raha hota hay ab agar aap kay paas experience nahi hay to phir aap ki entries aap ko loss dayti hane to aap ka confidence bi jata rahta hay.
        • #19 Collapse

          dear brother......ap ki baat bilkul thek hai aur main es baat say agree kerta ho k confidence k sath exprience ka hona bilkul zrori hai ta k earning ho sky na k koi ghalti ho ........
          • #20 Collapse

            confidence is key to earn from this market,so someone want to earn more and more profit from this market,then avoid from hurry in this market,do with great care element and earns a lot of money from this market.
            • #21 Collapse

              Jii han sahi kaha hai humy confident ka sath experience bhi chaye kun ke experience hi wo chez hai jiss sa hum iss business main success hasil kar sakty hain aur aani sa achi trade kar sakty hain lakin experinece ka sath bhi confiodent zarori hai kun ke is ka begaire ap success hasil nhi kar sakty.
              • #22 Collapse

                bilkul brother baja farmaya hai apny confidence k ilwa skills ki bohat ziada zarorat hoti hai is liye forex trading me jitna ziada ho saky apki knowledge ko barhayen aur skills ko improve karen ta k ziada se ziada earn ker saken aur apko profit bhi ho
                • #23 Collapse

                  Yes dear aap ki baat bilkul sahi hai confidence kay saath experience ka hona lazmi hai warna aap ko loss hi hoga aap experience kay liye demo account bhi use kar saktya hain.
                  • #24 Collapse

                    In dono cheeson ki trading main bht ziada zaroorat hoty hai..But joo question aap na pocha ha kai aap ko confidence ka sath sath experience ki bi zarorat hai too yah bilkul thek hai ku kai main start main bht ziaada confident tha but main nai kch ache earning nai ki ku kai mere pas koi bi experience nai tha so hmain experience jitna ho saky gain kar lana chahay
                    • #25 Collapse

                      g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin kyeh experience bhe bohat he zaruri hota hai and yeh experience start main hamain demo account ko use karny se he milta hai so demo ko lazmi time dain.
                      • #26 Collapse

                        saalaam bhai jee app forex mein kaam krna chahtay hian tu appko chahyia kaay app forex kaa experince hai tu saat saat is mein confidence kaa hona bhi bauth zaroori hai ???????
                        • #27 Collapse

                          dear insaan ko confidence kab hota hy???jb us k pas us ki related field k about information ho,knowledge hoo,ohir he insaan confident nazr aaata hy,aisa he kuch forex mein hy,sb sy phely experience phir proper knowledge or information insaan ko is qabil bnaa deti hy k wo aik successful trade kar skey,but agr over confident ho ga tu zaleel he ho ga loss he ho ga.
                          • #28 Collapse

                            yes you are right I agree with you I know confidence is necessary for trading but experience is the most important thing and we have to work hard and get success...
                            • #29 Collapse

                              ap ki bate mum daam hai expensive confidance tu kafi dangirus hai nevertheless expensive bro ap ko chahay ap simply apany experince buniad for every function krein jo k bohet zaroori hai fx organization mai expertise hello ap ko successfull kr skta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                experience laga lain aap ki basic zarorat ha forex krne k lye aap k pas learning ho or sath me aap k pass demo account ka kam z kam 3 month ka experience ho phr aap daikhain k aap kaise money management k through uper jate ha. is lye sb se zayada zor experience get krne me lagain..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X