Emotions mn aa kr trade open naa kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions mn aa kr trade open naa kren
    Agar kabhi loss Ho bhi jaaye to to us loss ko recover karne ke chakkar mein kabhi bhi trade open nahin karni chahie kyunki us waqt Ham bahut zyada emotional Ho jaate Hain aur us waqt Ham apne loss ko recover karne ki soch rahe hote hain us waqt hamara Dil karta hai ke Ham ziada lot size lagakar apni trade ko win Karen aur apna Sara loss recover kar len lekin aisa karna bahut zyada khatarnak ho sakta hai kyunki jab Ham emotions mein aa kr trade open karenge aur loss ko recover karne ke chakkar mein honge to use waqt Ham jo bhi trade lenge vah hamare opposite jayegi aur hamen aur bhi jyada loss hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotions mn aa kr trade open naa kren

    Emotion mein aakar trade kabhi bhi Na open Karen main bhi aisi hi karta hun motion mein a Gaya apni trade open karta hun mera bahut hi kam hai kyunki jab aap mein se kaun sa Dil Karen iska matlab hai ki aapane real trading account directly investment kabhi bhi nahin ki ISI vajah se main forex trading secre hun inshallah main hamesha apni knowledge experience trading shuru karunga abhi to mujhe kafi mushkile aate Hain aur mujhe kabhi bhi hai to uske bad mein jata Hai ki nahin Haiagar Ham reading message karte rahenge motion mein aage apni bar bar trading open karte rahenge to iska matlab hai ki Ham trading mein apne aap ko bahut jyada nuksan de rahe hain aur trading mein rahane ke kabil bhi nahin Hai motion ko site per rakhen trading mein apni akal use Karen.
    • #3 Collapse

      Re: Emotions mn aa kr trade open naa kren

      Waqaye Emotions mn aa kar kabhi bhi trade open nahi karna chaheye warrna bohut zyada nuqsan uthana par sakta hai. Forex Trading hamare under command nahi hota k hum is ko ghusa k zarye control kar sake. Baaz dafa hum aik trade lagate hen to trade hamare strategy ki baraks ulta khasare me jana shoro ho jata hai to is sorat me hamen apne emotions control me hone chaheye aur koshash honi chaheye k hum apne ghuse pe control kare. Humen chaheye k hum cold mind k sath trading karte howe over trade na kar bethe. Forex trading hamare jazbat ko nahi dekhta k us k hisab se change ho jayega bulke wo apne hisab se change hota rehta hai. Hamari koshash honi chaheye k hum apne jazbat ko forex k hisab se change karen.
      • #4 Collapse

        Re: Emotions mn aa kr trade open naa kren

        Je han, trading ma hamesa apny emotion ko control ma rakhna chahe, jo trader zara zara si bat par khus ya pareshan ho jaty hain wo kbi professional trader ni ban sakty, forex ma apny skill ko best use tb he kiya ja sakta hai jb ham apny apko control ma rakhyn gy, profit ko dakh kar forex ma out of control ho jana loss ko dawat deny jesa hai,
        • #5 Collapse

          Re: Emotions mn aa kr trade open naa kren

          Dear fellow apko emotins sy nikalna ho gaa jaisa k sb log janty hain forex aik international business hai aur yahan pay log kam kar k apna future bana rahy hain lakin aik bat jo hmen zahen main rakhni cahahye k forex trading main emotions humray dushman sy km nahi hain agar hum apny emotions pay control nahi karen gay tu trading account main hmen nuqsan k ilwa kuch bhi hasil na ho gaa is lye hmen chahye k jb bhi kam karen fully relax ho kar kam karen aur emotinal na hun bal k mehnat pay yaqeen rakhen is sy apka faida ho gaa
          • #6 Collapse

            Re: Emotions mn aa kr trade open naa kren

            market main humain emotional ho kar kam nai karna ho ga is main active ho kar kay achy say trade karna ho ga kun kay agr hum is main low risk main trade karty hain to kafi acha profit hasil ho sakta hay is main demo ko use karna ho ga is main humain kafi achi eariing hasil hos akti hay so apni stratgy ko use karty houe trade main ana h oga
            • #7 Collapse

              Re: Emotions mn aa kr trade open naa kren

              Je han baz trader yahe common mistake kr bhethtain hain wo loss bardasht nahe kr patey jub kahe un hain loss hota hai tu wo emotional ho jaten hain aur double minded ho kr trading krten hain bagair kuch soche samjhe aur market analysis ke order lagaten hain bs os time un ke mind mein ek he bat reh jati hai ke jesy tesy kr ke loss recover krna hai wo bhe ose he time aur is chakr mein pora account wash krwa bhethtain hain essy traders ko greedy trader kaha jata hai jin hain sabr bilkul bhe nahe hai yad rakhen forex ki market kabhe bhe ek jesy nahe rehti har time har second ya mint ya hour is ki direction change hote rehti hai aur ap profit acha tbhi earn kr paye gyen jub ap market ki direction ke hesab se trading karain gyen greedy ho kr trade krne se hamesha loss he hota hai aur greedy trader ka koie bhe future nahe hai forex mein
              • #8 Collapse

                Re: Emotions mn aa kr trade open naa kren

                Trade open karna kisi bhi emotional member ka kam nahin hai aur trade co member acche se manage kar sakte hain ki jab relax mind use karenge aur is tarah se vahi member kar sakte hain ki jo apni trade ko jyada importance dete hain kyunki aise member ko andha hota hai ki agar vah jaldi mein trade open karenge ya vah emotional hokar trade open karenge to is tarha say unki trade unko loss de degi
                • #9 Collapse

                  Re: Emotions mn aa kr trade open naa kren

                  Assalamu alaikum bhai sahab motion Mein Aakar trade open Nahin Karni chahie for example Agar Ham motion Mein Aakar trade opencart and loss ke chances Yadav ho Jaate Hain Kyunki Aise Ham Khud Soch samajhkar Nahin balki feelings Mein Aakar Laga Dete Hain isliye Apne Jazbaat appliance ko ek side per rakhkar trading ko acche se analyse Kar Ke hi trade Lagani Hogi Taki Ham acche trader Ban sake
                  Do it before other will do!
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotions mn aa kr trade open naa kren

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadumer پيغام ديکھيے
                    Agar kabhi loss Ho bhi jaaye to to us loss ko recover karne ke chakkar mein kabhi bhi trade open nahin karni chahie kyunki us waqt Ham bahut zyada emotional Ho jaate Hain aur us waqt Ham apne loss ko recover karne ki soch rahe hote hain us waqt hamara Dil karta hai ke Ham ziada lot size lagakar apni trade ko win Karen aur apna Sara loss recover kar len lekin aisa karna bahut zyada khatarnak ho sakta hai kyunki jab Ham emotions mein aa kr trade open karenge aur loss ko recover karne ke chakkar mein honge to use waqt Ham jo bhi trade lenge vah hamare opposite jayegi aur hamen aur bhi jyada loss hoga
                    Yes dear ais market mai ap ko jab loss hota hai to aus time ap ais market mai emotional ho k ghalti kar sakty hai aor ais ghalti ki waja se ap ko kafi zayda loss ho sakta hai ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai ghalti se bachny k liay mehnat karni ho gi ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap ko emotional nai hona chaye tab hi ap ko ais market mai faida ho ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotions mn aa kr trade open naa kren

                      Ek Achcha trader banne ke liye aapko Apne andar se jald Bazi aur emotions ko nikalna hoga aur Lalach ko Khatam karna hoga Yahi Ek Tarika hai agar aap Forex trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain Kyunki lalach Mein Aakar aap market ko analyse Nahin karte aur trade open kar dete Hain jisse trade ke loss Mein Jaane Ke chances Jyada hote hain aur profit ke chances kam hote hain to apne aap ko nuksan se bachayen aur Market ko analyse karne ke bad hi trades open Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotions mn aa kr trade open naa kren

                        Emotional trading bhoht hi risky hoti hy emotional trading kabhi na krn.
                        Aj jo log trading krn ge wo profit gain krn ge jo emotional na hn geee. Ye condition Lazmi follow krn.
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotions mn aa kr trade open naa kren

                          G brother ap na bilkul thk kha hum ko kbhi bhi emotions ma ay ker kam ni ker chiy q k agr hum emotions k sath work kerty hy to for example hum ko loss ho jaw to ya hum se recover ker na moshkial ho jawta hy
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotions mn aa kr trade open naa kren

                            The answer is a resounding yes! Cash management can have a profound effect on
                            the profitability and growth of your trading business. Let's take a look at how this
                            works.
                            I am going to show you one way of approaching cash management for futures
                            trading. There are many others. So please don’t think of this technique as all
                            encompassing or the only one available. My intent is to show you that this is a
                            very important part of trading and hopefully inspire you to study this subject in
                            depth.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X