Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    kuch trader is ko bohut use karty hen greed ko aur un ko losss hi hota hy ziayada tar to un ko is ko leave karna chahye ager is mein profit hasil karna hy to us ko greedless trading karni chahye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      aap nay bilkul he darust kha hai jb tak hum yaha pay greed ko avoid nahi kare gay tab tak hum yaha pay kamyab aur successful trader nahi ban saktay hain chahe jo b ho jae.
      • #363 Collapse

        je duniya mein koi game ya business ose mein hemsha greedy karnay walay he lose mein jae gae aur ap ku hemsha loose he ho ga agar ap success hona chatay hain tu greedy na karay
         
        • #364 Collapse

          Lalach kisi b Business ka major part hota he, or insan ki nature me lalach paya jata he, har koi trading ise lalach se kerta he k wo achaa kamay ga, lekin zrorat se ziada lalach waqai forex trading me marwaa deta he, apna daily ka target pure karo or market me mazeed entries na len mera to yhi mashwara he...
          • #365 Collapse

            Yes we have to avoid the greed if we want to do the successful trading because with greed we can fail in the forex trading business and can face the loss, so we need to make the relax trading with active and steady mind.
             
            • #366 Collapse

              yes forex trading main agar app log lalach ko apni ander si nikal dy tu forex trading main app log ek bohat he success full trader ban sakty ho or agar app log forex trading main llach karty ho tu is main app logo ko lalach ke waja si loss ho saktha hain . tu app logo ko apni ander si lalach ko nikala hogha
                 
              • #367 Collapse

                bhai greed is one bad emotion that we must try our best to avoid while trading because it has the potential making us trade blindly and greed can drive a trade toward trading without any proper analyses...
                • #368 Collapse

                  yes, we need to avoid greed. greed is the bad think for the trader. if you greed then we may lose money by taking risk for this reasn we need to avoid greed.
                  • #369 Collapse

                    dear sir me to kehti hun k forex k business me ziyada tar log is liye nakami ka shikar ho jate hain q k who is business ko mazaq samajhte hain or is me dil laga k kam nhe karte or is me lalach karte hain to aise log isko nakam samajhte hain aik bar insan lalach pe kabu pa le me kehti hun who is business me kabi nakam nhe ho sakta...
                    • #370 Collapse

                      jee my dear ma ap ke bath sa agree karta ho ky ap ko hamsh trading karty hova our khas tor par jo new trader is fourm ko join kar rhy ah our wo jo new ha abh oun ko greedy sa avoid karna chay our pher ap trading ka mazh ayh ga
                      • #371 Collapse

                        asslam o alikum dear's ap forex ma greed ko avoid kar ky bohat he ache trading kar sakty ha.ya forex atrading ky liye bohat he best ha.forex trading ak bohat he acha business ha.
                        • #372 Collapse

                          Dear friend forex trading mein ziyada se ziyada log gree ki waja se hi nakaam ho jaatey hein aur humein trading kertay waqt greed nahin karni chahiye aur soch samajh ker deposit kerna chahiye aur ziyada kaam kerna chahiye.
                           
                          • #373 Collapse

                            Yes main bilkul ap sab ki bat say agree hon kion kay kuch log greeding ka sochtay hain par wo is main nakam ho jatay hain aur pahlay say bhi hath dho baithtay hain is liey hamain chahiey kay ham jitna bhi kam karain mehnat say karain ziada kaay chakron main na parain .agar ham ziada kay chakron main parain gay to ham nakam hon gay .
                            • #374 Collapse

                              jee han mian ap se itfaq kerta hon ke forex trading main achi earning kerne ke lye ap ko sub se pehle apni greed ko control kerna ho ta hi then hi ap iss main kamyab ho sakte ho greed ki waje se bohat si log iss main apni investment ko zaya ker chuke hain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                haan ji me ap se agree krti hoon ku k kisi b business me jb ap greed krtay hain tu apko lose k alawa kuch b ny milta is liye humay greed ny krni chiye ku k jb ap greed krtay hain tu ap lose he krtay hain is business me greed ki ny mind ki zarorat perti ha ager hum daily 5$ earn krtay hain tu monthly 15k hotay hain jo k enough hain is liye greed ny krni chiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X