Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2176 Collapse

    Hum forex main jitna zayda greed ko avoid kren ge utna zayada faida ho ga apko chaye k ap greed ko chor k experience pe dhayan den aur start main kam tradr se kaam shuru kren baad main experience k baad ap jo marzi kten
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2177 Collapse

      Forex business main greed se kam karna bahat ghalt hai yeh aik seeda sahda job hai jis main a kar aksar log lalach main a jate hein aur raton rat bolandion par jana chate hein is ley bna soch samjhy greed ko maan main le aty heun
      • #2178 Collapse

        Rizwan bhai maen apky thread ko ghor sy parhta hn aur hamesha apka thread acha aur knowledgefull hota hae to mery khial men greedy pan ye hota hae k bndy ka account chota ho aur wo ziada kamany aur jaldi jaldi kamny k liay barri lots open krta hae jb k money management k hisab sy ghalt kr rha hota hae wo.
        • #2179 Collapse

          hamain market main trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur greed ko avoid kar k hi hum sucess hon gay aur market main trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur market main emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum earn ho
          • #2180 Collapse

            jee brothers forex trading mn banda sirf greed ke waja sy he maar khata hay. aur apna qeemti sarmaya loss kar bethta hay. aap jitna ziada greed sy avoid karen gay utna he ziada loss sy bach jaen gy otherwise ap ka account bhi wash ho sakta h.
            • #2181 Collapse

              jab order ko place karty hain to is main greed ko avoid kar kay kam karna ho ga jis ki help say humain market main kam karna asn ho sakta hay humain learning karna ho gi jis say market mai loss km ho ga hard work karna hoga ta kay trade main kam karny say humain malooom ho sakay kay hum kis tra is main kam kar sakty hain earning ho gi kay nai
              • #2182 Collapse

                forex trading main jo log trading main grred ko rakhty hain wo aik tu forex main kbhi kmyab nahi hoty hain or dosr wo trading main kamyab nahi hoty hain forex trading main lalach karny se kuj nahi milta hai or jo log aysa karty hain un k hath main kuj bhi nahi ata hai es liye apni trading main grred ko avoide kar k achi trading ki traf na chahye jo k right way hai
                • #2183 Collapse

                  G jnb thk kaha lalch greed is sy avoid krna chahye taa k hmm ziada profit k chakar me apna loss na kren us sy bachat hi sky. Greed ya lalach is just like a virus jo k hr insan krta hy aur week point b hy taqreeban hr ksi ka is sy avoid kr k hmm apna waqt aur paisa bcha skty hn . Behter ye hy k jo profit ya earning hoi hy wo withdraw kr len . Phr next kam.jari rakhien apna lalach sy parhez kren . Ziada kmany k chkr me wohi jata rehta hy jo apk pas hy .
                  • #2184 Collapse

                    agar hum greed ko avoid kar kay trading karen gya to humari trading bohat safe ho sakti hay kyun keh lalach say humari trading loss ki traf lai jati hay aur humay chahiey keh esmain ziada say ziada mehant karen aur esmain target set kar kay trading karen es waja say loss kay risk ko kam kar sakty hy
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #2185 Collapse

                      Forex trading make grid traders ka sabse bada and Me Hota Hai Kyunki Jo traders grid karte hain woh Apna profit be last Mein divide karwa Dete Hain mere saath bhi Aisa do baar ho chuka hai
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #2186 Collapse

                        greed bohat buri cheez hay agar hum forex trading main greed karen gay to es chakar main hum market main earning karnnay ki bijaye loss he karen gay aur humay chahiey keh esko khatam kar kay he trading karen tab he humari trading acchi aur kamyab hoti hay
                        • #2187 Collapse

                          Bilkul g forex trading main lalach krny wala trader bahut jald doob hata hy kio k lalach to buri bla hi hy apko chahiy k ap forex trading main trading k diran kbi bi na hi lalach kro aur na hi trade lagany main jaldi kro soch samhj k trading karo gy to hi faida ho ga
                          • #2188 Collapse

                            Greed bahot burri cheez hai jab tak ham forex men greed ko ovaid ni keren ge tab tak ham forex men succes ni ho sakte hain.
                            Hamen forex men smaal target acheve krne chahiye aur jab ham apna weekly ya monthly target gain kr len to hamen mazeed lalach ni krni chahiye, jab bhi ham forex men over trade ya lalach kren ge ham apna gain kia hua profit bhi loss kr den ge isliye hamen lalach bilkul bhi ni krni chahiye.
                            Hamen trading men strong signal lena chahiye ta k ham succes ho saken,agar ham be tukki trading karen ge to ham apni skills ko bhi kharab kren ge.
                            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                            • #2189 Collapse

                              greed ko avoid kar kay trade main kam karty hain to kam karna kafi sai ho sakta hay kun kay market main kam karna kafi risky hota hay humain hard work kar kay achy say ana ho ga magr humain demo ki base say market ko use karna ho ga ta kay market ko use karna humary liye asan ho sakay is main rules ko follow kar kay ka karna ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2190 Collapse

                                forex trading main humay lalach nahi karna chahiey kyun keh agar hum esmain lalach karen gay to es chakar main humay market main loss ka samna karna parta hay aur humay chahiey keh esko avoid karty huway he trading karen tab humari trading bohat achi aur safe ho sakti hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X