Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2221 Collapse

    greedy is curse jab ap kam karty howy greed kary gy to ap ko just loss ho ga is liye hamy loss ko avoid karna ho ga or market ky rules ko follow karty howy kam karna ho ga pher hi hum loss ko avoid kar ky achi earning hasil kar sakty hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2222 Collapse

      Bohat achi baat ki hai ap ne. Hamen ziada greed k lalach me ni parna chahiey thora bohat bonus ko withdraw kerte rehna chahiey.
      • #2223 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
        Members har trader ka apna weak point hota hai k woh greed ko invite karta hai.Basically jab trader apna target daily ya weekly asani se achieve kar leta hai tu woh greed karny lag jata hai due to over confidence or jab woh use less trade open karta hai tu trader greed ki waja se apna profit b loss kar daita hai or us ki skills b damage ho jati hai es leye greed ko har hal mai apni trading style se dor rahkain ta k achi trading ki ja sakay.
        Honestly har kisi k sath yehi ptoblem hota hay k thora sa profit kama k phir lalach suru kar dety hain aur es baat ko bhool jaty hain k risk management aur money management k sath kaam karna hay. Lalach agar ham apny andar se khatam kar den to aram se forex hmari side income ka zariya ban sakti hay.
        • #2224 Collapse

          Salam bahi
          Mai apki baat sy sehmat hun k kisi bhi buisiness mai insaan ko greed nahi karni chahye q k agar woh greed kary ga to nuqsaan uthana padta hy greeder ko isliye greed sy bachain aur sabar k sath trade karin
           
          • #2225 Collapse

            Salam bhai
            Lalach insaan ko kahi kaa ni chorti is liye hamain chahye k lalch kiye bgair apni trade karien agar him lalch karna nahi chorien gy to nuqsaan uthana parr sakta hy
             
            • #2226 Collapse

              greed is curse greed karny sy hamy just loss hota hy dear friends kamyab hony ky liye greed ko avoid karna bohat zarori hy jab hamy forex mai kam kar kay achi earning milti hy to some time hum lalach mai a jaty hy or jaldi mai kam karty hy or apni choti choti galtioo ko ignore kar dety hy or hamy just loss hota hy
              • #2227 Collapse

                G haan rizwan bhai ap nay bahut achi bat ki ha me dosro k baray kia kahu me nay khud greed ki vja say 3 dfa account wash karwaya ha. Me nay yeh result nikala ha k greedy admi kbi bhi aik kamyab trader nai ban skta greedy admi aik dfa agr ziyada profit kma bhi lay to wo agli trade pay us say double loss bhi kr day ga. So greed say avoid krna chaeay har haal main.
                • #2228 Collapse

                  aap ki post sa agreey karte ho aap tek kahty ha jis kaam ma lalach our bayemebne ajay is ma kamybe nhe milte ha our hum ko is ma agr suecc full hona ha to hum ko is ma greedy dor rahna ho ga our is ma knowlged our experinec sa kaam karna ho ga
                  • #2229 Collapse

                    yes ap thek kah rahy hu ager ham jab tak greed ko achi trah avoide ni kary gay ham kabi b ak achi trading nai kar dakty hi agaer ham greed ko chore kar achi sa mahnat karna shoro kar day gay ham ak acha profit hasil kar sakty hi as sy ham kafi had tak profit ko bahra sakty hi
                    • #2230 Collapse

                      janab aap ko is ma ma ya he he kaho ge kay hum ko is ma success mile sakte ha agr hum is ma greedy nqa kary our is ma jo be lalach kay bagr kaam karta ha is ma kamyab ho jata ha our uis ma aap ko apnay emoation ko control karna cahay our ya aik best business ha
                      • #2231 Collapse

                        Forex trading me humara sub se big dushman greed hai means lalach jo sub se dangerous hai Forex trading me hum ko apni trading me lalach ko kam kerna hoga q k ziada lalach me mistakes ziada hoti hai jis se traders sub se ziada losses face ker rahe hain or specially new traders sub se ziada losses face greed ki waja se ker rahe hain to apni trading me greed ko control kere.
                        • #2232 Collapse

                          greed ko avoid kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur market main trade karny k liye hard work karni ho gi aur is forex main emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur sucess hon gay
                          • #2233 Collapse

                            Ji haan greed ko avoid karne se success milti hai aur accha profit Aap Ko Milta Hai Forex trading business mein kabhi jaldbazi nahi karne aur naahi Kabhi laalach ke saath kaam karna hai Forex trading mai apne Apne risk ko manage karna hai aur Kis Tarah Se aap apne risk manager karte hain aur kitne acche tarike se kaam karte hain Yeh Sab decide karta hai aap ke kaam karne ke style par
                            • #2234 Collapse

                              greedy ko rok kar he aap is ma kamayb ho sakty ha is ma agr aap nay greedy ki our aap is ma mstak ho ge tio aap ko is ma loss ho jaty ga is ma aap ka account be wash ho sakta ha is liay aap ko is ma lalach kay bagr trading karne cahay jo kay best trader karty ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2235 Collapse

                                g han dear friends agar hm is trade mn kisi kisam ki lalach krty to us sy hamein loss hota ha aur is sy hamari percentage km ho jati ha , agar hm is sy bachna ha to hamein greed sy avoid krna chaheye Q k jb hm greed sy avoid karein gy to loss bhut km ho ga .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X