Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    ji haan rizwan bhain agar hum dreedy ban jaye toh sab kuch lose karnegy ye sachi baat hain ek bar ap greedy lot laga kar profit kar logey lekin yaad rakna agr ap dobara lagaoo gey toh lose hi karogey my dear
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      jab woh use less trade open karta hai tu trader greed ki waja se apna profit b loss kar daita hai,Greediness sai forex trading mai bhoat nuqsan hota hai.
       
      • #78 Collapse

        ji bilkul greed se trading karke kisi ko faida nahi hota kisi bhi business mein is liye agar kisi ko trading mein success chahie hai to use greed ke bhoot ko bhool ker sahi trading karni chahie hai.
        FOREX PAK FORUM FOREVER
        • #79 Collapse

          Greed ko jyda tar avoid karna hi behtar hota hai , lakin agar aap ki trading starategy achi set hai to aap profit wali entries ko secure kaykya aur profit kya liya greed bhi kar saktya ho usmay koi harz nahi
          • #80 Collapse

            brother bilkul sahi kaha appney yeh jo jitnay b professional traders hain yeh isliya kamyab hain kiyun inko apney gred par qaboo hasil hai app tsb tak aik achey aur successfull tader nahi ban sakthey jab tak ap apney greed par qabo na hasil kar lein aik bar app ey qaboo hasil karliya apney greed par tab app aik achey trader ban ney logao gay.
            • #81 Collapse

              bilkul agr ap aik kamyab or long term trader banana chahaty hyn to ap ko greed say avoid karna ho ga kion k greed hamri trading ke dusman hai so greed say bachayn or low proft par khush rahyn
              • #82 Collapse

                dear if you wan t o do scalping in forex trading then you should do trade in 5 minute time frame this is best for you in this time frame mostly trader do scalping and you should also do in this time fram scalping i think there will be no need of any strategy
                • #83 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                  Members har trader ka apna weak point hota hai k woh greed ko invite karta hai.Basically jab trader apna target daily ya weekly asani se achieve kar leta hai tu woh greed karny lag jata hai due to over confidence or jab woh use less trade open karta hai tu trader greed ki waja se apna profit b loss kar daita hai or us ki skills b damage ho jati hai es leye greed ko har hal mai apni trading style se dor rahkain ta k achi trading ki ja sakay.
                  ji han ap ny bilkul achi bat kahi hy k agar hum greed ko contro karen to hum achi taraf ja sakty hain or hum forex mein success hasil kars akty hain keun k forex bohot acha business hy or mein bohot khush hon forex trading sy.
                  • #84 Collapse

                    Forex trading may greed ko control karna bohat he important hey or jo bhe trader greed pay qabu paa gia woh forex trading ka winner hey or woh forex tradign say profit gain kar sakta hey or jo trader greed may arrest ho jata hey us ko ais say loss he hota hey or greed ko control karna bohat he mushkil hey.
                    East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:
                    • #85 Collapse

                      greed is curse and all the people know it. in forex trading people want to earn more and more money and thats why they loose there earning very soon. so i think people should avoid greed.
                      • #86 Collapse

                        laluch boht he burie cheez hai so forex trading main app ko es main boht he ahsani karne hote hai so forex trading main app ko agr app greed se app ko kuch hasil nhn hoga au rapp es amin sakht nuksan be paoge aur app ko es main loss hoskta hai so forex trading main ye hota hai
                         
                        • #87 Collapse

                          dear es waqat to main foex main trading ko lay kar bohat up set hu kue k muje es waqat forex k real account mainloss e ho raha hai or meri sari trade minas main ja rahi hai,,,,, i think back 8 month se loss main jaa raha hu.
                          • #88 Collapse

                            forex kay trade mein loss ke sab say baree waja greed he hai is liyay jo bhee is per jitnee jald kabooker le ga utna he jald uski success shuru ho jae gee aur kisi aur ke koi koshish bhee aapko nakaam nahin ker pae gee bas laalach ko chodna taraki ke zamanat hai
                             
                            • #89 Collapse

                              forex trading ek international market hai aur ye bohat interesting work mean business hai iss main soch samajh kar trading aur achi trading aur ek acha trader banna chahye jo lalach karega ga fail hoga . hosh aur apne forex ke ilm ke mutabiq amal kare kaamyabi uss ke qadam choomen gi .
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                buhaat Achi baat Kahi aap nay k trader ko hameshaa Greed matlab lalach ko apni trading say Dooor Rakhnaa Chahiyee... in my views eek newbie ko Tou Sirf or sirf knowledge Gain Karnay ki Lalach honi chahiyee Coz Agar Achaa knowledge ho Gaa Tou greed ko bhi Achi Tarah Say Qabo karnaa aa jaye Ga
                                   
                                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X