Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    nhi bhai jan agr ap forex m trading karty hai or es am greed akrty hai to es sy apko losss hi ho ga koi profit hasil nhi ho ga or na hi apki trade achi ho gi esko sabr ka estamal karna hisahi hai
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      off course dear greedy aik bohat he buri cheaz ha r ager ap forex jase business mein he ap greedy hon gay tu i think ke ap forex mein boaht he zhada loss kare gay is mein apko experience pay he depend karna chaye take ap is mein loss na kr sake
         
      • #213 Collapse

        jee han main ap se itfaq kerta hon ke forex tarding main ap ko greed se bachna ho ga then hi ap achi earning ker sakoo gye iss lye learning ke lye demo account ko use ker loo or forum websites or books ko read kero teke learning achi ho
         
        • #214 Collapse

          greed ko to bhoolna chahye aur trading pe sirf trading pe dhyaan hona chahye kew ke jab greed khatma hojaagi to trading behtar hojaaygi aur profit bhi milega .
           
          • #215 Collapse

            ji han bhai jan agr ap forex am kam karty hai to apko es ma greed ka use nhi karna chaye es sy apko tradig karny ma loss bhi ho sakta hai or ap ach earn nhi kar sakty ho sabr sy kamkar best hai
               
            • #216 Collapse

              bhai jan kuch log easy hai hai jab wo forex ma traing karty hai to moeny ko dekh kar es ma greed karty hai or loss hasil karty hai greed nhi karna chaye apko mehant sy kam karna best hai
                 
              • #217 Collapse

                mkera bahi ap na bahot acha kaha ha mera sath is tara hota jab ma jis din zayada earning karata ho to apni target sa zayada to pir ma lalach ma aya jata ho to over bara bara trade open karta ho to is waja sa meri loss ho jata ha
                • #218 Collapse

                  G dear hum greed ko ignore kr ka hum aik achi trading ki traf succes ho sktay hain. jab ap high level ki trading krty hian or ap lot lagtay hian to is wqt greed main risk nhi lena chahiya. kun geed ap ko loss ki traf lay jati ha.
                  • #219 Collapse

                    yes you are right you must control your greed to earn good money from forex trading because with greed many people already loose their money so if you do not control your greed then you may loose whole money
                       
                    • #220 Collapse

                      bhai jan ap jo bhi kamkarty hai agr ap es ma greed karty hai to es ma greed karny sy apko loss hi ho ga or ap apni money ma bh loss karty hai es ley apko knowedge hasil kar lena best hai greed sy
                         
                      • #221 Collapse

                        One of the worst feelings you should try our best to avoid the time, because of our greed and blind greed we have to deal with is shipped without the proper analysis, can be driven toward a deal to tackle.
                        • #222 Collapse

                          Yes app ke sath jab atk lalach rehe ge ap ko earn tu ho ga per app ko kis bhi din ya us din hi loss ho kar app ka nafa aya app ka account wash ho sakta hay is liye is ko zada se zad control kare . App ke liye acha ho ga .
                           
                          • #223 Collapse

                            Yeh baat to sab ko pata hasi k laslach buri bala hai msger shayed ab tsk bojat say losg yerh nahin jaantsy k yehee woh bala hai jis say bohat say loag huay tabah hain.forex mein kaamyaabi k liyay zaroori hasi k aap laalach say bachein
                             
                            • #224 Collapse

                              Members har trader ka apna weak point hota hai k woh greed ko invite karta hai.Basically jab trader apna target daily ya weekly asani se achieve kar leta hai tu woh greed karny lag jata hai due to over confidence or jab woh use less trade open karta hai tu trader greed ki waja se apna profit b loss kar daita hai or us ki skills b damage ho jati hai es leye greed ko har hal mai apni trading style se dor rahkain ta k achi tr
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                aap nee bohat achi baat kee hai hum apni greed jaab kaam kar saktee hain jaab hum apni knowledge aur experience koo increase kar lein kuoon kee jaab ap kee knowledge aur experience bharta hai aur aap kee trading mein maturity ati hai too phir aap apni naa sirf greed koo control kar letee hain balkee aap kee trading mein discipline aur patience bhi ajata hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X